Ab Koi Baat Bhi Meri, Maana Ke Hosh Ki Nahi Lyrics | اب کوئی بات بھی میری مانا کہ ہوش کی نہیں | अब कोई बात भी मेरी माना के होश की नहीं
Shayar: (most likely) Shakeel Badauni
Ab Koi Baat Bhi Meri Lyrics in Urdu
اب کوئی بات بھی میری مانا کہ ہوش کی نہیں
آپ کو بھول جاؤں میں، ایسی تو بے خودی نہیں
آہ مری شبِ فراق، ہائے مری شبِ فراق
یعنی کہ اج شام سے تاروں میں روشنی نہیں
جس میں سرورِ غم نہ ہو، درد کی چاشنی نہ ہو
جس کا علاج ہو سکے وہ کوئی درد ہی نہیں
تیر پہ تیر کھائے جا، یار سے لو لگائے جا
آہ نہ کر لبوں کو سی، عشق ہے دل لگی نہیں
تیرے کرم سے اے کریم کون سی شے ملی نہیں
جھولی ہی اپنی تنگ ہے تیرے یہاں کمی نہیں
ہائے شکیل کیا کہوں ان کا یہ وعدۂِ وفا
میں جسے بھولتا نہیں وہ انہیں یاد ہی نہیں
Ab Koi Baat Bhi Meri Lyrics In Hindi
अब कोई बात भी मेरी माना के होश की नहीं
आपको भूल जाऊँ मैं! ऐसी तो बेख़ुदी नहीं।
आह! मेरी शब-ए-फ़िराक़, हाय मेरी शब-ए-फ़िराक़
यानी कि आज शाम से, तारों में रौशनी नहीं!
जिसमें सुरूर-ए-ग़म न हो, दर्द की चाशनी न हो,
जिसका इ़लाज हो सके, वो कोई दर्द ही नहीं!
तीर पे तीर खाए जा, यार से लौ लगाए जा
आह! न कर, लबों को सी, इश्क़ है दिल्लगी नहीं!
तेरे करम से ऐ करीम, कौन सी शैय मिली नहीं
झोली ही अपनी तंग है, तेरे यहाँ कमी नहीं!
हाए! शकील क्या कहूं, उनका ये वादा-ए-वफ़ा,
मैं जिसे भूलता नहीं, वो उन्हें याद ही नहीं!
Ab Koi Baat Bhi Meri Lyrics in Roman English
Ab Koi Baat Bhi Meri, Maana Ke Hosh Ki Nahi
Aap ko bhool jaauñ maiñ, aisi to bekhudi nahi.
Aah! Meri shab-e firaaq, Haye meri shab-e firaaq
Yaani ke aaj shaam se taaroñ meiñ roshni nahi!
Jisme suroor-e gham na ho, dard ki chaashni na ho,
Jiska ilaaj ho sake, wo koi dard hi nahi!
Teer pe teer khaye ja, yaar se lau lagaaye ja
Aah! Na kar laboñ ko see, Ishq hai dillagi nahi!
Tere karam se ay Karim koun si shai mili nahi
Jholi hi apni tang hai tere yahañ Kami nahi!
Haye! Shakeel kya kahuñ, unka ye wada-e wafa,
Maiñ jise bhoolta nahi, wo unheñ yaad hi nhi
Our Pages
Shayar
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
- Sabri Brothers
- Nusrat Fateh Ali Khan
- Rahat Fateh Ali Khan
- Iqbal Afzal Sabri
- Aziz Miyañ
- Nazir Ejaz Faridi
- Ghous Muhammad Nasir
- Maulvi Ahmad Hasan Akhtar