Meri Jaan Nabi Lyrics By Usama Khan
मेरी जान नबी
Nabi Nabi – Nabi Nabi
Nabi Nabi – Nabi Nabi
Meri Jaan Nabi, Iman Nabi
Meri Shan Nabi, Pahchan Nabi
Rahmat Bhi Nabi, Azmat Bhi Nabi
Qismat Bhi Nabi, Arman Nabi.
Maiñ Bhatke Huye Sahraoñ Ka
Be-Simt Musafir Aawara
Meri Uñgli Pakad Ke Chalte Huye
Ek Maa Ki Tarhañ Ahsan Nabi.
Meri Jaan Nabi, Iman Nabi
Meri Shan Nabi, Pahchan Nabi
Rahmat Bhi Nabi, Azmat Bhi Nabi
Qismat Bhi Nabi, Arman Nabi
Maiñ Ji To Raha Huñ, Jeene Ka
Andaz-e-Bulandi Kya Jaanuñ
Maiñ Tarz-e-Takallum Kya Jaanuñ
Maiñ Saaz-e-Bulañdi Kya Jaanuñ
Mujhe Pata Nahiñ Mai’yaar-e-Amal
Parwaaz-e-Bulañdi Kya Jaanuñ
Maiñ Chain Ki Soorat Kya Jaanuñ
Maiñ Raaz-e-Bulañdi Kya Jaanuñ.
Mere Dil Ka Diya Mere Noor-e-Huda
Mahboob-e-Khuda Qurban Nabi
Furqan Nabi, Subhan Nabi
Irfan Nabi, Sultan Nabi.
Meri Jaan Nabi, Iman Nabi
Meri Shan Nabi, Pahchan Nabi
Rahmat Bhi Nabi, Azmat Bhi Nabi
Qismat Bhi Nabi, Arman Nabi.
Meri Sochoñ Ke But Khaane Me
Wahdat Ka Ujala Tum Se Hai
Meri Saari Basarat Tumse Hai
Rahat Ka Ujala Tumse Hai.
Mere Dast-o-Qadam Ke Paimane
Chahat Ka Ujala Tumse Hai
Meri Hasti Kya Hai Pasti Hai
Qismat Ka Ujala Tumse Hai.
Meraj Nabi, Sartaj Nabi
Akhlaq-e-Karam Ki Jaan Nabi
Insaf Nabi, Meezan Nabi
Kirdar Nabi, Qur’aan Nabi.
Meri Jaan Nabi, Iman Nabi
Meri Shan Nabi, Pahchan Nabi
Rahmat Bhi Nabi, Azmat Bhi Nabi
Qismat Bhi Nabi, Arman Nabi.
Maiñ Dard-o-Alam Ka Mara Huñ
Mere Zakhm Ka Marham Nabi-Nabi
Main Dhoop Me Jhulsa Raahi Huñ
Mera Chashma-e-Zamzam Nabi Nabi.
Maiñ Kashti Talatum Moujoñ Ki
Ummid Ka Parcham Nabi Nabi
Maiñ Daur-e-Khizañ Se Be-Dam Huñ
Phooloñ Ka Shabnam Nabi-Nabi.
Sahil Bhi Nabi, Haasil Bhi Nabi
Manzil bhi Nabi, Muskan Nabi
Meri Raah Nabi, Rahbar Bhi Nabi
Farman Nabi, Faizaan Nabi.
Meri Jaan Nabi, Iman Nabi
Meri Shan Nabi, Pahchan Nabi
Rahmat Bhi Nabi, Azmat Bhi Nabi
Qismat Bhi Nabi, Arman Nabi.
Recited by: Usama Khan
Lyrics: Alauddin Talib Solapur
Meri Jaan Nabi Lyrics In Hindi
नबी नबी-नबी नबी
नबी नबी-नबी नबी
मेरी जान नबी, ईमान नबी
मेरी शान नबी, पहचान नबी
रह़मत भी नबी, अज़मत भी नबी
क़िस्मत भी नबी, अरमान नबी
मैं भटके हुए सहराओं का
बे सिम्त मुसाफ़िर आवारा
मेरी उंगली पकड़ के चलते हुए
एक मां की तरहं एहसान नबी
मेरी जान नबी, ईमान नबी
मेरी शान नबी, पहचान नबी
रह़मत भी नबी, अज़मत भी नबी
क़िस्मत भी नबी, अरमान नबी
मैं जी तो रहा हूं जीने का
अंदाज़-ए-बुलन्दी क्या जानूं
मैं तर्ज़-ए-तकल्लुम क्या जानूं
मैं साज़-ए-बुलन्दी क्या जानूं
मुझे पता नहीं मअ़्यार-ए-अमल
परवाज़-ए-बुलंदी क्या जानूं
मैं चैन की सूरत क्या जानूं
मैं राज़-ए-बुलंदी क्या जानूं।
मेरे दिल का दिया मेरे नूर-ए-हुदा
महबूब-ए-ख़ुदा क़ुर्बान नबी
फ़ुर्क़ान नबी,सुब्हान नबी,
इरफ़ान नबी, सुल्तान नबी।
मेरी जान नबी, ईमान नबी
मेरी शान नबी, पहचान नबी
रह़मत भी नबी, अज़मत भी नबी
क़िस्मत भी नबी, अरमान नबी।
मेरी सोचों के बुत खाने में
वहदत का उजाला तुम से है
मेरी सारी बसारत तुम से है
राहत का उजाला तुम से है।
मेरे दस्त-ओ-क़दम के पैमाने
चाहत का उजाला तुमसे है
मेरी हस्ती क्या है पस्ती है
क़िस्मत का उजाला तुमसे है।
मेराज नबी, सरताज नबी
अख़लाक़-ए-करम की जान नबी
इंसाफ़ नबी, मीज़ान नबी
किरदार नबी, क़ुरआन नबी।
मेरी जान नबी, ईमान नबी
मेरी शान नबी, पहचान नबी
रह़मत भी नबी, अज़मत भी नबी
क़िस्मत भी नबी, अरमान नबी।
मैं दर्द-ओ-अलम का मारा हूं
मेरे ज़ख्म का मरहम नबी-नबी
मैं धूप में झुलसा राही हूं
मेरा चश्मा-ए-ज़मज़म नबी-नबी।
मैं कश्ती तलातुम मौजों की
उम्मीद का परचम नबी-नबी
मैं दौर-ए-ख़िज़ां से बेदम हूं
फूलों का शबनम नबी-नबी।
साहिल भी नबी, हासिल भी नबी
मंज़िल भी नबी, मुस्कान नबी
मेरी राह नबी, रहबर भी नबी
फ़रमान-ए-नबी, फ़ैज़ान नबी।
मेरी जान नबी, ईमान नबी
मेरी शान नबी, पहचान नबी
रह़मत भी नबी, अज़मत भी नबी
क़िस्मत भी नबी, अरमान नबी।
Recited by: Usama Khan
Lyrics: Alauddin Talib Solapur
Our Pages
Naat-E-Paak
More Rabiul Awwal Mutalliq Kalam
Shayar
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
Qawwali
- Sabri Brothers
- Nusrat Fateh Ali Khan
- Rahat Fateh Ali Khan
- Iqbal Afzal Sabri
- Aziz Miyañ
- Nazir Ejaz Faridi
- Ghous Muhammad Nasir
- Maulvi Ahmad Hasan Akhtar