Ahle Khata Tha Main Lyrics | अहले ख़ता था मैं

Ahle Khata Tha Main Lyrics In English

खूबी मेरी यही थी अहले ख़ता था मैं

Artist: Mufti Abdulla Bil Awwas
Lyrics: Mufti Muhammad Taqi Usmani


 

Allah Hu, Allah Hu,

Allah Hu, Allah Hu

अल्लाह हू, अल्लाह हू

अल्लाह हू, अल्लाह हू

 

Masoom Tha Na Waqf-e-Sujood-o-Dua Tha Mein
Khoobi Meri Yehi Thi Ki Ahle Khata Tha Mein

 

मासूम था ना वक़्फ़-ए-सुजूद-ओ-दुआ था मैं
खूबी मेरी यही थी अहले ख़ता था मैं

 

Ab Tak Mai Apni Zaat Ke Pinjre Me Band Hun
Pal Bhar Ko Teri Yaad Se Ghafil Hua Tha Mein
Khoobi Meri Yehi Thi Ki Ahle Khata Tha Mein

 

अब तक मैं अपनी ज़ात के पिंजरे में बंद हूं
पल भर को तेरी याद से ग़ाफिल हुआ था मैं
खूबी मेरी यही थी अहले ख़ता था मैं

 

Iblees Hai Mere Liye Ik Imtihaa.n To Kya
Iblees Ke Liye Bhi To Ik Ibtila Tha Mein
Khoobi Meri Yehi Thi Ki Ahle Khata Tha Mein

 

इबलीस है मेरे लिए इक इम्तहां तो क्या
इब्लीस के लिए भी तो इक इबतिला था मैं
खूबी मेरी यही थी अहले ख़ता था मैं

 

Sach-Sach Kaho Ki Hijr Ki Tareek Raat Me
Aisi Bhi Koi Pal Thi Ki Tumse Juda Tha Mein
Khoobi Meri Yehi Thi Ki Ahle Khata Tha Mein

 

सच सच कहो कि हिज्र की तारीक रात में
ऐसी भी कोई पल थी कि तुमसे जुदा था मैं
खूबी मेरी यही थी अहले ख़ता था मैं

 

Hairat Na Kar Badan Ko Mere Choor Dekh Kar
Un Chotiyon Ko Dekh Jahan Se Gira Tha Mein
Khoobi Meri Yehi Thi Ki Ahle Khata Tha Mein

 

हैरत ना कर बदन को मेरे चूर देख कर
उन चोटियों को देख जहां से गिरा था मैं
खूबी मेरी यही थी अहले ख़ता था मैं

 

Us Laghzish-e-Hasi.n Pe Fida Lakh Manzilein
Apna Wujood Khoke Tumhein Pa Gaya Tha Mein
Khoobi Meri Yehi Thi Ki Ahle Khata Tha Mein

 

उस लग़्ज़िश-ए-हसीं पे फ़िदा लाख़ मंजिलें
अपना वुजूद खोके तुम्हें पा गया था मैं
खूबी मेरी यही थी अहले ख़ता था मैं

 


Hindi And English lyrics

Qawwali |

Sabri Brothers | Nusrat Fateh Ali Khan | Rahat Fateh Ali Khan | Iqbal Afzal Sabri | Aziz Miyañ |Nazir Ejaz Faridi |  Ghous Muhammad Nasir | Maulvi Ahmad Hasan |

 

Naat-E-Paak|

Khalid Mahmud ‘Khalid’ Allama Saim Chishti  | Bedam Warsi | Ajmal Sultanpuri Naat  | Ala Hazrat Naat | Akhtar Raza Khan| Raaz Ilaahabadi | Muhammad Ilyas Attari | Sayyad Nazmi Miyan

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *