Huzoor Naat Ka Matla Saja Diya Jaye
Huzoor Arz Hai Chehra Dikha diya Jaye
Huzoor Aapki Sohbat Ko Ham Taraste Haiñ
Huzoor Waqt Ko Peeche Hata diya Jaye
Huzoor Khauf Bahut Hai Hamare Sino Me
Huzoor Maut Ka Matlab Bata Diya Jaye
Huzoor Husn Pe Maghroor Hain Yaha Ke Hasiñ
Huzoor Arz Hai Parda Hata Diya Jaye
Huzoor Pyare Hasan Aur Hussain Ka Hun Mureed
Huzoor Mola Ali Se Mila Diya Jaye
Huzoor Hazrat-e-Ayyub Ka Chale Langar
Huzoor Hamko Bhi Khana Khila Diya Jaye
Huzoor Hazrat-e-Salman Parsi Ki Tarhañ
Huzoor Mujhko Bhi Jhadu Thama Diya Jaye
Huzoor Charche Bahot Sidq-e-Bu-Zari Ke Hain
Huzoor Hamko Bhi Saliq Bana Diya Jaye
Huzoor Shahar Basaye Hain Hakimon Ne Yahan
Huzoor Inko Madina Dikha Diya Jaye
Huzoor Ishq Pe Logo Ko Aitraaz Hua
Huzoor Thoda Inhe Bhi Jala Diya Jaye
Naat Khwan: Muhammad Ali Faizi
Our Pages
Shayar
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
- Sabri Brothers
- Nusrat Fateh Ali Khan
- Rahat Fateh Ali Khan
- Iqbal Afzal Sabri
- Aziz Miyañ
- Nazir Ejaz Faridi
- Ghous Muhammad Nasir
- Maulvi Ahmad Hasan Akhtar