Chand Sitaron Se Badkar Hai Lyrics
चांद सितारों से बढ़कर है ज़र्रा ग़ौसे आज़म का
सात समन्दर पर है भारी क़तरा ग़ौसे आज़म का
Chand Sitaron Se Badkar Hai Zarra Ghause Azam Ka
Saat Samandar Par Hai Bhaari Qatra Ghause Azam Ka
अब्दुल क़ादिर को क़ादिर ने ऐसी कुदरत बख़्शी है
क़ब्र से मुर्दा उठ के लगाए नारा ग़ौसे आज़म का
Abdul Qadir Ko Qadir Ne Aisi Kudrat Bakhshi
Qabr Se Murda Uth Ke Lagaye Nara Ghause Azam Ka
Gyarveeh sharif ki naat hindi mein,
कसमें दे के खुद ही खिलाए अब्दुल क़ादिर को क़ादिर
मर्ज़ी ए मौला का होता है लुक़्मा ग़ौसे आज़म का
Qasme De Ke Khud Hee Khilaye Abdul Qadir Ko Qadir
Marzi e Mola Ka Hota Hai Lukma Ghause Azam Ka
बोले फ़रिश्ते इसको ना छेड़ो ये है सगे ग़ौसे आज़म
देखो गले में इसके पड़ा है पट्टा ग़ौसे आज़म का
Bole Farishtey Isko Na Chhedo Ye Hai Sag e Ghause Azam
Dekho Gale Me Iske Pada Hai Patta Ghause Azam Ka
Chand Sitaron Se Badkar Hai Lyrics
Our Pages
Naat-E-Paak
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Ghulam Noore Mujassam