Manmohan hai banka tera jamal re lyrics
Qawwal : Farid Ayaz and Abu Muhammad
हिंदी में पढ़िए
Rasooloñ Ke Aaqa Ki Tasveer Haiñ
Bade Peer Beshak Bade Peer Haiñ
Manmohan Hai Banka Tera Jamal Re
Man mohan hai baañka tera jamal re Baghdadi Saiyan
Mujhe sadqe me Apne utaar daal re Bagdadi saiyan
Rasooloñ Ke Aaqa Ki Tasveer Haiñ
Bade Peer Beshak Bade Peer Haiñ
Man mohan hai baañka tera jamal re Baghdadi Saiyan
Mujhe sadqe meiñ Apne utaar daal re Bagdadi saiyan
Koi Sadqe kisi par ho main apne peer ke Sadqe
Shahe Jilañ tere Qurbañ teri tasveer ke Sadqe
Mujhe sadqe meiñ Apne utaar daal re Bagdadi saiyan
Tu hai woh ghaus ke har ghaus hai shaida tera
Tu hai woh ghais ke hai ghais hai pyasa Tera
Sar bhal kya koi jaane ke hai kaisa tera
Auliya malte hain Aañkheñ woh hai Talwa Tera
Tujhe se dar, dar se hain sag, sag se hai mujhko Nisbat
Meri gardan mein bhi hai door ka dora tera
Tere Tukdoñ Pe pale Ghair ki thokar pe na daal
Jhidkiyañ khaayeñ Kahañ chhod ke sadqa tara
Mujhe sadqe meiñ Apne utaar daal re Bagdadi saiyan
Sab auliya mein hai tu chandrmohan
Teri nabiyon ki jaisa hai chal dhal re.. bagdadi saiyan
Mujhe sadqe meiñ Apne utaar daal re Bagdadi saiyan
Dono jagat mein teri rajhdhani
Tujhe boleñ Ali ka Nabi ka laal re.. bagdadi saiyan
Mujhe sadqe meiñ Apne utaar daal re Bagdadi saiyan
—–Additional—–
Jee mein hai dhekooñ tera mukh hamesha
Maan ko lubhaya tera baal baal re Bagdadi saiyan
Charnoñ pe rahki hooñ sar ko jhuka kar
Augan ko mere nikal daal re bagdadi saiyan
Man ke mandir mein hai murat tuhari
Poojongi usme hazaar saal re Bagdadi saiyan
Yeh teri surat mein hai kon aya.
Hai Tu bekamali me baa kamal re bagdadi saiyan.
Bhulo na Izzat ko yeh hai tumhari.
Dasi ka rahkna zara khayal re bagdadi saiyan
manmohan hai banka tera jamal re lyrics, manmohan hai banka lyrics,