Maula Ya Salli Wasallim Lyrics – Irfan Haider | Sheryar

Maula Ya Salli Wasallim Lyrics – Irfan Haider | Sheryar Raza

Qaseeda Burda Shareef

 

Maula, maula, maula

Maula, maula, maula

 

Sallallaho Alihi Wa Aale Hi Wasallam

Sallallaho Alihi Wa Aale Hi Wasallam

 

Maula Ya Salli Wasallim Daaiman Abadan

Ala Habibi Ka Khairil Khalqi Kulli Himi

 

Muhammadun Saiyadul Kunaini Wa Saqlaini

Wal Fariqaini Min Urbio-wa-min Ajami

 

Aan Muhammad sarwar-e-kaunain

Jinn-o-inso ham

Bahtar-e khalq-e-do aalam saiyade arb o ajam

 

Aap jinn-o-ins aur kaunain ke sardar hain

Wo arab ho ya ajam ho aap hi mukhtar hain.

 

Maula Ya Salli Wasallim Daai Man Abadan

Ala Habibi Ka Khairil Khalqi Kulli Himi

 

Huwal Habibullazi Turja Shafa’atuhu

Li Kulli Haulimminal Ahwali Muqtahimi

 

Maula Ya Salli Wasallim Daaiman Abadan Lyrics
Mola Ya Salli Wasallim Daaiman Abadan

 

O Habib Asto Azo Daareem Chashme Iltifaat

Karbalayi Naa Gahano Dar Jamine Haadisaat

 

Wo Habib aise ke jinse hai shafa’at ki umeed

Waqt e Houl-o-Khauf Mein pesh aayeñ jab ranj o Alam

 

Maula Ya Salli Wasallim Daaiman Abadan

Ala Habibi Ka Khairil Khalqi Kulli Himi

 

Salam aye Aamna ke laal aye mahboob e subhaani

Salam aye fakhre maujoodaat Fakhr-e Nau’-e Insani

 

Teri soorat, teri seerat, tera naqsha, Tera Jalwa

Tabassum guftu, Banda-Nawazi, khanda peshani

 

Tera Dar Ho Mera Sar Ho, Mera Dil Ho Tera Ghar Ho

Tamanna muqtasar si hai, magar tamheed toolaani

 

Maula Ya Salli Wasallim Daaiman Abadan

Ala Habibi Ka Khairil Khalqi Kulli Himi

(O Kamli valeya, jo Dil che sanbhaleya)

 

Jehde varga na duniya che Koi sohna na pyara ae

Vohi Ummat da mehshar vich shafa’at da sahara ae

 

Unha di aal da Sadqa viyuñ nu vich bahe meri

 

Maula Ya Salli Wasallim Daaiman Abadan

Ala Habibi Ka Khairil Khalqi Kulli Himi

 

Ek Din jibreel Se kahane Lage Shaah-e Umam

Tumne Dekha Hai Jahan, batlaao to kaise hain ham

 

Arz ki jibreel ne Ya Shah e deeñ aye mohtarm

Aap ka koi mamaasil hi nahi rab ki qasam.

 

Maola Ya Salli Wasallim Daaiman Abadan

Ala Habibi Ka Khairil Khalqi Kulli Himi

 

He is Muhammad ﷺ (Peace Be Upon Him)

The lord of both the world’s

The lord of men and all the heavens


Our Pages


Naat-E-Paak         

Manqabat Ghaus e Azam

Manqabat Ghareeb Nawaaz

Naat Khwan:

         Qawwali         

Manqabat Shahidan e Karbala | Nohay Lyrics|

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *