Mere Ala Hazrat Se lyrics | मेरे आला हजरत से
Manqabat Khwan: Hafiz Ahmad Raza Qadri
Shayar: Wasim Bekhud
ऐ रज़ा, ऐ रज़ा, ऐ रज़ा
ऐ रज़ा, ऐ रज़ा, ऐ रज़ा
मेरे रज़ा – मेरे रज़ा
मेरे रज़ा – मेरे रज़ा
Ae Raza, Ae Raza, Ae Raza
Ae Raza, Ae Raza, Ae Raza
Mere Raza-Mere Raza
Mere Raza-Mere Raza
सुन्नियतत की है पहचान मेरे आला हजरत से
इल्म का मिला फ़ैज़ान मेरे आला हज़रत से
सुन्नियतत की है पहचान मेरे आला हजरत से
फ़ैज़ान-ए-रज़ा जारी रहे
फ़ैज़ान-ए-रज़ा जारी रहे
Sunniyat Ki Hai Pahchan Mere Aala Hazrat Se
Ilm Ka Mila Faizan Mere Aala Hazrat Se
Sunniyat Ki Hai Pahchan Mere Aala Hazrat Se
Faizan-e-Raza Jaari Rahe
Faizan-e-Raza Jaari Rahe
किस त़रह भटक जाऊं हादी हैं रज़ा मेरे
पुख़्ता है मेरा ई़मान मेरे आला हजरत से
सुन्नियतत की है पहचान मेरे आला हजरत से
ऐ रज़ा, ऐ रज़ा
Kis Tarah Bhatak Jaun, Haadi Hain Raza Mere
Pukhta Hai Mera Iman Mere Aala Hazrat Se
Sunniyat Ki Hai Pahchan Mere Aala Hazrat Se
Ae Raza, Ae Raza
इसलिए तो दिल में है आल भी सहाबा भी
सीखा है अदब हर आन मेरे आला हजरत से
सुन्नियतत की है पहचान मेरे आला हजरत से
रज़ा-रज़ा-रज़ा
रज़ा-रज़ा-रज़ा
Isliye To Dil Me Hai Aal Bhi Sahaba Bhi
Seekha Hai Adab Har Aan Mere Aala Hazrat Se
Sunniyat Ki Hai Pahchan Mere Aala Hazrat Se
Raza-Raza-Raza
Raza-Raza-Raza
क़ल्ब में मेरे आई मुस्त़फ़ा की उल्फ़त और
इश्क़े हज़रते हस्सान मेरे आला हजरत से
सुन्नियतत की है पहचान मेरे आला हजरत से
मेरे रज़ा -मेरे रज़ा
मेरे रज़ा -मेरे रज़ा
Qalb Me Mere Aai Mustafa Ki Ulfat Aur
Ishqe Hazrat e Hassan Mere Ala Hazrat Se
Sunniyat Ki Hai Pahchan Mere Ala Hazrat Se
Mere Raza-Mere Raza
Mere Raza-Mere Raza
यूं तो आए हैं हिन्द में जितने सुखन-वर भी
सबकी ही बढ़ी है शान मेरे आला हजरत से
सुन्नियतत की है पहचान मेरे आला हजरत से
फ़ैज़ान-ए-रज़ा जारी रहे
फ़ैज़ान-ए-रज़ा जारी रहे
Yun To Aaye Hain Hind Me Jitne Sukhan War Bhi
Sabki Hee Badhi Hai Shan Mere Ala Hazrat Se
Sunniyat Ki Hai Pahchan Mere Ala Hazrat Se
Faizan-e-Raza Jaari Rahe
Faizan-e-Raza Jaari Rahe
जब से थामा है बेखुद दामने रज़ा मैंने
मुश्किलें हुईं आसान मेरे आला हज़रत से
सुन्नियतत की है पहचान मेरे आला हजरत से
ऐ रज़ा, ऐ रज़ा
Jab Se Thama Hai Be-Khud Daman e Raza Maine
Mushkilein Hui Aasan Mere Ala Hazrat Se
Sunniyat Ki Hai Pahchan Mere Ala Hazrat Se
Ae Raza, Ae Raza
Our Pages
Naat-E-Paak
Shayar
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
Qawwali
- Sabri Brothers
- Nusrat Fateh Ali Khan
- Rahat Fateh Ali Khan
- Iqbal Afzal Sabri
- Aziz Miyañ
- Nazir Ejaz Faridi
- Ghous Muhammad Nasir
- Maulvi Ahmad Hasan Akhtar