Kahan Mera Sar Us Khazane Ke Qaabil Naat Lyrics

Kahan Mera Sar Us Khazane Ke Qaabil Naat Lyrics

 

Shahe Dee.n Ke Naalain Uthane Ke Qaabil

Kahan Mera Sar Us Khazane Ke Qaabil

शहे दीं के नालैन उठाने के क़ाबिल

कहां मेरा सर उस खज़ाने के क़ाबिल

 

Jo sar pe rakhne ko mil jaye naalain e paak e huzoor

Tuo phir kahenge han taajdar ham bhi hain

(जो सर पे रखने को मिल जाएं नालैने पाके हुज़ूर

तो फिर कहेंगे हां ताजदार हम भी हैं )

 

Wo Khaak E Dayaar E Habib E Khuda Hai

Kahan Meri Aankhen Lagane Qaabil

वो ख़ाक ए दयारे हबीब ए खुदा है

कहां मेरी आंखें लगाने के क़ाबिल

 

Abhi Wo Bula Len Mujhe Ek Pal Me

Magar Main Kahan Hun Bulane Ke Qaabil

अभी वो बुला लें मुझे एक पल में

मगर मैं कहां हूं बुलाने के क़ाबिल

 

Khuda Ki Qasam Wo Bulaeinge Mujhko

Main Ho Jaunga Jab Bulane Ke Qaabil

ख़ुदा की क़सम वो बुलाएंगे मुझको

मैं हो जाऊंगा जब बुलाने के क़ाबिल

 

Mera Zikr Chhoro Tasavvur Bhi Mera

Nahin Hai Madine Me Jaane Ke Qaabil

मेरा ज़िक्र छोड़ो तसव्वुर भी मेरा

नहीं है मदीने में जाने के क़ाबिल

 

Hun Shahre Madina Ke Kutton Ka Kutta

Main Ye Bhi Nahin Hun Batane Ke Qaabil

हूँ शहरे मदीना के कुत्तों का कुत्ता

मैं ये भी नहीं हूं बताने के क़ाबिल

 

Hun Javed Phir Bhi Muqaddar Pe Nazan

Kiya Rab Ne Naatein Sunane Ke Qaabil

हूं जावेद फिर भी मुक़द्दर पर नाज़ा

किया रब ने नातें सुनाने के क़ाबिल

 

Naat Khwan: Muhammad Ali Faizi


Our Pages


Naat-E-Paak         

Manqabat Ghaus e Azam

Manqabat Ghareeb Nawaaz

Naat Khwan:

         Qawwali         

Manqabat Shahidan e Karbala | Nohay Lyrics|

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *