Husn Ka Shahkar Pyara Jalwagar Hone Ko Hai Lyrics
NaatKhwan: Nisar Ahmad Marfani
Jalwa Gar Hone Ko Hai.
Jalwa Gar Hone Ko Hai.
Husn Ka Shahkar Pyara Jalwagar Hone Ko Hai,
Jis Ko Qudrat Ne Sañwara Jalwa Gar Hone Ko Hai.
Husn Ka Shahkar Pyara Jalwagar Hone Ko Hai,
Jalwa Gar Hone Ko Hai.
Jalwa Gar Hone Ko Hai.
Sarkar Ki Aamad .. Marhaba!
Dildar Ki Aamad .. Marhaba !
Huzoor Ki Aamad .. Marhaba !
PurNoor Ki Aamad..Marhaba !
Awwal Ki Aamad .. Marhaba !
Aakhir Ki Aamad .. Marhaba !
Husn Ka Shahkaar Pyara Jalwagar Hone Ko Hai,
Jalwa Gar Hone Ko Hai.
Jalwa Gar Hone Ko Hai.
Jisko Dekha Karte The Jibreel Laakhon Saal Se
Aaj Wo Raushan Sitara Jalwa Gar Hone Ko Hai.
Husn Ka Shahkaar Pyara Jalwagar Hone Ko Hai,
Jalwa Gar Hone Ko Hai.
Maangte Hain, Maangenge, Aur Maangte Hi Jayenge
Qasim e Nemat Hamara, Jalwagar Hone Ko Hai.
Husn Ka Shahkaar Pyara Jalwagar Hone Ko Hai,
Sarkar Aaye, Mere Sarkar Aaye
Wohi Hai Awal Wohi Hai Aakhir
Wohi Hai Zahir Wohi Hai Baatin ,
Usi Ke Jalwe Ussi Milne
Usi Se Us Ki Taraf Gaye The.
Jisne Payiñ Fazl-e-Rab Se Laa Makañ Ki Rif’ateñ
Wo Shab-e-Asra Ka Doolha Jalwa Gar Hone Ko Hai.
Husn Ka Shahkaar Pyara Jalwagar Hone Ko Hai,
Marhaba.. Marhaba…
Sarkar Ki Aamad .. Marhaba
Dildar Ki Aamad .. Marhaba
Huzoor Ki Aamad .. Marhaba
PurNoor Ki Aamad..Marhaba
Awwal Ki Aamad .. Marhaba
Aakhir Ki Aamad .. Marhaba
Husn Ka Shahkaar Pyara Jalwagar Hone Ko Hai,
Jalwa Gar Hone Ko Hai.
Jalwa Gar Hone Ko Hai.
Hai Jinhen Izn-e-Shafa’at Wo Shafi-e-Muznibañ,
Shafa-‘e-Mehshar Hamara, Jalwagar Hone Ko Hai.
Husn Ka Shahkaar Pyara Jalwagar Hone Ko Hai,
Jalwa Gar Hone Ko Hai.
Unki Nisbat Ka Bharam Hai Apni Hasti Kuchh Nahi,
Jispe Hai Ye Naaz Sara, Jalwagar Hone Ko Hai.
Husn Ka Shahkaar Pyara Jalwagar Hone Ko Hai,
Marhaba.. Marhaba…
Bheek Maañge Husn Bhi Jinke Mubarak Naam Ki,
Wo Namaki-Husn Wala Jalwa Gar Hone Ko Hai.
Husn Ka Shahkar Pyara Jalwagar Hone Ko Hai.
Mushkileñ ‘Salmañ’ Tumhari Aaj Khud Mushkil Meiñ Haiñ
Haami-o-Yawar Tumhara Jalwagar Hone Ko Hai
Husn Ka Shahkar Pyara Jalwagar Hone Ko Hai,
Jalwa Gar Hone Ko Hai.
Jalwa Gar Hone Ko Hai.
Jalwa Gar… Hone Ko Hai.
जल्वगर होने को है।
जल्वगर होने को है।
हुस्न का शहकार प्यारा जल्वगर होने को है।
जिसको क़ुदरत ने संवारा जल्वगर होने को है।
हुस्न का शहकार प्यारा जल्वगर होने को है,
जल्वगर होने को है।
जल्वगर होने को है।
सरकार की आमद… मरहबा!
दिलदार की आमद…मरहबा!
हुज़ूर की आमद… मरहबा!
पुरनूर की आमद… मरहबा!
अव्वल की आमद… मरहबा!
आख़िर की आमद… मरहबा!
हुस्न का शहकार प्यारा जल्वगर होने को है,
जल्वागर होने को है।
जल्वागर होने को है।
जिसको देखा करते थे जिबरील लाखों साल से
आज वोह रोशन सितारा जल्वगर होने को है,
हुस्न का शहकार प्यारा जल्वगर होने को है,
जल्वागर होने को है।
मांगते हैं, मांगेंगे, और मांगते ही जाएंगे,
क़ासिम ए नेमत हमारा जल्वगर होने को है।
हुस्न का शहकार प्यारा जल्वगर होने को है,
सरकार आए, मेरे सरकार आए ।
वोही अव्वल, वोही आख़िर, वोही ज़ाहिर, वोही बातिन,
उसी के जल्वे उसी से मिलने, उसी से उसकी तरफ़ गए थे।
जिसने पायीं फ़ज़्ल ए रब से ला मकां की रिफ़्अ़तें
वो शब-ए-असरा का दूल्हा जल्वगर होने को है।
हुस्न का शहकार प्यारा जल्वगर होने को है,
मरहबा.. मरहबा…
सरकार की आमद… मरहबा!
दिलदार की आमद…मरहबा!
हुज़ूर की आमद… मरहबा!
पुरनूर की आमद… मरहबा!
अव्वल की आमद… मरहबा!
आख़िर की आमद… मरहबा!
है जिन्हें इज़्न-ए-शफ़ाअ़त वो शफ़ी–मुज़्निबां,
शाफ़ा-ए-महशर हमारा, जल्वगर होने को है।
हुस्न का शहकार प्यारा जल्वगर होने को है,
जल्वागर होने को है।.
उनकी निसबत का भरम है अपनी हस्ती कुछ नहीं,
जिसपे है ये नाज़ सारा, जल्वगर होने को है।
हुस्न का शहकार प्यारा जल्वगर होने को है,
मरहबा.. मरहबा…
भीक मांगे हुस्न भी जिनके मुबारक नाम की,
वो नमकीं-हुस्न वाला, जल्वगर होने को है।
हुस्न का शहकार प्यारा जल्वगर होने को है।
मुश्किलें सलमां तुम्हारी आज ख़ुद मुश्किल में हैं,
हामी-ओ-यावर हमारा, जल्वगर होने को है।
हुस्न का शहकार प्यारा जल्वगर होने को है,
जल्वगर होने को है।
जल्वगर होने को है।
जल्वगर… होने को है।
Our Pages
Naat-E-Paak
Shayar
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
Qawwali
- Sabri Brothers
- Nusrat Fateh Ali Khan
- Rahat Fateh Ali Khan
- Iqbal Afzal Sabri
- Aziz Miyañ
- Nazir Ejaz Faridi
- Ghous Muhammad Nasir
- Maulvi Ahmad Hasan Akhtar