Basti Wo Bataun Kaisi Hai Naat Lyrics
Wo Madina Jo Kaunain Ka Taaj Hai
Jiska Deedar Momin Ki Meraj Hai
Zindagi Me Khuda Har Musalman Ko
Wo Madina Dikha De To Kya Baat Hai
Basti Wo Bataun Kaisi Hai
Jise Log Madina Kahte Hain
Ik Rahmat-O-Noor Ki Dharti Hai
Jise Log Madina Kahte Hain
Basti Wo Bataun Kaisi Hai
Jise Log Madina Kahte Hain
وہ مدینہ جو کونین کا تاج ہے
جس کا دیدار مومن کی معراج ہے
زندگی میں خدا ہر مسلمان کو
وہ مدینہ دکھا دے تو کیا بات ہے !
بستی وہ بتاؤں کیسی ہے؟
جسے لوگ مدینہ کہتے ہیں
ایک رحمت و نور کی دھرتی ہے
جسے لوگ مدینہ کہتے ہیں !
جاتے ہیں سوالی کی صورت
آتے ہیں غذالیی کی صورت
خیرات وہاں یہ بٹتی ہے
جسے لوگ مدینہ کہتے ہیں !
دنیا و دیں کا بھلا مانگوں
یا اس سے بھی بڑھ کے دعا مانگو
مقبول وہاں ہر عرضی ہے
جسے لوگ مدینہ کہتے ہیں !
Jaate Hain Sawaali Ki Soorat
Aate Hain Ghazaali Ki Soorat
Khairat Waha Ye Bat’ti Hai
Jise Log Madina Kahte Hain
Basti Wo Bataun Kaisi Hai
Jise Log Madina Kahte Hain
Duniya-O-Dee.N Ka Bhala Maango
Ya Is Se Bhi Badh Ke Dua Maango
Maqbool Waha Har Arzi Hai
Jise Log Madina Kahte Hain
Basti Wo Bataun Kaisi Hai
Jise Log Madina Kahte Hain
Apne To Hain Apne Ghairon Ko
Aur Duniya Bhar Ke Marizon Ko
Ikseer Waha Ki Mitti Hai
Jise Log Madina Kahte Hain
Basti Wo Bataaun Kaisi Hai
Jise Log Madina Kahte Hain
Kyun-Kar Na Moat’tar Ho Aakhir
Ae Baad-E-Saba Tera Daman
Boo Tu Bhi Wahi Se Laati Hai
Jise Log Madina Kahte Hain
اپنے تو ہیں اپنے غیروں کو
اور دنیا بھر کے مریضوں کو
اکسیر وہاں کی مٹی ہے
جسے لوگ مدینہ کہتے ہیں !
کیوں کر نہ معطر ہو آخر
اے بادِ صبا تیرا دامن
بو تو بھی وہیں سے لاتی ہے
جسے لوگ مدینہ کہتے ہیں !
آنکھوں میں چمک آجاتی ہے
دل کی دھڑکن بڑھ جاتی ہے
کیا مرکزِ کیف و مستی ہے
جسے لوگ مدینہ کہتے ہیں !
Basti Wo Bataun Kaisi Hai
Jise Log Madina Kahte Hain
Aankhon Me Chamak Aa Jaati Hai
Dil Ki Dhadkan Badh Jaati Hai
Kya Markaz-E-Kaif-O-Masti Hai
Jise Log Madina Kahte Hain
Basti Wo Bataaun Kaisi Hai
Jise Log Madina Kahte Hain
Poochha Jo Gaya Majbooron Ki
Dil-Joyi Ka Markaz Bhi Hai Koi
Arfaq Ne Pukara “Han Ji Hai”
Jise Log Madina Kahte Hain
پوچھا جو گیا مجبوروں کی
دلجوئی کا مرکز بھی ہے کوئی
‘ارفق’ نے پکارا “ہاں جی ہے”
جسے لوگ مدینہ کہتے ہیں !
Basti Wo Bataaun Kaisi Hai
Jise Log Madina Kahte Hain
Ik Rahmat-O-Noor Ki Dharti Hai
Jise Log Madina Kahte Hain
Basti Wo Bataaun Kaisi Hai
Jise Log Madina Kahte Hain
Naat Khwan: Asad Raza Attari
Our Pages
Naat-E-Paak
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
Qawwali
Manqabat Shahidan e Karbala | Nohay Lyrics|