Mera Qaa’id Hai Ahmad Raza Lyrics
Mere Raza, Meethe Raza,
Sohne Raza, Murshid Raza
Raza Raza Raza
Raza Raza Raza
Raza Raza Raza
Raza Raza Raza
Mera Qaa’id Hai Ahmad Raza×4
Ghar-Ghar Charagh-e-Ishq Jalaya Raza Ne Hai
Imaan Aur Aqida Bachaya Raza Ne Hai
Mera ….
Murshid Hai Raza Raza
Rahbar Hai Raza Raza
Qaa’id Hai Raza Raza
Mohsin Hai Raza
Socha Hai Raza Raza
Likkha Hai Raza Raza
Samjha Hai Hai Raza Raza
Karna Hai Raza Raza
Jab Jab Qalam Uthaya Likhi Shane Mustafa
Ghairoñ Ke Haq Me Isne Kabhi Kuchh Nahi Likha
Haan….
Wo Hai Imam-e-Ishq-o-Mohabbat Hai Ba-Wafa
Ishq-e-Nabi Ka Jaam Pilaya Raza Ne Hai
Mera Qaa’id Hai Ahmad Raza×4
Ahmad Raza, Ahmad Raza
Ahmad Raza, Ahmad Raza
Aale Nabi Ki Jis Ghadi Khushboo Inhe Mili
Izzat Ki Inki Aap Ne Rukwayi Paalki
Haan….
Kandheñ Pe Inko Rakh Ke Ghumaya Gali-Gali
Kya Hai Adab Ye Hamko Sikhaya Raza Ne Hai
Hai Atal Faisla Sirf Nara Nahiñ Hai
Jo Raza Ka Nahiñ Wo Hamara Nahiñ
Khol Kar Kaan Sun Le Ae Gustakh-e-Deeñ
Tu Bhi Sun Le Ae Shaitan Ke Ham Nashiñ
Koi Rishta Hamara Tumhara Nahiñ
Jisme Hubbe Ali Ka Ho Dawa Faqat
Wo Jo Baaqi Sahaba Ko Samjhe Ghalat
Usne Imaan Dil Me Utara Nahiñ
Jo Raza Ka Nahiñ Wo Hamara Nahiñ
Dair-e-Imañ Zaroori Hai Hubbe Nabi
Baad Inke Na Aayega Koi Nabi
Ispe Samjhautaa Raghib Gawara Nahiñ
Jo Raza Ka Nahiñ Wo Hamara Nahiñ
Mera Qaa’id Hai Ahmad Raza×4
Mere Pyare Ala Hazrat…
Mere Pyare Ala Hazrat…
Gustakh-e-mustafa Se Na Kuchh Raabta Rakho
Chaheñ Ho Baap-Bhai Ya Koi Aziz Ho
Haan….
Bhejo Salam Aaqa Pe Naateiñ Padha Karo
Kya Khoob Ishq Hamko Sikhaya Raza Hai
Mera Qaa’id Hai Ahmad Raza×4
Raza Raza Raza
Raza Raza Raza
Raza Raza Raza
Raza Raza Raza
Mera Raza Bareilly Me Gar Aaya Na Hota
Allah Hi Jaane Hind Me Fir Haal Kya Hota
Haan…
Munkir Nabi Ke Deen Ke Sab Cheekhne Lage
Jis Dam Qalam Ko Apne Uthaya Raza Ne Hai
Mera Qaa’id Hai Ahmad Raza×4
Qaa’id Raza, Murshid Raza
Dekar Fataawa Rizviya Haq Par Chala Diya
Gumraah Bad-Aqidoñ Se Hamko Bacha Diya
Haan…..
Har Ek Ko Nabi Ka Diwana Bana Diya
Jannat Ke Raaste Pe Chalaya Raza Ne Hai
Mera Qaa’id Hai Ahmad Raza×4
Shouq-e-Farid Saif-e-Umar Iska Hai Qalam
Tahreer Se Hai Iski Adu Ke Diloñ Me Gham
Haan…
Lahra Ke Ishq-e-Shah Ka Charo Taraf Alam
Ada-e-Deeñ Ka Kalha Giraya Raza Ne Hai
Mera Qaa’id Hai Ahmad Raza×4
Mera ….
Murshid Hai Raza Raza
Rahbar Hai Raza Raza
Qaa’id Hai Raza Raza
Mohsin Hai Raza
Socha Hai Raza Raza
Likkha Hai Raza Raza
Samjha Hai Hai Raza Raza
Karna Hai Raza Raza
Raza Raza Raza
Raza Raza Raza
Raza Raza Raza
Raza Raza Raza
Manqabat Khwan: Hafiz Tahir Qadri
Manqabat Ala Hazrat 2022
Our Pages
Naat-E-Paak
Rabiul Awwal Se Mutalliq Kalam
Shayar
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
Qawwali
- Sabri Brothers
- Nusrat Fateh Ali Khan
- Rahat Fateh Ali Khan
- Iqbal Afzal Sabri
- Aziz Miyañ
- Nazir Ejaz Faridi
- Ghous Muhammad Nasir
- Maulvi Ahmad Hasan Akhtar