Aya Na Hoga Is Tarah lyrics by Zulfiqar Ali Hussaini

Aya Na Hoga Is Tarah lyrics by Zulfiqar Ali Hussaini
आया ना होगा इस तरह हुस्नो शबाब रेत पर ज़ुल्फ़िक़ार अली

Naat Khwan: Zulfiqar Ali Hussaini

 

आया ना होगा इस तरह हुस्नो शबाब रेत पर
आया ना होगा इस तरह हुस्नो शबाब रेत पर

Aya Na Hoga Is Tarah Husn-o-Shabab Rait Par
Aya Na Hoga Is Tarah Husn-o-Shabab Rait Par

 

गुलशन-ए-फातिमा के थे सारे गुलाब रेत पर
आया ना होगा इस तरह हुस्नो शबाब रेत पर

Gulshan-e-Fatima Ke Sarey Gulab Rait Par
Aya Na Hoga Is Tarah Husn-o-Shabab Rait Par

 

जाने बतूल के सिवा कोई नहीं खिला सका
क़तरा-ए-आब के बग़ैर इतने गुलाब रेत पर
गुलशन-ए-फातिमा के थे सारे गुलाब रेत पर

Jaane Batool Ke Siwa Koi Nain Khila Saka
Qatra-e-Aab Ke Baghair Itne Gulab Rait Par
Gulshan-e-Fatima Ke Sarey Gulab Rait Par

 

जितने सवाल इश्क़ में आले रसूल से किए
जितने सवाल इश्क़ ने आले रसूल से किए
एक के बाद इक दिए सारे जवाब रेत पर
गुलशन-ए-फातिमा के थे सारे गुलाब रेत पर

Jitne Sawal Ishq Me Aale Rasool Se Kiye
Jitne Sawal Ishq Me Aale Rasool Se Kiye
Ek Ke Baad Ik Diye Sarey Jawab Rait Par
Gulshan-e-Fatima Ke Sarey Gulab Rait Par

 

इश्क़ में क्या बचाईये इश्क़ में क्या लुटाईये
आले नबी ने लिख दिया सारा निसाब रेत पर
गुलशन-ए-फातिमा के थे सारे गुलाब रेत पर

Ishq Me Kya Bachaiye Ishq Me Kya Lutaiye
Aale Nabi Ne Likh Diya Sara Nisab Rait Par
Gulshan-e-Fatima Ke Sarey Gulab Rait Par

 

प्यासा हुसैन को कहूं इतना तो बे-अदब नहीं
लम से लबे हुसैन को तरसा है आब रेत पर
गुलशन-ए-फातिमा के थे सारे गुलाब रेत पर

Pyasa Hussain Ko Kahun Itna To Be-Adab Nahin
Lam Se Labe Hussain Ko Tarsa Hai Aab Rait Par
Gulshan-e-Fatima Ke Sarey Gulab Rait Par

 

आले नबी का काम था आले नबी ही कर गए
कोई ना लिख सका अदीब ऐसी किताब रेत पर
गुलशन-ए-फातिमा के थे सारे गुलाब रेत पर

Aale Nabi Ka Kaam Tha Aale Nabi Hee Kar Gaye
Koi Na Likh Saka Adib Aisi Kitab Rait Par
Gulshan-e-Fatima Ke Sarey Gulab Rait Par

 

आया ना होगा इस तरह हुस्नो शबाब रेत पर

Aya Na Hoga Is Tarah Husn-o-Shabab Rait Par


Urdu, Hindi and English Lyrics

Naat-E-Paak|

Khalid Mahmud ‘Khalid’ Allama Saim Chishti  | Ajmal Sultanpuri Naat  | Ala Hazrat Naat | Akhtar Raza Khan| Raaz Ilaahabadi | Muhammad Ilyas Attari | Sayyad Nazmi Miyan

| Qawwali |

Sabri Brothers | Nusrat Fateh Ali Khan | Rahat Fateh Ali Khan | Iqbal Afzal Sabri | Aziz Miyañ Ghous Muhammad Nasir | Maulvi Ahmad Hassan Akhtar

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *