Marhaba Agaya Ramdan Hai Lyrics
Marhaba Aa Gaya Ramzan Hai 4
Marhaba Sad Marhaba Phir Aa Gaya Ramzan Hai
Khil Uthe Murjhaye Dil Taaza Hua Imaan Hai
Marhaba Aa Gaya Ramzan Hai 4
Ya Khuda Ham Aasiyon Par Ye Bada Ahsaan Hai
Zindagi Me Phir Ata Hamko Kiya Razan Hai
Marhaba Aa Gaya Ramzan Hai 4
Tujh Pe Sadqe Jaun Ramza Tu Azimushshan Hai
Tujh Me Naazil Haq Ta’ala Ne Kiya Quraan Hai
Marhaba Aa Gaya Ramzan Hai 4
Abr-E-Rahmat Chha Gaya Hai Aur Sama Hai Noor Noor
Fazle Rab Se Maghfirat Ka Ho Gaya Saman Hai
Marhaba Aa Gaya Ramzan Hai 4
Har Ghari Rahmat Bhari Hai Har Taraf Hain Barkatein
Maahe Ramza Rahmaton Aur Barkaton Ki Kaan Hai
Marhaba Aa Gaya Ramzan Hai 4
Aa Gaya Ramzan Ibadat Par Qamar Ab Bandh Lo
Faiz Le Lo Jald Ye Din Tees Ka Mahman Hai
Marhaba Aa Gaya Ramzan Hai 4
Aasiyon Ki Maghfirat Ka Lekar Aaya Hai Payaam
Jhoom Jao Mujrimon Ramza Mahe Ghufran Hai
Marhaba Aa Gaya Ramzan Hai 4
Bhaiyo Bahno Karo Sab Nekiyon Par Nekiyan
Pad Gaye Dozakh Pe Taale Qaid Me Saitan Hai
Marhaba Aa Gaya Ramzan Hai 4
Bhaiyo Bahno Gunahon Se Sabhi Tauba Karo
Khuld Ke Dar Khul Gaye Hain Daakhila Aasaan Hai
Marhaba Aa Gaya Ramzan Hai 4
Kam Hua Zor-E-Gunah Aur Masjiden Aabaad Hain
Mahe Ramzanul Mubarak Ka Ye Sab Faizan Hai
Marhaba Aa Gaya Ramzan Hai 4
Rozadaron Jhoom Jao Kyon Ki Deedar-E-Khuda
Khuld Me Hoga Tumhe Ye Wada-E-Rahman Hai
Marhaba Aa Gaya Ramzan Hai 4
Do Jahan Ki Nematein Milti Hain Rozadar Ko
Jo Nahin Rakhta Hai Roza Woh Bada Nadaan Hai
Marhaba Aa Gaya Ramzan Hai 4
Ya Ilahi Tu Madine Me Kabhi Ramza Dikha
Muddaton Se Dil Me Ye Attar Ke Arman Hai
Marhaba Aa Gaya Ramzan Hai 4
Naat Khwan: Asad Raza Attari
Shayar: Muhammad Ilyas Attar Qadri
Marhaba Agaya Ramdan Hai Lyrics Hindi
मरहबा सद मरहबा ! फिर आ गया रमज़ान है
खिल उठे मुरझाए दिल, ताज़ा हुआ ईमान है
मरहबा आ गया रमज़ान है ×4
या ख़ुदा ! हम ‘आसियों पर ये बड़ा एहसान है
ज़िंदगी में फिर अता हम को किया रमज़ान है
मरहबा आ गया रमज़ान है ×4
तुझ पे सदक़े जाऊँ रमज़ाँ ! तू ‘अज़ीमुश्शान है
तुझ में नाज़िल हक़ त’आला ने किया क़ुरआन है
मरहबा आ गया रमज़ान है ×4
अब्र-ए-रहमत छा गया है और समाँ है नूर नूर
फ़ज़्ल-ए-रब से मग़्फ़िरत का हो गया सामान है
मरहबा आ गया रमज़ान है ×4
हर घड़ी रह़मत भरी है, हर तरफ़ हैं बरकतें
माह-ए-रमज़ाँ रहमतों और बरकतों की कान है
मरहबा आ गया रमज़ान है ×4
आ गया रमज़ाँ, ‘इबादत पर कमर अब बाँध लो
फ़ैज़ ले लो जल्द, ये दिन तीस का मेहमान है
मरहबा आ गया रमज़ान है ×4
‘आसियों की मग़्फ़िरत का ले कर आया है पयाम
झूम जाओ मुजरिमो ! रमज़ाँ मह-ए-ग़ुफ़रान है
मरहबा आ गया रमज़ान है ×4
भाइयो बहनो करो सब नेकियों पर नेकियाँ
पड़ गये दोज़ख़ पे ताले क़ैद.में शैतान है
मरहबा आ गया रमज़ान है ×4
भाइयो बहनो गुनाहों से सभी तौबा करो
ख़ुल्द के दर खुल गए हैं, दाख़िला आसान है
मरहबा आ गया रमज़ान है ×4
कम हुआ ज़ोर-ए-गुनह और मस्जिदें आबाद हैं
माह-ए-रमज़ान-उल-मुबारक का ये सब फ़ैज़ान है
मरहबा आ गया रमज़ान है ×4
रोज़ादारो ! झूम जाओ, क्यूँ-कि दीदार-ए-ख़ुदा
ख़ुल्द में होगा तुम्हें, ये वा’द-ए-रहमान है
मरहबा आ गया रमज़ान है ×4
दो जहाँ की नेमतें मिलती हैं रोज़ादार को
जो नहीं रखता है रोज़ा वो बड़ा नादान है
मरहबा आ गया रमज़ान है ×4
या इलाही ! तू मदीने में कभी रमज़ाँ दिखा
मुद्दतों से दिल में ये ‘अत्तार के अरमान है
मरहबा आ गया रमज़ान है ×4
Our Pages
- Hamd-E-Baari-T’aala
- Naat-E-Paak
- Rabiul Awwal Mutalliq Kalam
- Manqabat Ghaus e Azam
- Manqabat Ghareeb Nawaaz
Shayar
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
- Sabri Brothers
- Nusrat Fateh Ali Khan
- Rahat Fateh Ali Khan
- Iqbal Afzal Sabri
- Aziz Miyañ
- Nazir Ejaz Faridi
- Ghous Muhammad Nasir
- Maulvi Ahmad Hasan Akhtar