Hota Agar Zameen Par Saya Rasool Ka Lyrics
Hota Agar Zameen Par Saya Rasool Ka
Phir Paon Ummati Kahan Rakhta Rasool Ka
होता अगर ज़मीन पर साया रसूल का
फिर पाओं उम्मती कहां रखता रसूल का
Padhte Hain Yuñ To Ghair Bhi Kalma Rasool Ka
Jannat Use Milegi Jo Hoga Rasool Ka
पढ़ते हैं यूँ तो ग़ैर भी कलमा रसूल का
जन्नत उसे मिलेगी जो होगा रसूल का
Karte Hain Ahtraam Janaze Ka Isliye
Wo Ja Raha Hai Dekhne Chehra Rasool Ka
करते हैं एहतिराम जनाज़े का इसलिए
वो जा रहा है देखने चेहरा रसूल का
Duniya Ko Dekhna Bhi Gawara Nahi Kiya
Jab Tak Ali Ne Dekha Na Chehra Rasool Ka
दुनिया को देखना भी गवारा नहीं किया
जब तक अली ने देखा न चेहरा रसूल का
Sher-e-Khuda Na Banta To Banta Aur Kya?
Bachpan Se Hi To Tha Ye Pala Rasool Ka
शेर-ए-खुदा न बनता तो बनता भी और क्या ?
बचपन से ही तो था ये पाला रसूल का
Nara Raza Ka Lagta Hai Duniya Me Isliye
Ahmad Raza Ke Lab Pe Tha Nara Rasool Ka
नारा रज़ा का लगता है दुनिया में इस लिए
अहमद रज़ा के लब पे था नारा रसूल का
Naat Khwan: Sajid Qadri Asad Raza Attari
Our Pages
Shayar
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
- Sabri Brothers
- Nusrat Fateh Ali Khan
- Rahat Fateh Ali Khan
- Iqbal Afzal Sabri
- Aziz Miyañ
- Nazir Ejaz Faridi
- Ghous Muhammad Nasir
- Maulvi Ahmad Hasan Akhtar