Meri Zindagi Ke Rahbar Bade Peer Ghouse Azam Lyrics
मेरी ज़िन्दगी के रहबर बड़े पीर ग़ौसे आज़म
Shayar: Akhtar Parwaz Naeem
Naat Khwan: Akhtar Parwaz Naeem
Meri Zindagi Ke Rahbar Bade Peer Ghouse Azam
Nahin Tum Sa Koi Behtar Bade Peer Ghouse Azam
Meri Zindagi Ke Rahbar Bade Peer Ghouse Azam
Mere Dil Ki Aarzu Hai Tere Aastan Pe Aakar
Rahun Banke Tera Noukar Bade Peer Ghouse Azam
Meri Zindagi Ke Rahbar Bade Peer Ghouse Azam
Ab To Jaga Do Qismat, Apni Dikha Do Surat
Ay Auliya Ke Sarwar Bade Peer Ghouse Azam
Meri Zindagi Ke Rahbar Bade Peer Ghouse Azam
Maine Pukara Jab Bhi Fouran Madad Ko Aaye
Fazle Khuda Se Akhtar Bade Peer Ghouse Azam
Meri Zindagi Ke Rahbar Bade Peer Ghouse Azam
मेरी ज़िन्दगी के रहबर बड़े पीर ग़ौसे आज़म
नहीं तुम सा कोई बेहतर बड़े पीर ग़ौसे आज़म
मेरी ज़िन्दगी के रहबर बड़े पीर ग़ौसे आज़म
मेरे दिल की आरज़ू है तेरे आस्तां पे आकर
रहूं बनके तेरा नौकर बड़े पीर ग़ौसे आज़म
मेरी ज़िन्दगी के रहबर बड़े पीर ग़ौसे आज़म
अब तो जगा दो क़िस्मत, अपनी दिखा दो सूरत
ऐ औलिया के सरवर बड़े पीर ग़ौसे आज़म
मेरी ज़िन्दगी के रहबर बड़े पीर ग़ौसे आज़म
मैंने पुकारा जब भी फौरन मदद को आए
फज़ले खुदा से अख़्तर बड़े पीर ग़ौसे आज़म
मेरी ज़िन्दगी के रहबर बड़े पीर ग़ौसे आज़म
Hindi And English lyrics
Our Pages
Shayar
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
- Sabri Brothers
- Nusrat Fateh Ali Khan
- Rahat Fateh Ali Khan
- Iqbal Afzal Sabri
- Aziz Miyañ
- Nazir Ejaz Faridi
- Ghous Muhammad Nasir
- Maulvi Ahmad Hasan Akhtar