Ali Ke Deewane Lyrics | Gulam Mustafa Qadri
हिन्दी के लिए नीचे स्क्राल करें
Mola Mushkil Kusha
Mola Mushkil Kusha
Haderiyam Qalandaram Mastam
Banda E Murtaza Ali Ali Hastam
Peshawa E Tamaam E Rindanam
Ke Sag e Kooye Sher e Yazdanam
Lutate Khoob Hain Doulat Ali Ke Deewane
Hain Karte Ab Bhi Hukoomat Ali Ke Deewane
Ali Ke Deewane ×8
Pachhaar Dete Hain Har Jang Me Laaeeno Ko
Jo Phaad Dete Hain Aada E Deen Ke Seenon Ko
Hain Rakhte Aisi Shuja’at ×2
Ali Ke Deewane ×8
Jo Waqt Padhta Hai Ghar Baar Bhi Lutate Hain
Riza E Rab Ke Liye Sar Ko Bhi Kata te Hain
Magar Na Jhukte Hain Hazrat Ali Ke Deewane
Ali Ke Deewane ×8
Hai Koi Ghous, Koi Karbala Ka Dulha Hai
Koi Hai Data, Koi Hind Ka Shahanshah Hai
Hain Aise Sahib E Izzat Ali Ke Deewane
Ali Ke Deewane ×8
Munafqeen Hain Darte Ali Ke Naare Se
Shayateeñ Sar Hain Pakadte Ali Ke Naare Se
Laga Ke, Paate Hain Lazzat Ali Ke Deewane
Ali Ke Deewane ×8
Uthaye Ungli Jo Siddiqu Ki Sadaqat Par
Nabi Ke Yaron Umar Sahib E Adalat Par
To Is Se Karte Hain Nafrat Ali Ke Deewane
Ali Ke Deewane ×8
Khaya Me Bheeq Hai Paata Ali Ke Laalon Ki
Talab Nahin Hai Zar O Maal Ke Ujalon Ki
Qadam Me Rakhte Hain Sarvat Ali Ke Deewane
Ali Ke Deewane ×8
Ali Ke Deewane Lyrics in hindi
मौला मुश्किल कुशा
मौला मुश्किल कुशा
हैदरियम कलन्दरम मस्तम
वन्दा-ए-मुर्तज़ा अली हसतम
पेशवा-ए-तमाम-ए-रिन्दानम
के सगे कूए शेरे यज़दानम
लुटाते खूब हैं दौलत अली के दीवाने
हैं करते अब भी हुकूमत अली के दीवाने
अली के दीवाने ×8
पछाड़ देते हैं हर जंग में लइनों को
जो फाड़ देते हैं आदा-ए-दीं के सीनों को
हैं रखते ऐसी शुजाअ़त अली के दीवाने
अली के दीवाने ×8
जो वक़्त पड़ता है घर बार भी लुटाते हैं
रिज़ा-ए-रब के लिए सर को भी कटाते हैं
मगर न झुकते हैं हज़रत अली के दीवाने
अली के दीवाने ×8
है कोई ग़ौस, कोई कर्बला का दूल्हा है
कोई है दाता, कोई हिन्द का शहंशाह है
हैं ऐसे साहिब-ए-इज़्ज़तत अली के दीवाने
अली के दीवाने ×8
मुनाफ़िक़ीन हैं डरते अली के नारे से
शयातीं सर हैं पकड़ते अली के नारे से
लगा के पाते हैं लज़्ज़त अली के दीवाने
अली के दीवाने ×8
उठाओ उंगली जो सिद्दीक़ की सदाक़त पर
नबी के यार, उमर साहिबे अदालत पर
तो इससे करते हैं नफ़रत अली के दीवाने
अली के दीवाने ×8
ख़या में भीक़ हैं पाते अली के लालों की
तलब नहीं है ज़र-ओ-माल के उजालों की
क़दम में रखते हैं सरवत अली के दीवाने
अली के दीवाने ×8
Our Pages
Naat-E-Paak
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
Qawwali
Manqabat Shahidan e Karbala | Nohay Lyrics|