Deewaro Dar Ke Bose Loonga Machal Machal
शायर:हैदर परवाज़,कलकत्ता | Naat e Paak
Hindi And English Lyrics
दीवारो दर के बोसे लूंगा मचल मचल के
देखूँगा उनका रौज़ा आँखें मसल मसल के
Deewaro Dar Ke Bose Loonga Machal Machal Ke
Dekhunga Unka Roza Aankhe Masal Masal ke
तैबा से दूर रह कर गर दफ़न हो गया मैं
पहुंचेगा मेरा लाशा करवट बदल बदल के
Taiba Se Door Rah Kar Gar Dafan Ho Gya Mein
Pahuchega Mera Lasha Karbat Badal Badal Ke
तौहीने मुस्तफा से तौबा तू करले वरना
निकलेगी तेरी चरबी नज्दी पिघल पिघल के
Touheenay Mustafa Se Touba Tu Kar Le Warna
Niklegi Teri Charbi Zajdi Pighal Pighal Ke
अर्शे बरीं से गुज़रे महबूबे किबरिया जब
आई सलामी देने हूरें निकल निकल के
Arshe Bari(n) Se Guzre Mahboob-e Kibriya Jab
Aai Salami Dene Hoore(n) Nikal Nikal Ke
पढ़ता है नअ़्ते अहमद परवाज़ झूम झूम कर
देती है दाद महफ़िल उसको उछल उछल के
Padhta Hai Naat-E Ahmad Parwaaz Jhoom Jhoom kar jab
Deti Hai Daad Mahfil Usko Uchhal Uchhal Ke
Hindi And English Lyrics
Our Pages
Naat-E-Paak
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam