Kaanp Utthi Zami Zalzala Aa Gaya Lyrics
Ghulfam Raza Hassani
कांप उठ्ठी ज़मीं ज़लज़ला आ गया
शेरे हैदर का जब कर्बला आ गया
Kaanp Utthi Zami Zalzala Aa Gaya
Sher e Haider Ka Jab Karbala Aa Gaya
करने जानों को कुर्बान इस्लाम पर
लो बहात्तर का वो काफ़िला आ गया
Karne Janon Ko Kurban Islaam Par
Lo Bahattar Ka Wo Kaafila Aa Gaya
नन्हे असग़र से भी फिर रहा न गया
जान देने का जब मसलआ आ गया
Nanhe Asghar Se Phir Raha Na Gaya
Jaan Dene Ka Jab Masla’aa Aa Gaya
टूट कर कभी मैं जब बिखरने लगा
नाम-ए-शब्बीर से हौसला आ गया
Toot Kar Kabhi Main Jab Bikharne Laga
Naam e Shabbir Se Housla Aa Gaya
ज़िक्र-ए-हसनैन करते रहे उम्र भर
काम महशर में ये सिलसिला आ गया
Zikr e Hasnain Karte Rahe Umr Bhar
Kaam Mahshar Me Ye Silsila Aa Gaya
ऐ हुसैनी सुनो सूए जन्नत चलो
रब ता-आला का ये फ़ैसला आ गया
Ae Hussaini Suno Sooye Jannat Chalo
Rab ta-Ala Ka Ye Faisla Aa Gaya
Kaanp Utthi Zami Zalzala hindi naat
Hindi and English Lyrics
| Naat-E-Paak|
| Khalid Mahmud ‘Khalid’ | Allama Saim Chishti | Bedam Warsi | Ajmal Sultanpuri Naat | Ala Hazrat Naat | Akhtar Raza Khan| Raaz Ilaahabadi | Muhammad Ilyas Attari | Sayyad Nazmi Miyan
| Sabri Brothers | Nusrat Fateh Ali Khan | Rahat Fateh Ali Khan | Iqbal Afzal Sabri | Aziz Miyañ | Ghous Muhammad Nasir | Maulvi Ahmad Hassan Akhtar