Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar Naat e Paak Lyrics in Hindi and English
फासलों को तकल्लुफ है हमसे अगर
हम भी बेबस नहीं बेसहारा नहीं
Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar
Hum Bhi Bebas Nahi Be Sahara Nahi
खुद उन्हीं को पुकारेंगे हम दूर से
रास्ते में अगर पांव थक जाएंगे ।
Khud Unhi Ko Pukareiñge Hum Door Se
Raste Meiñ Agar Paaoñ Thak Jayeiñge
हम मदीने में तनहा निकल जाएंगे
और गलियों में क़सदन भटक जाएंगे
Hum Madine Mein Tanha Nikal Jayeiñge
Aur Galiyoñ Mein Qasdan Bhatak Jayeiñge
हम वहां जाके वापस नहीं आएंगे
ढूंढते -ढूंढते लोग थक जाएंगे ।
Hum Wahañ Jaake Wapis Nahi Aayeñge
Dhooñdte Dhooñdte Log Thak Jayeiñge
जैसे ही सब्ज गुंबद नज़र आएगा
बंदगी का क़रीना बदल जाएगा
Jaise Hi Sabz Gumbad Nazar Aayega
Bandagi Ka Qareenah Badal Jayega
सर झुकाने की फुर्सत मिलेगी किसे
ख़ुद ही पलकों से सजदे टपक जाएंगे ।
Sar Jhukane Ki Fursat Milegi Kise
Khood Hi Palkoñ Se Sajde Tapak Jayeiñge
नामे आक़ जहां भी लिया जाएगा
जिक्र उनका जहां भी किया जाएगा
Naam Un Ka Jahan Bhi Liya Jayega
Zikr Un Ka Jahañ Bhi Kiya Jayega
नूर ही नूर सीनों में भर जाएगा
सारे महफिल में जलवे लपक जाएंगे ।
Noor Hi Noor Seenoñ Mein Bhar Jayega
Sari Mahfil Mein Jalwe Lapak Jayeiñge
ऐ मदीने के ज़ाइर ख़ुदा के लिए
दास्ताने सफ़र मुझको यूं मत सुना
Ai Madine Ke Zaair Khuda Ke Liye
Dastan e Safar Mujh Ko Yuñ Mat Suna
बात बढ़ जाएगी दिल तड़प जाएगा
मेरे मोहतात आंसू छलक जाएंगे ।
Baat Badh Jayegi Dil Tadap Jayega
Mere Mohtaat Aañsu Jhalak Jayeiñge
उनकी चश्मे करम को है इसकी ख़बर
किस मुसाफ़िर को है कितना शौक़ -ए सफ़र
Unki Chashm-e Karam Ko Hai Is Ki Khabar
Kis Musafir Ko Hai Kitna Shauq-e Safar
हमको इक़बाल जब भी इजाज़त मिली
हम भी आक़ा के दरबार तक जाएंगे ।
Hum Ko Iqbal Jab Bhi Ijazat Mili
Hum Bhi Aaqa Ke Darbar Tak Jayeiñge
फासलों को तकल्लुफ है हमसे अगर
हम भी बेबस नहीं बेसहारा नहीं
Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar
Hum Bhi Bebas Nahi Be Sahara Nahi
ख़ुद उन्हीं को पुकारेंगे हम दूर से
रास्ते में अगर पांव थक जाएंगे ।
Khud Unhi Ko Pukareiñge Hum Door Se
Raste Meiñ Agar Paaoñ Thak Jayeiñge
Comment में राय दीजिए
Share कीजिए
Our Pages
- Hamd-E-Baari-T’aala
- Naat-E-Paak
- Rabiul Awwal Mutalliq Kalam
- Manqabat Ghaus e Azam
- Manqabat Ghareeb Nawaaz
Shayar
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
- Sabri Brothers
- Nusrat Fateh Ali Khan
- Rahat Fateh Ali Khan
- Iqbal Afzal Sabri
- Aziz Miyañ
- Nazir Ejaz Faridi
- Ghous Muhammad Nasir
- Maulvi Ahmad Hasan Akhtar