Naimatein bant’ta jis samt woh zeeshan gaya lyrics
ने’मते बांटता जिस सम्त वोह ज़ीशान गया
Shayar: Ala Hazrat | Naat e Paak
Naat Khwan: Owais Raza Qadri, Sayyad Fasihuddin Sohrbardi, Saleem Raza Pilibhit, Yusuf Memon,
Hadaaiqe bakhshish part 1
Hindi and english lyrics
ने’मते बांटता जिस सम्त वोह ज़ीशान गया
साथ ही मुन्शिये रह़मत का क़लम-दान गया
Naimatein bant’ta jis samt woh zeeshan gaya
Saath he munshiye rahmat ka qalam daan gya
ले ख़बर जल्द ही ग़ैरों की तरफ़ ध्यान गया
मेरे मौला मेरे आक़ा तेरे कुरबान गया
Le khabar jald he gairo(n) ki taraf dhyaan gya
Mere moula mere aaqa tere kurban gya
आह वोह आंख कि नाकामे तमन्ना ही रही
हाए वोह दिल जो तेरे दर से पुर अरमान गया
Aah woh aankh ki nakame tamanna he sahi
Haye woh dil jo tere dur se pur armaan gya
दिल है वोह दिल जो तेरी याद से मा’मूर रहा
सर है वोह सर जो तेरे क़दमों पे कुरबान गया
Dil hai woh dil jo teri yaad se ma’moor rahe
Sar hai woh sar jo tere qadmo(n) pe kurban gya
उन्हें जाना उन्हें माना न रखा ग़ैर से काम
लिल्लाहिल हम्द मैं दुन्या से मुस्लमान गया
Unhe jana unhe mana na rakha ghair se kaam
Lillahil humd mein dunya se nusalman gya
और तुम पर मेरे आक़ा की इनायत न सही
नज्दियो! कल्मा पढ़ाने का भी एह़सान गया
Aur tum per mere aaqa ki inayat na sahi
Najdiyo! Kalma padane ka bhi ahsaan gya
आज ले उनकी पनाह आज मदद मांग उनसे
फिर न मानेंगे क़ियामत में अगर मान गया
Aaj le unki panaah aaj madad maang un se
Phir na maane-gey(n) qiyamat me agar maan gya
उ़फ ये मुन्किर यह बढ़ा जोशे तअ़स्सुब आख़िर
भीड़ में हाथ से कम बख़्त के ईमान गया
Uff ye munkir yeh bada joshe ta’as-sub aakhir
Bheed me haath se kum bakht ke imaan gya
जानो दिल होशो ख़िरद सब तो मदीने पहुंचे
तुम नहीं चलते रज़ा सारा तो सामान गया
Jaano dil hosho khirad sub to madine pahuchey
Tum nahi chalte Raza sara to saaman gya
Hindi and english naat lyrics
Hindi and english naat lyrics
| Naat-E-Paak | Ajmal Sultanpuri | | Ala Hazrat Naat | Akhtar Raza Khan| Raaz Ilaahabadi | Muhammad Ilyas Attari | Sayyad Nazmi Miyan | Khalid Mahmud Khalid |
| Qawwali | Sabri Brothers || Rahat Fateh Ali Khan |
| Sufi Song | Khailash Kher |