Attar Ki Wiladat Lyrics | New Manqabat e Attar 2023
Allah Ki Ata Hai Attar Ki Wiladat
Faizan e Mustafa Hai Attar Ki Wiladat
Khushiyan Na Kyun Manayen
Us Rabbe Yal Azal Ka
Ahsan e Bewaha Hai Attar Ki Wiladat
Youm e Wiladat e Attar
Chhabbisvi MubarakBad
Aa Gaya Mere Attar
Chhabbisvi MubarakBad
Attar Ke Chahne Waloñ Ko
Dildar Ke Chahne Waloñ Ko
Youm e Wiladat e Attar
Chhabbisvi Mubarak Ho
Aa Gaya Mere Attar
Chhabbisvi Mubarak Ho
Faizan e Attar Jaari Rahega
Faizan e Attar Jaari Rahno
Ghamkhwar Hamara Hai Attar
Dukhiyon Ka Sahara Hai Attar
Sansar Hamara Hai Attar
Har Lab Ne Pukara Hai Attar
Ushahaq Ka Nara Hai Attar
Har Dil Me Samaya Hai Attar
Mere Attar Ka Youm e Wiladat
Ham Jo Paate Hain
Khuda Ki Hamd Karte Hain
Shukr Ke Sajde Lutate Hain
Ham Ko Amir e Ahle Sunnat Se Behad Pyar Hai
The Beneficial of Attar Will Continue
Shaikh Ul Al Attar
Ya Shaikh Anal attar
Tabib e Haaziq Ik Baitha Hai
Faizan e Madina Me
Sun Hai Dard e Dil Wale
Wahan Kasrat Se Aate Haiñ
Attar To Attar Hai
Attar Ki Kya Baat Hai
Mubarak Ho Mubarak Ho
Mubarak Ho Mubarak Ho
Ameer e Ahle Sunnat Ki
Mere Shaikh e Tarikat Ki
Wiladat Ki Mubarak Ho
Inshallah Inke Sadqe Apna Beda Par Hai
Inshallah Inke Sadqe Apna Beda Par Hai
Zaman Ghumbad e Khazra Se Faiz e Khas Paata
Jawañ Jab Dawat e Islami Ka Parcham Uthate Hain
Hame Ishq Hai Hamen Pyar Hai
Attar Se Attar Se
Hame Ishq Hai Hamen Pyar Hai
Attar Se Attar Se
Faizan e Attar Jaari Thakve
Faizan e Attar Jaari Thakve
Musalman Khwab e Ghaflat Chhor Kar Bedar Hote Hain
Amir e Ahle Sunnat Deeñ Ka Wo Nushkha Batate
Youm e Wiladat e Attar
Chhabbisvi Mubarak Ho
Aa Gaya Mere Attar
Chhabbisvi Mubarak Ho
Attar Ke Chahne Waloñ Ko
Dildar Ke Chahne Waloñ Ko
Youm e Wiladat e Attar
Chhabbisvi Mubarak Ho
Aa Gaya Mere Attar
Chhabbisvi Mubarak Ho
Dil Jaan Hamara Hai Attar
Hamen Jaan Se Pyara Hai Attar
Meri Aankh Ka Tara Hai Attar
Mere Dil Ka Sahara Hai Attar
Memar Hamara Hai Attar
Salar Hamara Hai Attar
Gulzar Hamara Hai Attar
Wasa’il Ko Jhuka Deta Hai Khud Rab Unke Qadmoñ Me
Jo Apna Sara Tan Man Dhan Shahe Deeñ Pe Lutate Hain
Musalmano Me Shauq e Deeñ Ka Jazwa Jaag Uthta Hai
Ameer e Ahle Sunnat Aisa Paimana Pilate Hain
Hamko Ameer e Ahle Sunnat Se Han Behad Pyar Hai
Hamko Ameer e Ahle Sunnat Se Han Behad Pyar Hai
Mubarak Ho Mubarak Ho
Mubarak Ho Mubarak Ho
Ameer e Ahle Sunnat Ki
Mere Shaikh e Tarikat Ki
Wiladat Ki Mubarak Ho
Youm e Wiladat e Attar
Chhabbisvi Mubarak Ho
Aa Gaye Mere Attar
Chhabbisvi Mubarak Ho
Gham e Deeñ Ulfat e Sarkar Me
Aur Haal e Muslim Par
Ameer e Ahle Sunnat Rote Hain
Sabko Rulate Hain
Attar To Attar Hai
Attar Ki Kya Baat Hai
Attar Ka Faizan Sada Jaari Ravega
Attar Ka Faizan Sada Jaari Ravega
Yahañ Ki Khasiyat Kya Hai
Yahañ Kya Darsh Milta Hai
Bas Itni Baat Hai Ham Jiska Khate Uska Gaate Haiñ
Haram Baghdad Ajmer o Bareilly Shahar e Data Me
Jahan Dekho Wahan Attari Ikre Deeñ Lutate Hain
Inshallah Inke Sadqe Apna Beda Par Hai
Inshallah Inke Sadqe Apna Beda Par Hai
Bade Mahboob Hain Din Badr Wo Ahle Aqidat Ko
Wo Din Allah Ke Mahboobo Se Nisbat Jo Paate Hain
Youm e Wiladat e Attar
Chhabbisvi Mubarak Ho
Aa Gaye Mere Attar
Chhabbisvi Mubarak Ho
Attar Ke Chahne Waloñ Ko
Dildar Ke Chahne Waloñ Ko
Hamen Ishq Hai Hamen Pyar Hai
Attar Se Attar Se
Hamen Ishq Hai Hamen Pyar Hai
Attar Se Attar Se
Saradar Hamara Hai Attar
Dildar Hamara Hai Attar
Murshid Bhi Hamara Hai Attar
Kya Pyara Pyara Hai Attar
Sultan Hamara Hai Attar
Unwan Hamara Hai Attar
Mahboob Hamara Hai Attar
Faizan e Attar Jaari Rahega
Faizan e Attar Jaari Rahno
The Beneficial of Attar Will Continue
Manqabat Khwan: Khalil Attari
Our Pages
- Hamd-E-Baari-T’aala
- Naat-E-Paak
- Rabiul Awwal Mutalliq Kalam
- Manqabat Ghaus e Azam
- Manqabat Ghareeb Nawaaz
Shayar
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
- Sabri Brothers
- Nusrat Fateh Ali Khan
- Rahat Fateh Ali Khan
- Iqbal Afzal Sabri
- Aziz Miyañ
- Nazir Ejaz Faridi
- Ghous Muhammad Nasir
- Maulvi Ahmad Hasan Akhtar