Dekhiye Rozadaron Ke Chehre Lyrics

Dekhiye Rozadaron Ke Chehre Lyrics

 

Adab Ke Saath Jo Zikre Rasool Hota Hai Lyrics

To Harf Harf Aqidat Ka Phool Hota Hai

Agar Namaz Bhi Roze Ke Saath Shamil Ho

To Rozagar Ka Roza Qubool Hota Hai

 

Dekhiye Rozadaron Ke Chehre

Kis Tarha Jagmagane Lage Hain

Chand Ramzan Ka Ho Gaya Hai

Log Masjid Me Jane Lage Hain

 

Ho Gaye The Jo Door Apne Rab Se

Maahe Ramza Ki Barkat Se Wo Bhi

 

(Ramzan Ke Mahine Ki Ye Shaan Dekhiye

Kis Darza Khush Hain Hafiz-E-Quraan Dekhiye

Sunte Hi Ab Azan Ibadat Ke Waste

Aane Lage Hain Sahib-E-Iman Dekhiye)

 

Ho Gaye The Jo Door Apne Rab Se

Maahe Ramza Ki Barkat Se Wo Bhi

Har Ghadi Ab To Mola Ke Aage

Apne Sar Ko Jhukane Lage Hain

 

Dekho Iman Walon Ki Surat

Inpe Kaisa Nikhar Aa Gaya Hai

 

Pyare Nabi Ko Roze Bahot Hi Pasand Hain

Wallah Rizadaron Ke Darje Baland Hain

Ramzan Ke Mahine Ki Ye Shan Dekhiye

Jannat Ke Dar Khule Hain Jahannum Ke Band Hain

 

Dekho Iman Walon Ki Surat

Inpe Kaisa Nikhar Aa Gaya Hai

Jaise Ramzan Ki Chandni Me

Ahle Iman Nahane Lage Hain

 

Ho Gaye Tees Rize Jo Poore

Rozadaron Ko Chain Aa Gaya Hai

 

Aata Hai Ye Mahina Ibadat Ke Waste

Allah Aur Nabi Ki Ita’at Ke Waste

Rab Ne Tumhe Ye Maahe Mubarak Ata Kiya

Rize Rakho Usi Ki Inayat Ke Waste

 

Ho Gaye Tees Roze Jo Poore

Rozadaron Ko Chain Aa Gaya Hai

Dekh Kar Eid Ka Chand Anwar

Sabke Dil Muskurane Lage Hain

 

Dekhiye Rozadaron Ke Chehre

Kis Tarha Jagmagane Lage Hain

 

Singer : MOHAMMED AZIZ

Lyricist : ANVAR FAROKHABADI

 

More Ramzan Naat And Qawwali

Dekhiye Rozadaron Ke Chehre Lyrics Hindi


अदब के साथ जो ज़िक्रे रसूल होता है

तो हर्फ़ हर्फ़ अक़ीदत का फूल होता है

अगर नमाज़ भी रोज़े के साथ शामिल हो

तो रोज़ादार का रोज़ा क़ुबूल होता है

 

देखिए रोज़ादारों के चेहरे

किस तरह जगमगाने लगे हैं

चांद रमज़ान का हो गया है

लोग मस्जिद में जाने लगे हैं

 

हो गए थे जो दूर अपने रब से

माहे रमज़ान की बरकत से वो भी

 

रमज़ान के महीने की शान देखिए

किस दर्ज़ा खुश हैं हाफ़िज़-ए-कुरआन देखिए

सुनते ही अब अज़ान इबादत के वास्ते

आने लगे हैं साहिबे ईमान देखिए

 

हो गए थे जो दूर अपने रब से

माहे रमज़ान की बरकत से वो भी

हर घड़ी अब तो मौला के आगे

अपने सर को झुकाने लगे हैं

 

देखो ईमान वालों की सूरत

इन पे कैसा निखार आ गया है

 

प्यारे नबी को रोज़े बहुत ही पसंद हैं

वल्लाह रोज़ेदारों के दर्जे बलन्द हैं

रमज़ान के महीने की ये शान देखिए

जन्नत के दर खुले हैं जहन्नम के बन्द हैं

 

देखो ईमान वालों की सूरत

इन पे कैसा निखार आ गया है

जैसे रमज़ान की चांदनी में

अहले ईमां नहाने लगे हैं

 

हो गए तीस रोज़े जो पूरे

रोज़ेदारों को चैन आ गया है

 

आता है ये महीना इबादत के वास्ते

अल्लाह और नबी की इताअ़त के वास्ते

रब ने तुम्हें ये माहे मुबारक आता किया

रोज़े रखो उसी की इनायत के वास्ते

 

हो गए तीस रोज़े जो पूरे

रोज़ेदारों को चैन आ गया है

देख कर ईद का चांद अनवर

सबके दिल मुस्कुराने लगे हैं

 

देखिए रोज़ादारों के चेहरे

 

Related Post:

 

Rasool e Khuda Ka Ye Farman Hai Lyrics

Waqt e Sahri Hua Rozadaro Utho Lyrics

Iftaar Ki Dawat Ka Is Tarha Maza Lena Lyrics


Our Pages

Ramzan Mutalliq More Kalam

Hamd-E-Baari-T’aala 

Naat-E-Paak         

Rabiul Awwal Mutalliq Kalam

Manqabat Ghaus e Azam

Manqabat Ghareeb Nawaaz

Shayar

Naat Khwan:

         Qawwali         

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *