Bartar Qayaas Se Hai Maqam-E Abul Hussain

Bartar Qayaas Se Hai Maqam-E Abul Hussain

हिन्दी लिरिक्स | English Lyrics
Ala Hazrat | Naat-E-Paak 


Bartar Qayaas Se Hai Maqam-E Abul Hussain

 

बरतर क़ियास से है मक़ामे अबुल हुसैन
सिदरा से पूछो रिफ़्अ़ते बामें अबुल हुसैन
Bartar Qayaas Se Hai Maqam-E Abul Hussain
Sidra Se Poochho Rif’ate Baam-E Abul Hussain

 

वा रस्ता पाए बस्तए दामे अबुल हुसैन
आज़ाद नार से है गुलामे अबुल हुसैन
Wa Rasta Paaye Basta-E Daame Abul Hussain
Aazad Naar Se Hai Gumal-E Abul Hussain

 

ख़़त्ते सियह में नूरे इलाही की ताबिशें
क्या सुब्ह़े नूरबार है शामे अबुल हुसैन
Khatte Siyah Me Noore Ilaahi Ki Tabishe(n)
Kya Sub’he Noorbaar Hai Shaame Abul Hussain

 

साक़ी सुना दे शीशए बग़दाद की टपक
महकी है बूए गुल से मुदामे अबुल हुसैन
Saaqi Suna De SheeSha-E Baghdad Ki Tapak
Mahki Hai Boo-E Gul Se Mudaam-E- Abul Hussain

 

बूए कबाबे सोख़्ता आती है मै-कशो
छलका शराबे चिश्त से जामे अबुल हुसैन
Booye Kabaab-E Sokhta Aati Hai Mai-Kasho
Chhalka Sharab-E Chist Se Jaame Abul Hussain

 

गुलगूं शहर को है स-हरे सोज़े दिल से आंख
सुल्तानें सोह़र-वर्द है नामे अबुल हुसैन
Gul-goo(n) Shahar Ko Sa-har-e Soze Dil Se Aankh
Sultane Sohar-wurd Hai Naame Abul Hussain

 

कुरसी नशीं है नक़्शबन्द है नामे अबुल हुसैन
मौलाए नक़्शबन्द है नामे अबुल हुसैन
Kursi Nashi(n) Hai Naqshbund Hai Naame Abul Hussain
Moula-E Naqshbund Hai Naame Naqshbund

 

जिस नख़्ले पाक में हैं छियालीस डालियाँ
इक शाख़ उन में से है बनामे अबुल हुसैन
Jis Nakhle Paak Me Hein Chhiyalis Daaliya(n)
Ik Shaakh Un Me Se Hai Banamey Abul Hussain

 

मस्तो को ऐ करीम बचाए खुमार से
ता दौर ह़श्र दौरए जामे अबुल हुसैन
Masto Ko Ae Karim Bacha-E Khumaar Se
Taa Dour Hashr Dou-ra-E Jaame Abul Hussain

 

उनके भले से लाखों ग़रीबों का है भला
या रब ज़माना-बाद बकामे अबुल हुसैन
Unke Bhale Se Laakho(n) Garibo(n) Ka Hai Bhala
Ya Rab Zamaana-Baad Ba-kaam-E Abul Hussain

 

मेला लगा है शाने मसीह़ा की दीद है
मुर्दे जिला रहा है ख़िरामे अबुल हुसैन
Mela Laga Hai Shaane Maseeh Ki Deed Hai
Murde Jila Raha Hai Khiraam-E Abul Hussain

 

सर गश्ता मेह़रो मह हैं पर अब तक खुला नहीं
किस चर्ख़ पर है माहे तमामे अबुल हुसैन
Sar Gashta Mehro Mah Hein Par Ab Tak Khula Nahi
Kis Charkh Par Hai Maahe Tamaame Abul Hussain

 

इतना पता मिला है कि यह चर्ख़ चम्बरी
है हफ़त पाया ज़ीनए बामे अबुल हुसैन
Itna Pata Mila Hai Yeh Charkh Chambari
Hai Haft Paaya Zeena-E-Baame Abul Hussain

 

ज़र्रे को मेह़र, क़त़रे को दरिया करे अभी
गर जोश ज़न हो बख़्शिशे आ़मे अबुल हुसैन
Zarre Ko Mehar, Qatre Ko Dariya Kare Abhi
Gar Josh Zun Ho Bakhshish-E Aame Abul Hussain

 

यह़या का सदक़ा वारिसे इक़्बाल मन्द पाए
सज्जादए शुयूख़े किरामे अबुल हुसैन
Yah-Ya Ka Sadqa Warise Iqbaal Mund Paaye
Sajjaada-E Shuyukhe Kiraam-E- Abul Hussain

 

इन्आ़म ले बहारे जिनां तह़नियत लिखें
फूले फले तू नख्ंले मरामे अबुल हुसैन
Inaam Le Bahare Jina(n) Tahniyat Likhe(n)
Phoole Phale Tu Nakhle Maraame Abul Hussain

 

आक़ा से मेरे सुथरे मियां का हुआ है नाम
इस अच्छे सुथरे से रहे नामे अबुल हुसैन
Aaqa Se Mere Suthre Miya(n) Ka Hua Hai Naam
Is Achhe Suthre Se Rahe Naame Abul Hussain

 

या रब वोह चांद जो फ़-लके इ़ज़्ज़ो जाह पर
हर सैर में हो गाम ब गामे अबुल हुसैन
Ya Rab Woh Chand Jo Falak-E Izzo Jaah Par
Har Sair Me Ho Gaam Ba Gaam-E- Abul Hussain

 

आओ तुम्हें हिलाले सिपह़रे शरफ़ दिखाएं
गरदन झुकाएं बहरे सलामे अबुल हुसैन
Aao Tumhe Hilaal-E Sip'har-E Sharaf Dikhaae(n)
Gurdan Jhukaae(n) Bahre Salam-E Abul Hussain

 

कुदरत खुदा की है कि त़लातुम कनां उठी
बह़रे फ़ना से मौजे दवामे अबुल हुसैन
Qudrat Khuda Ki Hai Talatum Kana(n)Uthi
Bahre Fana Se Mouj Dawa-me Abul Hussain

 

या रब हमें भी चाशनी उस अपनी याद की
जिस से है शक्करीं लबो कामे अबुल हुसैन
Ya Rab Hame Bhi Chashni Us Apni Yaad Ki
Jis Se Hai Shakkari(n) Labo Kaame Abul Hussain

 

हां तालेए़ रज़ा तेरी अल्लाह रे यावरी
ऐ बन्दए जुदूदे किरामे अबुल हुसैन
Han Taale-E RAZA Teri Allah Re Ya’wari
Ae Banda-E-Judoodo Kiraame Abul Hussain

Hindi And English Naat Lyrics, Hindi And English Naat Lyrics, Manqabat lyrics in Hindi


Our Pages

Naat-E-Paak 

Manqabat Ghaus e Azam

Manqabat Ghareeb Nawaaz

Shayar

Naat Khwan:

         Qawwali         

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *