Mere Tajo shariya Ki Kya Shan Hai Manqabat Lyrics
मेरे ताजुश-शरिया की क्या शान है । मनक़बत लिरिक्स
Naat Khwan: Ghulam Mustafa Qadri
हिन्दी में लिरिक्स के लिए यहां टच करें
Ghulshan-e-Ala Hazrat Ki Jo Jaan Hai
Mere Tajush-Shariaa Ki Kya Shaan Hai
Maslak-e-Ala Hazrat Ki Pahchan Hai
Mere Tajush-Shariaa Ki Kya Shaan Hai
Jiske Walid Mufash’Shir Hain Quraan Ke
Jiske Dada Muhafiz Hain Imaan Ke
Jiska Nana Bareilly Ka Sultan Hai
Mere Tajush-Shariaa Ki Kya Shaan Hai
Ghulshan-e-Ala Hazrat Ki Jo Jaan Hai
Mere Tajush-Shariaa Ki Kya Shaan Hai
Maslak-e-Ala Hazrat Ki Pahchan Hai
Mere Tajush-Shariaa Ki Kya Shaan Hai
Jiske Baba Wali Jiske Taaya Wali
Jiske Dada wali Jiske Nana Wali
Jiski Azmat Pe Har Har Ek Qurban Hai
Mere Tajush-Shariaa Ki Kya Shaan Hai
Ghulshan-e-Ala Hazrat Ki Jo Jaan Hai
Mere Tajush-Shariaa Ki Kya Shaan Hai
Maslak-e-Ala Hazrat Ki Pahchan Hai
Mere Tajush-Shariaa Ki Kya Shaan Hai
Ilm Taqwa Ki Jo Pyari Tasveer Hai
Jisne Paai Azimat Ki Tanveer Hai
Istiqamat Ki Mazboot Chattan Hai
Mere Tajush-Shariaa Ki Kya Shaan Hai
Ghulshan-e-Ala Hazrat Ki Jo Jaan Hai
Mere Tajush-Shariaa Ki Kya Shaan Hai
Maslak-e-Ala Hazrat Ki Pahchan Hai
Mere Tajush-Shariaa Ki Kya Shaan Hai
Jo Uloom-e-Raza Ka Hai Waris Bana
Jiske Sar Fakhre Azhar Ka Sahra Saja
Han Woh Bareilly Ka Akhtar Raza Khan
Mere Tajush-Shariaa Ki Kya Shaan Hai
Ghulshan-e-Ala Hazrat Ki Jo Jaan Hai
Mere Tajush-Shariaa Ki Kya Shaan Hai
Maslak-e-Ala Hazrat Ki Pahchan Hai
Mere Tajush-Shariaa Ki Kya Shaan Hai
Tez Talwar Se Jiski Tahreer Hai
Aur Bijli Ki Manind Taqreer Hai
Dushman-e-Deen Jisse Pareshan Hain
Mere Tajush-Shariaa Ki Kya Shaan Hai
Ghulshan-e-Ala Hazrat Ki Jo Jaan Hai
Mere Tajush-Shariaa Ki Kya Shaan Hai
Maslak-e-Ala Hazrat Ki Pahchan Hai
Mere Tajush-Shariaa Ki Kya Shaan Hai
Jiski Nazre Wilayat Ke Hain Tazkire
Ab Bhi Jaari Karamat Ke Hain Silsile
Hind Me Char Soo
Hind Me Char Soo
Hind Me Char Soo Jiska Faizan Hai
Mere Tajush-Shariaa Ki Kya Shaan Hai
Ghulshan-e-Ala Hazrat Ki Jo Jaan Hai
Mere Tajush-Shariaa Ki Kya Shaan Hai
Maslak-e-Ala Hazrat Ki Pahchan Hai
Mere Tajush-Shariaa Ki Kya Shaan Hai
Ek Saron Ka Samandar Bareilly Me Tha
Mere Murshid Ka Jisb Dum Janaza Utha
Aaj Bhi Aqle Insan Hairan Hai
Aaj Bhi Aqle Insan Hairan Hai
Mere Tajush-Shariaa Ki Kya Shaan Hai
Ghulshan-e-Ala Hazrat Ki Jo Jaan Hai
Mere Tajush-Shariaa Ki Kya Shaan Hai
Maslak-e-Ala Hazrat Ki Pahchan Hai
Mere Tajush-Shariaa Ki Kya Shaan Hai
Hushne Akhtar Ko Kaise Karun Main Bayan
Jiske Chehre Ko Mai Dekhta Rah Gaya
Han Dekh Kar Jisko Muskaya Iman Hai
Mere Tajush-Shariaa Ki Kya Shaan Hai
Ghulshan-e-Ala Hazrat Ki Jo Jaan Hai
Mere Tajush-Shariaa Ki Kya Shaan Hai
Maslak-e-Ala Hazrat Ki Pahchan Hai
Mere Tajush-Shariaa Ki Kya Shaan Hai
Kar Raha Hun Mai Murshid Ki Azmat Bayan
Mere Peshe Nazar Inka Hai Aastan
Mere Akhtar Raza
Mere Akhtar Raza Ka Ye Faizan Hai
Mere Tajush-Shariaa Ki Kya Shaan Hai
Ghulshan-e-Ala Hazrat Ki Jo Jaan Hai
Mere Tajush-Shariaa Ki Kya Shaan Hai
Maslak-e-Ala Hazrat Ki Pahchan Hai
Mere Tajush-Shariaa Ki Kya Shaan Hai
Kufr Ki Aandhiyon Se Bhi Takra Gaya
Rab Ne Bakhsha Tha Aisa Ise Housla
Yasemul Qadri Jis Pe Qurban Hai
Mere Tajush-Shariaa Ki Kya Shaan Hai
Ghulshan-e-Ala Hazrat Ki Jo Jaan Hai
Mere Tajush-Shariaa Ki Kya Shaan Hai
Maslak-e-Ala Hazrat Ki Pahchan Hai
Mere Tajush-Shariaa Ki Kya Shaan Hai
Mere Tajo shariya Ki Kya Shan Hai Manqabat Lyrics
Related Post:
- Ahmad Raza Ka Taza Gulishtan Hai Aaj Bhi Lyrics
- Sunnaton Par Chalun Aur Chalane Lagun
- Be-Kason Ka Sahara Bareilly Mein Hai
- Wah Kya Baat Aala Hazrat Ki
- Jaari Hai Faizan Ala Hazrat Ka Lyrics
- Hum Sunni To Aala Hazrat Waley Hain
- Aala Hazrat Hamari Jaan Hain Lyrics
- Mera Markaz Bareilly Hai Lyrics
Our Pages
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
Manqabat Shahidan e Karbala | Nohay Lyrics|