Logon Ko To Duniya Me Lakho Hi Sahare Hain Lyrics
Logon Ko To Duniya Me Lakhon Hi Sahare Hain.
Ham Ko Yehi Kafi Hai, Sarkar Hamare Hain.
Rakh Lena Bharam Mera, Mahshar Me Mere Aaqa
Kuchh Bhi Hain, Mere Aaqa, Naukar To Tumhare Hain
Qurban Teri Shan Par, Hasnain Ke Nana
Sadqa Tere Nalain Ka Mere Bhi Guzare Hain
Panjtan Ke Gharane Ka Jab Se Main Hua Naukar
Us Waqt Se Phir Apne Ware Niyare Haiñ
Un Par Hain Ayañ Aib Mere, Bas Ek Tasalli Hai
Sarkar Hamare Hain Bas Sarkar Hamare Hain
Rahte Hain Sada Noor Ki Manind Mere Dil Me
Wo Din Jo Ziya, Maine Taiba Me Guzare Hain
लोगों को तो दुनिया में लाखों ही सहारे हैं।
हम को यही काफ़ी है, सरकार हमारे हैं।
रख लेना भरम मेरा, महशर में, मेरे आक़ा
कुछ भी हैं, मेरे आक़ा ! नौकर तो तुम्हारे हैं।
क़ुर्बान तेरी शान पर, हसनैन के नाना !
सदक़ा तेरे ना’लैन का मेरे भी गुज़ारे हैं।
पंजतन के घराने का जब से मैं हुआ नौकर
उस वक़्त से फिर अपने वारे ही नियारे हैं।
उन पर हैं ‘अयाँ ‘ऐब मेरे, बस एक तसल्ली है।
सरकार हमारे हैं बस सरकार हमारे हैं।
रहते हैं सदा नूर की मानिंद मेरे दिल में
वो दिन जो ज़िया! मैं ने तयबा में गुज़ारे हैं
Naat Khwan: Aazam Qadri, Shahbaz Qamar Faridi, Qari Shahid Mehmood
Our Pages
- Hamd-E-Baari-T’aala
- Naat-E-Paak
- Rabiul Awwal Mutalliq Kalam
- Manqabat Ghaus e Azam
- Manqabat Ghareeb Nawaaz
Shayar
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan: