Meray Ala Hazrat Ka Lyrics | Ashfaq Attari

Meray Ala Hazrat Ka Lyrics By Muhammad Ashfaq Attari

 

Mere Raza, Pyare Raza

Wo Bareilly Ke Shah
Mere Ahmad Raza

 

Ishq-o-Mohabbat, Ishq-o-Mohabbat
Aala Hazrat, Aala Hazrat

Paikar-e-Sunnat, Rahwar-e-Millat
Aala Hazrat, Aala Hazrat

Haami-e-Sunnat, Maahi-e-Wid’at
Aala Hazrat, Aala Hazrat

Peer-e-Tariqat Shekh-e-Shari’at
Aala Hazrat, Aala Hazrat

Deen Ki Tune Ki Hai Khidmat
Aala Hazrat, Aala Hazrat

Ghaus-o-Khwaja Ki Hai Himayat
Aala Hazrat, Aala Hazrat

 

Ishq-o-Mohabbat Ki Hai Alamat
Rouza Aala Hazrat Ka
Taiba Se Rakhta Hai Nisbat
Qubba Aala Hazrat Ka

 

Mere Aala Hazrat Ka
Pyare Aala Hazrat Ka

Mere Aala Hazrat Ka
Pyare Aala Hazrat Ka

Haq Samjhaya, Haq Farmaya
Mere Aala Hazrat Ne
Noor-e-Hidayat Ka Hai Zamin
Rasta Aala Hazrat Ka

Wo Bareilly Ke Shah Mere Ahmad Raza
Wo Bareilly Ke Shah Mere Ahmad Raza

 

Ishq-o-Mohabbat Ki Hai
Alamat Rouza Aala Hazrat Ka
Meray Ala Hazrat Ka
Pyare Aala Hazrat Ka

 

Basti Basti Unki Baateiñ
Waadi Waadi Unka Naam
Saari Duniya Me Hota hai
Charcha Aala Hazrat Ka

Ishq-o-Mohabbat Ki Hai Alamat
Rouza Aala Hazrat Ka
Mere Aala Hazrat Ka
Pyare Aala Hazrat Ka

 

Pyare Aaqa Se Hai Inki
Sachhi Mohabbat Ka Ye Asar
Sarey Aalam Me Bajta Hai
Danka Aala Hazrat Ka

Imam-e-Ahle Sunnat – Raza Raza
Mujadid-e-Deen-o-Millat – Raza Raza
Parwana-e-Sham-e-Risalat – Raza Raza
Imam-e-Ishq-o-Mohabbat

Ishq-o-Mohabbat Ki Hai
Alamat Rouza Aala Hazrat Ka
Mere Aala Hazrat Ka
Pyare Aala Hazrat Ka

 

Inki Naatoñ Se Milta Hai
Ishq-e-Shahe Kaunain Hameñ
Kyuñ Na Milkar Gaate Raheñ Ham
Naghma Aala Hazrat Ka

Ishq-o-Mohabbat Ki Hai Alamat
Rouza Aala Hazrat Ka
Mere Aala Hazrat Ka
Pyare Aala Hazrat Ka

 

Maiñ Bhi Ghulam-e-Ibne
Ghulam-e-Ala Hazrat Huñ Logo
Meri Gardan Me Bhi Pada Hai
Patta Aala Hazrat Ka

Sunniyoñ Ke Peshwa – Mere Ahmad Raza
Hain Bareilly Ke Shah – Mere Ahmad Raza
Khaahif-e-Kibriya – Mere Ahmad Raza
Ba-Amal Ba-Haya – Mere Ahmad Raza

Ishq-o-Mohabbat Ki Hai
Alamat Rouza Aala Hazrat Ka
Mere Aala Hazrat Ka
Pyare Aala Hazrat Ka

 

Ishq-o-Mohabbat Aala Hazrat
Ishq-o-Mohabbat Aala Hazrat

Ishq-o-Mohabbat, Ishq-o-Mohabbat
Aala Hazrat, Aala Hazrat

Kaisa Ye Maqbool Hua Hai
Nara Aala Hazrat Ka

Ishq-o-Mohabbat, Ishq-o-Mohabbat
Aala Hazrat, Aala Hazrat

 

Ishq-e-Nabi Ki Daulat
Hamko Bhi Mil Jaye Ya Allah
Tujhko Ilahi Dete Hain Ham
Sadqa Aala Hazrat Ka

Ishq-o-Mohabbat Ki Hai
Alamat Rouza Aala Hazrat Ka
Mere Aala Hazrat Ka
Pyare Aala Hazrat Ka

 

Parcham-e-Ishq-e-Risalat
Rakkha Uñcha Aala Hazrat Ne
Rab Ne Uñcha Kar Rakkha Hai
Jhanda Aala Hazrat Ka

Ishq-o-Mohabbat Ki Hai Alamat
Rouza Aala Hazrat Ka
Mere Aala Hazrat Ka
Pyare Aala Hazrat Ka

 

Unke Shahzadoñ Ki Bahareñ
Dekh Ke Duniya Dung Hui
Dekho Dekho Kaisa Jama Hai
Sikka Aala Hazrat Ka

Ishq-o-Mohabbat Ki Hai Alamat
Rouza Aala Hazrat Ka
Mere Aala Hazrat Ka
Pyare Aala Hazrat Ka

 

Yuñ Hi Tera Naam Nahi Hai
Ahle Mohabbat Ke Lab Par
Tu Hai Mushahid-e-Razvi
Beshaq Shaida Aala Hazrat Ka

Sunniyoñ Ke Peshwa – Mere Ahmad Raza
Hain Bareilly Ke Shah – Mere Ahmad Raza
Khaa’if-e-Kibriya – Mere Ahmad Raza
Ba-Amal Ba-Haya – Mere Ahmad Raza

Ishq-o-Mohabbat Ki Hai
Alamat Rouza Aala Hazrat Ka
Mere Aala Hazrat Ka
Pyare Aala Hazrat Ka

 

Ishq-o-Mohabbat, Ishq-o-Mohabbat
Aala Hazrat, Aala Hazrat

Paikar-e-Sunnat, Rahwar-e-Millat
Aala Hazrat, Aala Hazrat

Haami-e-Sunnat, Maahi-e-Wid’at
Aala Hazrat, Aala Hazrat

Peer-e-Tariqat Shekh-e-Shari’at
Aala Hazrat, Aala Hazrat

Deen Ki Tu Ne Ki Hai Khidmat
Aala Hazrat, Aala Hazrat

Ghaus-o-Khwaja Ki Hai Himayat
Aala Hazrat, Aala Hazrat

 

Meray Ala Hazrat Ka Lyrics Hindi 

 

मेरे रज़ा, प्यारे रज़ा

वो बरेली के शाह मेरे अहमद रज़ा
वो बरेली के शाह मेरे अहमद रज़ा

 

इश्क़-ओ-मोहब्बत,इश्क़-ओ-मोहब्बत
आला हज़रत, आला हज़रत
पैकर-ए-सुन्नत, रहबर-ए-मिल्लत
आला हज़रत, आला हज़रत
हामी-ए-सुन्नत, माही-ए-विदअ़त
आला हज़रत, आला हज़रत
पीर-ए-तरीक़त, शेख-ए-शरीअ़त
आला हज़रत, आला हज़रत
दीन की तूने की है ख़िदमत
आला हज़रत, आला हज़रत
ग़ौस-ओ-ख्वाजा की है हिमायत
आला हज़रत, आला हज़रत

इश्क़-ओ-मोहब्बत की है अलामत रौज़ा आला हज़रत का
तैबा से रखता है निस्बत क़ुब्बा आला हज़रत का

 

मेरे आला हज़रत का प्यारे आला हज़रत का
मेरे आला हज़रत का प्यारे आला हज़रत का

हक़ समझाया हक़ फ़रमाया मेरे आला हज़रत ने
नूर-ए-हिदायत का है ज़ामिन रस्ता आला हज़रत का

वो बरेली के शाह मेरे अहमद रज़ा
वो बरेली के शाह मेरे अहमद रज़ा

इश्क़-ओ-मोहब्बत की है अलामत रौज़ा आला हज़रत का
मेरे आला हज़रत का प्यारे आला हज़रत का

 

बस्ती बस्ती उनकी बातें वादी वादी उनका नाम
सारी दुनिया में होता है चर्चा आला हज़रत का

इश्क़-ओ-मोहब्बत की है अलामत रौज़ा आला हज़रत का
मेरे आला हज़रत का प्यारे आला हज़रत का

 

प्यारे आक़ा से है इनकी सच्ची मोहब्बत का ये असर
सारे आलम में बजता है डंका आला हज़रत का

इमाम-ए-अहले सुन्नत – रज़ा रज़ा
मुजद्दिद-ए-दीन-ओ-मिल्लत – रज़ा रज़ा
परवाना-ए-शमआ-ए-रिसालत – रज़ा रज़ा
इमाम-ए-इश्क़-ओ-मोहब्बत – रज़ा रज़ा

इश्क़-ओ-मोहब्बत की है अलामत रौज़ा आला हज़रत का
मेरे आला हज़रत का प्यारे आला हज़रत का

 

इनकी नातों से मिलता है इश्क़-ए-शहे कौनैन हमें
क्यूं ना मिलकर गाते रहें हम नग़मा आला हज़रत का

इश्क़-ओ-मोहब्बत की है अलामत रौज़ा आला हज़रत का
मेरे आला हज़रत का प्यारे आला हज़रत का

 

मैं भी ग़ुलाम-ए-इब्ने ग़ुलाम-ए-आला हज़रत हूं लोगो
मेरी गर्दन में भी पड़ा है पट्टा आला हज़रत का

सुन्नियों के पेशवा – मेरे अहमद रज़ा
हैं बरेली के शाह – मेरे अहमद रज़ा
खाहिफ़-ए-किबरिया – मेरे अहमद रज़ा
बा-अमल बा-ह़या – मेरे अहमद रज़ा

इश्क़-ओ-मोहब्बत की है अलामत रौज़ा आला हज़रत का
मेरे आला हज़रत का प्यारे आला हज़रत का

 

इश्क़-ओ-मोहब्बत आला हज़रत
इश्क़-ओ-मोहब्बत आला हज़रत

इश्क़-ओ-मोहब्बत, इश्क़-ओ-मोहब्बत
आला हज़रत, आला हज़रत

 

कैसा ये मक़बूल हुआ है नारा आला हज़रत का
इश्क़-ओ-मोहब्बत, इश्क़-ओ-मोहब्बत
आला हज़रत, आला हज़रत

इश्के़ नबी की दौलत हमको भी मिल जाए या अल्लाह तुझको इलाही देते हैं हम सदक़ा आला हज़रत का

इश्क़-ओ-मोहब्बत की है अलामत रौज़ा आला हज़रत का
मेरे आला हज़रत का प्यारे आला हज़रत का

 

परचम-ए-इश्क़-ए-रिसालत रक्खा ऊंचा आला हज़रत ने
रब ने ऊंचा कर रक्खा है झंडा आला हज़रत का

इश्क़-ओ-मोहब्बत की है अलामत रौज़ा आला हज़रत का
मेरे आला हज़रत का प्यारे आला हज़रत का

 

उनके शहज़ादों की बहारें देख के दुनिया दंग हुई
देखो देखो कैसा जमा है सिक्का आला हज़रत का

इश्क़-ओ-मोहब्बत की है अलामत रौज़ा आला हज़रत का
मेरे आला हज़रत का प्यारे आला हज़रत का

 

यूं ही तेरा नाम नहीं है अहले मोहब्बत के लब पर
तू है मुशाहिद-ए-रज़वी बेशक़ शैदा आला हज़रत का

सुन्नियों के पेशवा – मेरे अहमद रज़ा
हैं बरेली के शाह – मेरे अहमद रज़ा
ख़ाहिफ़-ए-किबरिया – मेरे अहमद रज़ा
बा-अमल बा-ह़या – मेरे अहमद रज़ा

इश्क़-ओ-मोहब्बत की है अलामत रौज़ा आला हज़रत का
मेरे आला हज़रत का प्यारे आला हज़रत का

 

इश्क़-ओ-मोहब्बत,इश्क़-ओ-मोहब्बत
आला हज़रत, आला हज़रत
पैकर-ए-सुन्नत, रहबर-ए-मिल्लत
आला हज़रत, आला हज़रत
हामी-ए-सुन्नत, माही-ए-विदअ़त
आला हज़रत, आला हज़रत
पीर-ए-तरीक़त, शेख-ए-शरीअ़त
आला हज़रत, आला हज़रत
दीन की तूने की है ख़िदमत
आला हज़रत, आला हज़रत
ग़ौस-ओ-ख्वाजा की है हिमायत
आला हज़रत, आला हज़रत


Our Pages 

 

Naat-E-Paak   

Rabiul Awwal Se Mutalliq Kalam

More Manqabat Aala Hazrat

Manqabat Ghaus e Azam

Manqabat Ghareeb Nawaaz

Shayar

Naat Khwan:

         Qawwali         

 

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *