Chanay Lagi Sham e Ghariban lyrics | Amanat Ali Khan

Chanay Lagi Sham e Ghariban lyrics

छाने लगी शाम-ए-ग़रीबां, हाय क़यामत का है समां

हाय क़यामत का है समां
हाय क़यामत का है समां
हाय क़यामत का है समां
छाने लगी शामे ग़रीबां
हाय क़यामत का है समां

खैमा-ए-शादाद से उठता धुआं
खैमा-ए-शादाद से उठता धुआं

हाय क़यामत का है समां
छाने लगी शामे ग़रीबां
हाय क़यामत का है समां

ढल गया दिन खत्म लड़ाई हुई
मौत की खामोशी है छाई हुई
चाक गिरेबान ख़ुदाई हुई
ख़ाक़ बशर फ़ातिमा जाई हुई
लरजी ज़मीं कांप उठा आसमां

हाय क़यामत का है समां
छाने लगी शामे ग़रीबां
हाय क़यामत का है समां

मादर-ए-अकबर का अजब हाल है
देता है जब कोई तसल्ली उसे
कहती है रोते हुए दिल थाम के
खो गए इस बन में सहारे मेरे
मर गया हाय मेरा करियल जबां

हाय क़यामत का है समां
छाने लगी शामे ग़रीबां
हाय क़यामत का है समां

मां हूँ हर इक रंज उठाऊंगी मैं
रोते हुए खुद चली जाऊंगी मैं
ढूंढ के बेशीर को लाऊंगी मैं
इसके बिना जी नहीं पाऊंगी मैं
रह गया हाय मेरा बच्चा कहाँ

हाय क़यामत का है समां
छाने लगी शामे ग़रीबां
हाय क़यामत का है समां

हाय ये बेचारगी ये बेकसी
देता नहीं उसको दिलासा कोई
दरमियाँ लाशों के अकेली खड़ी
कहती है बच्ची कोई सहमी हुई
ढूंढने जाऊं तुम्हे बाबा कहाँ

हाय क़यामत का है समां
छाने लगी शामे ग़रीबां
हाय क़यामत का है समां

है ये गौहर अज़मत-ए-बिनते अली
सबको संम्भाला भी, हिफ़ाज़त भी की
ग़म में शाहे दीं के भी रोती रही
ममता पे आंच भी आने न दी
मां तो है बस औन-ओ-मुह़म्मद की मां

हाय क़यामत का है समां
छाने लगी शामे ग़रीबां
हाय क़यामत का है समां

 

Nouha Khwan: Amanat Ali Khan, Ghulam Abbas Khan

Haye Qayamat Ka Hai Sama
Haye Qayamat Ka Hai Sama
Haye Qayamat Ka Hai Sama
Chanay Lagi Sham e Ghariban
Haye Qayamat Ka Hai Sama

Khaima-e-sadaad Se Uthha Dhuan
Khaima-e-sadaad Se Uthha Dhuan

Haye Qayamat Ka Hai Sama
Chanay Lagi Sham e Ghariban
Haye Qayamat Ka Hai Sama

Dhal Gaya Din Khatm Ladaai Hui
Mout Ki Khamoshi Hai Chhaai Hui
Chaak Gireyban Khudaai Hui
Khaaq Bashar Fatima Jaai Hui
Larji Zami.n Kaanp Utha Aasma.n

Haye Qayamat Ka Hai Sama
Chanay Lagi Sham e Ghariban
Haye Qayamat Ka Hai Sama

Maadar-e-Akbar Ka Ajab Haal Hai
Deta Hai Jab Koi Tasalli Usey
Kahti Hai Rote Huye Dil Thaam Ke
Kho Gaye Is Ban Me Sahare Mere
Mar Gaya Mera Haye Kariyal Jawa.n

Haye Qayamat Ka Hai Sama
Chanay Lagi Sham e Ghariban
Haye Qayamat Ka Hai Sama

Maa Hun Har Ik Ranj Uthaugi Main
Rotey Huye Khud Chali Jaungi Main
Dhoond Ke Baysheer Ko Laaungi Main
Iske Bina Ji Nahi Paaungi Main
Rah Gaya Haye Mera Bachcha Kahan

Haye Qayamat Ka Hai Sama
Chanay Lagi Sham e Ghariban
Haye Qayamat Ka Hai Sama

Haye Ye Bechargi Ye Bekasi
Deta Nahin Usko Dilasa Koi
Darmiya Laashon Ke Akeli Khadi
Kahti Hai Bachchi Koi Sahmi Hui
Dhoondhne Jaun Tumhe Baba Kahan

Haye Qayamat Ka Hai Sama
Chanay Lagi Sham e Ghariban
Haye Qayamat Ka Hai Sama

Hai Ye Ghouhar Azmat e Binte Ali
Sabko Sambhala Bhi Hifazat Bhi Ki
Gham Me Shahe deen Ke Bhi Roti Rahi
Maamta Pe Aanch Bhi Aane Na Di
Maa To Hai Bas Aun-o-Muhammad Ki Maa

Haye Qayamat Ka Hai Sama
Chanay Lagi Sham e Ghariban
Haye Qayamat Ka Hai Sama


You might also like:-

Manqabat Shahidan e Karbala | Noha Lyrics

  1. Al-salam Aye Tajdar e Karbala | अस्सलाम ऐ ताजदारे करबला  
  2. Karbala me lutne wale Tajdaron Ko Salam | कर्बला मे लुटने वाले ताजदारों को सलाम
  3. Deeñ Ka Bharam Husain| दीं का भरम हुसैन
  4. Jaan e Rasool Quwwat e Khaibar Shikan Husain | जान ए रसूल कुव्वत ए
  5. Husain Ek Noor Hai | हुसैन एक नूर है
  6. Husain Jaisa Shaheed e Azamحسین جیسا شہیدِ हुसैन जैसा शहीदे
  7. Aye Chand Muharram Ke Tu Badli Mein Chala Ja | ऐ चांद मुहर्रम के तू
  8. Aaj Bhi Zainab Ki Aati Hai Sada Bhai Husaain | आज भी ज़ैनब की आती है सदा
  9. Raazi Taqdeer Utte Fatima Da Laal
  10. Hamare Hain Hussain 
  11. Mahina Muharram da |مہینہ محرم دا
  12. Aap Par Salam Zainab |آپ پر سلام زینب
  13. Abal Fazl Lyrics by Mesum Abbas | ابو الفضل نوہا ۔ 
  14. Mere Baba Maiñ Karooñ Kya
  15. Mujhpe kyun band karte ho paani मुझ पे क्यों बंद करते हो पानी
  16. Shabbir Tera Maatam
  17. Bano Kahan Talash Kare
  18. Husn o Shabab rait par
  19. Abbas Ka Maula | अब्बास का मौला

Urdu, Hindi and English Lyrics

Naat-E-Paak|

Khalid Mahmud ‘Khalid’ Saim Chishti  | Ajmal Sultanpuri Naat  | Ala Hazrat Naat | Akhtar Raza Khan| Raaz Ilaahabadi | Muhammad Ilyas Attari | Sayyad Nazmi Miyan

| Qawwali |

Sabri Brothers | Nusrat Fateh Ali Khan | Rahat Fateh Ali Khan | Iqbal Afzal Sabri | Aziz Miyañ Ghous Muhammad Nasir | Maulvi Ahmad Hassan Akhtar

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *