Muhammd Muhammad Meri Rooh Bole Lyrics
Mujhe Apni Rahmat Ke Saaye Me Le Le
Muhammd Muhammad Meri Rooh Bole
Ae Shahe Madina Faqir-E-Ajam Hun
Ghamon Me Ghira Hun Aseer E Alam Hun
Mujhe Apni Rahmat Ke Saaye Me Le Le
Muhammd Muhammad Meri Rooh Bole
Ye Duniya Bhi Kya Hai Ye Karbo-bala Hai
Nahin Sukh Yahan Par Ye Dukh Ki Jagah Hai
Mujhe Apni Rahmat Ke Saaye Me Le Le
Muhammd Muhammad Meri Rooh Bole
Har Ik Simt Tarikiyan Hain Jaha.N Me
Ghira Hun Ajab Dar Ajab Imtiha.N Me
Mujhe Apni Rahmat Ke Saaye Me Le Le
Muhammd Muhammad Meri Rooh Bole
Yahan Bhi Wahan Bhi Tera Aasra Hai
Tu Hi Dard Mando.n Ke Dil Ki Dawa
Mujhe Apni Rahmat Ke Saaye Me Le Le
Muhammd Muhammad Meri Ruh Bole
Bata Taaj Kab Tak Bhatakta Rahunga
Jo Baaqi Umar Hai Main Kahta Rahunga
Mujhe Apni Rahmat Ke Saaye Me Le Le
Muhammd Muhammad Meri Ruh Bole
Recited By: Hafiz Umair Qureshi
Lyrics: Taj Bahadur Taj
Muhammd Muhammad Meri Rooh Bole Lyrics Hindi
मुझे अपनी रह़मत के साए में ले ले
मुह़म्मद मुह़म्मद मेरी रूह बोले
ऐ शाहे है मदीना फक़ीर-ए-अजम हूँ
ग़मों में घिरा हूं असीर-ए-अलम हूं
मुझे अपनी रह़मत के साए में ले ले
मुह़म्मद मुह़म्मद मेरी रूह बोले
ये दुनिया भी क्या है ये कर्बोबला है
नहीं सुख यहां पर ये दुख की जगह है
मुझे अपनी रह़मत के साए में ले ले
मुह़म्मद मुह़म्मद मेरी रूह बोले
हर इक सिम्त तारीकियां हैं जहां में
घिरा हूँ अजब दर अजब इम्तिहां में
मुझे अपनी रह़मत के साए में ले ले
मुह़म्मद मुह़म्मद मेरी रूह बोले
यहां भी वहां भी तेरा आसरा है
तू ही दर्द मन्दों के दिल की दवा है
मुझे अपनी रह़मत के साए में ले ले
मुह़म्मद मुह़म्मद मेरी रूह बोले
बता ताज कब तक भटकता रहूंगा
जो बाक़ी उम्र है मैं कहता रहूंगा
मुझे अपनी रह़मत के साए में ले ले
मुह़म्मद मुह़म्मद मेरी रूह बोले
Our Pages
Naat-E-Paak
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi