Mere Nabi Zeeshan Naat Lyrics | मेरे नबी ज़ीशान
Shayar: Asad Iqbal
Naat Khwan: Asad Iqbal
Mere Nabi Zeeshan, Mere Nabi Zeeshan
Poochh Lo Ye Nazzaron Se
Gul, Gulshan, Gulzaron Se
Sooraj, Chand, Sitaron Se
Zarron Se Maahparon Se
Har Jalwe Ka Ek Wayan
Mere Nabi Zeeshan, Mere Nabi Zeeshan
मेरे नबी ज़ीशान, मेरे नबी ज़ीशान
पूछ लो ये नज़्ज़ारों से
गुल, गुलशन, गुलज़ारों से
सूरज चांद सितारों से
ज़र्रों से महापारों से
हर जल्वे का एक बयान
मेरे नबी ज़ीशान, मेरे नबी ज़ीशान
Sar Pe Taaj-e-Shafa’at Hai
Un Par Khatm Nabuwat Hai
Zaat Sarapa Rahmat Hai
Aisi Unki Soorat Hai
Jaise Rahal Pe Ho Quraan
Mere Nabi Zeeshan, Mere Nabi Zeeshan
सर पे ताज-ए-शफ़ाअत है
उन पर ख़त्म नबूवत है
ज़ात सरापा रह़मत है
ऐसी उनकी सूरत है
जैसे रहल पे हो कुरआन
मेरे नबी ज़ीशान, मेरे नबी ज़ीशान
Noor-e-Mujassam, Noor-e-Azal
Jiska Nahin Hai Koi Badal
Noori Qaseeda, Noori Ghazal
Doodh Me Jaise Khilta Kanwal
Rabbe Ula Ka Wo Mehman
Mere Nabi Zeeshan, Mere Nabi Zeeshan
नूर ए मुजस्सम, नूर ई अज़ल
जिसका नहीं है कोई बदल
नूरी क़सीदा, नूरी ग़ज़ल
दूध में जैसे खिलता कंवल
रब्बे उला का वो मेहमान
मेरे नबी ज़ीशान, मेरे नबी ज़ीशान
Rahmat-o-Barkat Wale Hain
Nemat-o-Jannat Wale Hain
Taaj-e-Shafa’at Wale Hain
Aisi Qudrat Wale Hain
Jinka Kaha, Rab Ka Farman
Mere Nabi Zeeshan, Mere Nabi Zeeshan
रहमत-ओ-बरकत वाले हैं
नेमत-ओ-जन्नत वाले हैं
ताजे शफ़ाअत वाले हैं
ऐसी कुदरत वाले हैं
जिनका कहा, रब का फ़रमान
मेरे नबी ज़ीशान, मेरे नबी ज़ीशान
Aala Hajrat Bol Gaye
Ishq Ke Moti Rol Gaye
Saari Haqiqat Khol Gaye
De Ke Sabaq Anmol Gaye
Ishq-e-Nabi Emaa.n Ki Jaan
Mere Nabi Zeeshan, Mere Nabi Zeeshan
आला हज़रत बोल गए
इश्क़ के मोती रोल गए
सारी हक़ीक़त खोल गए
दे के सबक अनमोल गए
इश्क़-ए-नबी ईमां की जान
मेरे नबी ज़ीशान, मेरे नबी ज़ीशान
Haq Ki Baat Bata Te Hain
Jaam-e-Karam Chhalkate Hai
Sidhi Raah Dikhate Hain
Jannat Tak Pahuchate Hain
Sab Pe Asad Unka Ahsaan
Mere Nabi Zeeshan, Mere Nabi Zeeshan
हक़ की बात बताते हैं
जाम-ए-करम छलकाते हैं
सीधी राह दिखाते हैं
जन्नत तक पहुंचाते हैं
सब पे असद उनका एहसान
मेरे नबी ज़ीशान, मेरे नबी ज़ीशान
Hindi and English Lyrics
| Naat-E-Paak|
| Khalid Mahmud ‘Khalid’ | Allama Saim Chishti | Ajmal Sultanpuri Naat | Ala Hazrat Naat | Akhtar Raza Khan| Raaz Ilaahabadi | Muhammad Ilyas Attari | Sayyad Nazmi Miyan
| Sabri Brothers | Nusrat Fateh Ali Khan | Rahat Fateh Ali Khan | Iqbal Afzal Sabri | Aziz Miyañ | Ghous Muhammad Nasir | Maulvi Ahmad Hassan Akhtar