Khursheed e Risalat Ki Shu’aoñ Ka Asar Hai Lyrics in Urdu Hindi and English | خورشید رسالت کی شعاوں کا اثر ہے | ख़ुर्शीद-ए-रिसालत की शुआ़ओं का असर है
Kalam: Maulana Kausar Niyazi
Khursheed e Risalat Ki Shu’aoñ Ka Asar Hai
خورشید رسالت کی شعاوں کا اثر ہے
احرام کی مانند مرا دامنِ تر ہے
Khursheed e Risalat Ki Shu’aoñ Ka Asar Hai
Ehraam Ki Maanind Mera Daaman-e-Tar Hai.
ख़ुर्शीद-ए-रिसालत की शुआ़ओं का असर है।
एह़राम की मानिंद मेरा दामन-ए-तर है।
نظارۂ فردوس کی یا رب نہیں فرصت
اس وقت مدینے کی فضا پیش نظر ہے
Nazzara-e-Firdous Ki Ya Rab Nahiñ Fursat
Is Waqt Madine Ki Fazaa Pesh-e-Nazar Hai.
नज़्ज़ारा-ए-फ़िरदौस की या रब नहीं फ़ुरसत
इस वक़्त मदीने की फ़ज़ा पेश-ए-नज़र
اُس شہر کے ذرے ہیں مہ و مہر سے بڑھ کر
جس شہر میں اللہ کے محبوب کا گھر ہے
Us Shahr Ke Zarre Haiñ Mah-o-Mehr Se Badh Kar
Jis Shahr Meiñ Allah Ke Mahboob Ka Ghar Hai.
उस शहर के ज़र्रे हैं हैं मह-ओ-मेह्र से बढ़कर
जिस शहर में अल्लाह के महबूब का घर है ।
یہ راہ کے کنکر ہیں کہ بکھرے ہوئے تارے
یہ کاہکشاں ہے کہ تری گردِ سفر ہے
Ye Raah Ke Kankar Haiñ Keh Bikhre Hue Taare
Ye Kaah.kashañ Hai Keh Teri Gard-e-Safar Hai.
ये राह के कंकर हैं कि बिखरे हुए तारे
ये काहकशॉं है कि तेरी गर्द-ए-सफ़र है।
اس صاحبِ معراج کے در کا ہوں بھکاری
قرآن میں جس کے لئے ماذاغ بصر ہے
Us Saahib-e-Meraj Ke Dar Ka Hooñ Bhikaari
Qur.aan Meiñ Jis Ke Liye Maazaagh Basar Hai.
उस साहिब-ए-मे’राज के दर का हूं भिकारी
क़ुरआन में जिस के लिए माज़ाग़ बसर है ।
اک مہرِ لقا ، ماہِ ادا کا ہے یہ اعجاز
ہر اشک مری آنکھ کا تابندہ گہر ہے
Ik Mehr-e-Laqa, Maah-e-Ada Ka Hai Ye E’jaaz
Har Ashk Miri Aañkh Ka Taabinda Gohar Hai.
इक मेह्र-ए-लक़ा, माह-ए-अदा का है ये एजाज़
हर अश्क मेरी ऑंख का ताबिंदा गोहर है।
میں گنبد خضری کی طرف دیکھ رہا ہوں
کوثر مرے نزدیک یہ معراج نظر ہے
Maiñ Gumbad-e-KHazra Ki Taraf Dekh Raha Hooñ
Kausar Mere Nazdeek Ye M’eraaj-e-Nazar.
मैं गुंबद-ए-ख़ज़रा की तरफ़ देख रहा है
कौसर मेरे नज़दीक ये मेराज-ए-नज़र है।
शायर: मौलाना कौसर नियाज़ी | شاعر: کوثر نیازی
Our Pages
Shayar
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
- Sabri Brothers
- Nusrat Fateh Ali Khan
- Rahat Fateh Ali Khan
- Iqbal Afzal Sabri
- Aziz Miyañ
- Nazir Ejaz Faridi
- Ghous Muhammad Nasir
- Maulvi Ahmad Hasan Akhtar