Peeroñ Ka Peer Hai Raushan Zameer Hai Qawwali Lyrics in Hindi and English
Qawwal: Ustad Aziz Miyañ
हिन्दी में लिरिक्स के लिए यहां क्लिक करें
Bidei Dast e Yaqeeñ ai Dil BaDast e Shah e Jeelani
Ke Dast e Oo Buwad Andar Haqeeqat Dast e Yazdani
Aleen e Dastgeer e Ghausul Aazam Qutub e Rabbani
Habeeb e Sayyad e Alam Zahe Mahboob e Sub’haani
Nishhan e Shaan e BeChooni Bayaan e Sirre Matmooni
BaSeerat Misl e Paighambar BaSoorat Murtuza Saani
Peeroñ Ka Peer Hai, Peeroñ Ka Peer Hai..
Peeroñ Ka Peer Hai, Peeroñ Ka Peer Hai..
Wo Mera Peer Hai, Wo Mera Peer Hai
Wo Mera Peer Hai, Wo Mera Peer Hai..
Peeroñ Ka Peer Hai,
Raushan Zameer Hai
Baghdad Wala Dulha Sabka Dastgeer Hai
Wo Mera Peer Hai, Wo Mera Peer Hai
Wo Mera Peer Hai, Wo Mera Peer Hai..
Maiñ Qadri Hooñ, Shukr Hai Rabb e Qadeer Ka
Daaman Hai Mere Haath Meiñ Peeran e Peer Ka
Wo Mera Peer Hai, Wo Mera Peer Hai
Wo Mera Peer Hai, Wo Mera Peer Hai..
Allah Re Faize Aam Dar e Dastgeer Ka
Sadqa Jahañ Meiñ BatTa Hai Peerane Peer ka
Wo Mera Peer Hai, Wo Mera Peer Hai
Wo Mera Peer Hai, Wo Mera Peer Hai..
Kaamil Nabi Ke Baad, Buroñ Ko Sañbhalna
Hissa Hai Sirf Hazrat e Peeraane Peer Ka
Wo Mera Peer Hai, Wo Mera Peer Hai
Wo Mera Peer Hai, Wo Mera Peer Hai..
Peero Ka Peer Hai,
Raushan Zameer Hai
Baghdad Wala Dulha Sabka Dastagir Hai
Peero Ka Peer Hai
Raushan Zameer Hai
Baghdad Wala Dulha Sabka Dast..
Shaahe Jeelañ
Sab Ka Dast.. Ghausul Aazam
Sab Ka Dast… Meer e Meerañ
Sab Ka Dast… Abdul Qadir
Sab Ka Dast… Shaahe Jeelañ
Sabka Dast..Shaahe Jeelañ
Sab Ka Dast.. Ghausul Aazam
Sab Ka Dast… Meer e Meerañ
Sab Ka Dast… Abdul Qadir
Sab Ka Dast… Shaahe Jeelañ
Sabka Dastgeer Hai
Peero Ka Peer Hai,
Raushan Zameer Hai
Baghdad Wala Dulha Sabka Dastagir Hai
Wo Mera Peer Hai, Wo Mera Peer Hai
Wo Mera Peer Hai, Wo Mera Peer Hai..
Hum Apne Aap Ko Jinka Faqeer Kahte Haiñ
Jahañ Meiñ Unko Shahe BeNazeer Kahte Haiñ
Nabi Ke Noor Se Pur Noor Unka Seena Hai
Isi Liye Unheiñ Raushan Zameer Kahte Haiñ
Ghulame Gaus Hai, Aazad Kar Diya Tujhko
Kabar Meiñ Mujhse Ye Munkir Nakeer Kahte Haiñ
Wo Mera Peer Hai, Wo Mera Peer Hai
Wo Mera Peer Hai, Wo Mera Peer Hai..
Wo Mera Peer Hai
Raushan Zameer Hai
Baghdad Wala Dulha Sabka Dastagir Hai
Peero Ka Peer Hai
Raushan Zameer Hai
Baghdad Wala Dulha Sabka Dastagir Hai
Na Mai Hukumat Mañgu
Taaje Shahi Na Mangu
Mangu To Kiske Dar Se Tera Mureed Ho Ke
Tera Mureed Ho Ke
Tera Mureed Ho Ke….
Na Mai Hukumat Mangu
Taaje Shahi Na Mangu
Mangu To Kiske Dar Se Tera Fakeer Ho Ke
Gaus Sakhawat Teri Sabse Benazeer Hai
Peero Ka Peer Hai
Raushan Zameer Hai
Baghdad Wala Dulha Sabka Dast..
Shaahe Jeelañ
Sab Ka Dast.. Ghausul Aazam
Sab Ka Dast… Meer e Meerañ
Sab Ka Dast… Abdul Qadir
Sab Ka Dast… Shaahe Jeelañ
Sabka Dast..Shaahe Jeelañ
Sabka Dastgeer Hai
Peero Ka Peer Hai
Raushan Zameer Hai
Baghdad Wala Dulha Sabka Dastgeer Hai
Sahrayi Kafni Pahne, Aaya Hai Dar Pe Rahne
Do Ghaz Zameen De Do Apna Ghulaam Kah Do
Apna Ghulaam Kah Do
Apna Ghulaam Kah Do..
Shaahe Jeelañ.. Apna Ghulaam Kah Do..
Sahrayi Kafni Pahne, Aaya Hai Dar Pe Rahne
Do Ghaz Zameen De Do, Apna Ghulaam Kah Do
Humne Suna Hai Jannat
Ghaus Ki jaagir hai
Peero Ka Peer Hai
Raushan Zameer Hai
Baghdad Wala Dulha Sabka Dastagir Hai
Peero Ka Peer Hai
Raushan Zameer Hai
Baghdad Wala Dulha Sabka Dast..
Shaahe Jeelañ
Sab Ka Dast.. Ghausul Aazam
Sab Ka Dast… Meer e Meerañ
Sab Ka Dast… Abdul Qadir
Sab Ka Dast… Shaahe Jeelañ
Sabka Dast..Shaahe Jeelañ
Sabka Dastgeer Hai
Peero Ka Peer Hai
Raushan Zameer Hai
Baghdad Wala Dulha Sabka Dastagir Hai
Wo Mera Peer Hai, Wo Mera Peer Hai
Wo Mera Peer Hai, Wo Mera Peer Hai..
Kya Martaba Hai Sayyadna Ghause Jaleeñ Ka
Choroñ Ko Jahañ Martaba Milta Hai Wali Ka
Wo Mera Peer Hai, Wo Mera Peer Hai
Wo Mera Peer Hai, Wo Mera Peer Hai..
Hum Apne Aap Ko Jinka Faqeer Kahte Haiñ
Jahañ Meiñ Unko Shahe BeNazeer Kahte Haiñ
Nabi Ke Noor Se Pur Noor Unka Seena Hai
Isi Liye Unheiñ Raushan Zameer Kahte Haiñ
Ghulame Gaus Hai, Aazad Kar Diya Tujhko
Kabar Meiñ Mujhse Ye Munkir Nakeer Kahte Haiñ
Jo Baadshaahi ko Sadqe Kare Faqeeri Par
Ameer Kahte Haiñ Usko Faqeer Kahte Haiñ
Jo Jalne Wale Haiñ Jal Jal Ke MitTe Jaate Haiñ
Jo Kahne Wale Haiñ Wo Dastgeer Kahte Haiñ
Wo Mera Peer Hai, Wo Mera Peer Hai
Wo Mera Peer Hai, Wo Mera Peer Hai..
Wo Mera Peer Hai, Raushan Zameer Hai
Baghdad Wala Dulha Sabka Dastagir Hai
Wo Mera Peer Hai, Wo Mera Peer Hai
Wo Mera Peer Hai, Wo Mera Peer Hai..
Ghausil Aazam BaManei BeSaro Samaañ Madade
Qibla e Deeñ Madade, Kaaba o Eemaañ Madade
Wo Mera Peer Hai, Wo Mera Peer Hai
Wo Mera Peer Hai, Wo Mera Peer Hai..
Je Aayad Jibraeel Az Bahr e Kaar o Baar Darbani
Wo Mera Peer Hai, Wo Mera Peer Hai
Wo Mera Peer Hai, Wo Mera Peer Hai..
Wo Mera Peer Hai, Wo Mera Peer Hai
Wo Mera Peer Hai, Wo Mera Peer Hai..
- Comment में राय दीजिए
- Share कीजिए
Hindi And English lyrics
| Naat-E-Paak |
| Khalid Mahmud ‘Khalid’ Naat | Ajmal Sultanpuri Naat | Ala Hazrat Naat |
| Qawwali |
| Sabri Brothers | Nusrat Fateh Ali Khan | Rahat Fateh Ali Khan | Aziz Miyañ | Ghous Muhammad Nasir