Mujh Pe Bhi Chashm-e-Karam Naat Lyrics
मुझ पे भी चश्मे करम ऐ मेरे आक़ा करना
Naat Khwan: Owais Raza Qadri
Shayar: Nasiruddin Naseer
मुझ पे भी चश्म-ए-करम ऐ मेरे आक़ा करना
ह़क़ तो मेरा भी है रह़मत का तक़ाज़ा करना
Mujh Pe Bhi Chashm-e-Karam Ae Mere Aaqa Karna
Haq To Mera Bhi Hai Rahmat Ka Taqaza Karna
तू किसी को भी उठाता नहीं अपने दर से
कि तेरी शान के शायां नहीं ऐसा करना
Tu Kisi Ko Bhi Uthata Nahin Apne Dar Se
Ki Teri Shaan Ke Shaya.n Nahin Aisa Karna
मैं एक ज़र्रा हूं मुझे वुसअत-ए-सहरा दे दे
कि तेरे बस में है क़तरे को भी दरिया करना
Main Ek Zarra Hun Mujhe Wus’At-e-Sahara De De
Ki Tere Bas Me Hai Qatre Ko Bhi Dariya Karna
तेरे सदक़े वो उसी रंग में खुद ही डूबा
जिसने जिस रंग में चाहा मुझे रुसवा करना
Tere Sadqe Wo Usi Rung Me Khud Hee Dooba
Jisne Jis Rung Me Chaha Mujhe Ruswa Karna
ये तेरी शान है ऐ आमना के दुर्र-ए-यतीम
सारी उम्मत की शफ़ाअ़त तन्हा-तन्हा करना
Ye Teri Shaan Hai Ae Amna Ke Durr-e-Yateem
Saari Ummat Ki Shafa’at Tanha-Tanha Karna
मुझ पे मह़शर में नसीर उनकी नज़र पड़ ही गई
कहने वाले इसे कहते हैं ख़ुदा का करना
Mujh Pe Mahshar Me Naseer Unki Nazar Pad Hee Gayi
Kahne Wale Ise Kahte Hain Khuda Ka Karna
मुझ पे भी चश्मे करम हिन्दी में लिखी हुई
Mujhpe bhi chasme karam lyrics in hindi,Naat lyrics,Naat sharif Mujhpe Bhi Chashme Karma,owais Qadri Mujhpe Bhi Chaahme Karam.
Hindi and English Lyrics
| Naat-E-Paak|
| Khalid Mahmud ‘Khalid’ | Allama Saim Chishti | Ajmal Sultanpuri Naat | Ala Hazrat Naat | Akhtar Raza Khan| Raaz Ilaahabadi | Muhammad Ilyas Attari | Sayyad Nazmi Miyan
| Sabri Brothers | Nusrat Fateh Ali Khan | Rahat Fateh Ali Khan | Iqbal Afzal Sabri | Aziz Miyañ | Ghous Muhammad Nasir | Maulvi Ahmad Hassan Akhtar