Aashiqo Aao Ghaus Ka Jalwa Dekho Lyrics, आशिकों आओ दर-ए-ग़ौस का जल्वा देखो, Rao Ali Hussain Lyrics In Hindi And English.
Shahe Jeelañ, Shahe Jeelañ
Shahe Jeelañ, Shahe Jeelañ
Aashiqo Aao Dar-e-Ghaus Ka Jalwa Dekho
Apni Duniya Hi Me Jannat Ka Nazara Dekho
Aashiqo Aao Dar-e-Ghaus Ka Jalwa Dekho
Sare Waliyoñ Ke Haiñ Sardar Jo Ghause Azam
Hai Ye Baghdad Shahar Unka Madina Dekho
Aashiqo Aao Dar-e-Ghaus Ka Jalwa Dekho
Piya Piya Ghaus Piya
Piya Piya Ghaus Piya
Khaali Jata Hi Nahiñ Koi Sawaali Unka
Panjtan-e-Paak Ka Bat’ta Hai Khazana Dekho
Aashiqo Aao Dar-e-Ghaus Ka Jalwa Dekho
Ya Ghause Azam Dastgeer
Ya Ghause Azam Dastgeer
Jinko Kahta Hai Jahañ Hasni Hussaini Saiyad
Shaan Se Sota Hai Wo Laal Ali Ka Dekho
Aashiqo Aao Dar-e-Ghaus Ka Jalwa Dekho
Ya Ghaus Piya
Ya Ghaus Piya
Ya Ghaus Piya
Sar Jhukaate Haiñ Yahañ Aake Wali Aalam Ke
Kitna Uñcha Hai Dar-e-Ghaus Ka Rutba Dekho
Aashiqo Aao Dar-e-Ghaus Ka Jalwa Dekho
Shahe Jeelañ, Shahe Jeelañ
Shahe Jeelañ, Shahe Jeelañ
Kash Ae Aks ! Koi Aake Kahe Yuñ Mujhse
Aao Ab Tum Bhi Bade Peer Ka Rouza Dekho
Ae Peeroñ Ke Peer, Ghouse Azam Dastgeer
Ae Peeroñ Ke Peer, Ghouse Azam Dastgeer
शाह-ए-जीलां, शाह-ए-जीलां
शाह-ए-जीलां, शाह-ए-जीलां
आशिक़ों आओ दर-ए-ग़ौस का जल्वा देखो
अपनी दुनिया ही में जन्नत का नज़ारा देखो
आशिक़ों आओ दर-ए-ग़ौस का जल्वा देखो
सारे वलियों के हैं सरदार जो ग़ौस-ए-आज़म
है ये बग़दाद शहर उनका मदीना देखो
आशिक़ों आओ दर-ए-ग़ौस का जल्वा देखो
पिया पिया ग़ौस पिया
पिया पिया ग़ौस पिया
पिया पिया ग़ौस पिया
पिया पिया ग़ौस पिया
ख़ाली जाता ही नहीं कोई सवाली उनका
पंजतन-ए-पाक का बटता है ख़ज़ाना देखो
आशिक़ों आओ दर-ए-ग़ौस का जल्वा देखो
या ग़ौस-ए-आज़म दस्तगीर
या ग़ौस-ए-आज़म दस्तगीर
जिनको कहता है जहां हसनी हुसैनी सय्यिद
शान से सोता है वो लाल अली का देखो
आशिक़ों आओ दर-ए-ग़ौस का जल्वा देखो
या ग़ौस पिया, या ग़ौस पिया
या ग़ौस पिया, या ग़ौस पिया
सर झुकाते हैं यहां आके वली आलम के
कितना ऊंचा है दर-ए-ग़ौस का रुतबा देखो
आशिक़ों आओ दर-ए-ग़ौस का जल्वा देखो
शाह-ए-जीलां, शाह-ए-जीलां
शाह-ए-जीलां, शाह-ए-जीलां
काश! ऐ अक्स कोई आके कहे यूं मुझसे
आओ अब तुम भी बड़े पीर का रौज़ा देखो
आशिक़ों आओ दर-ए-ग़ौस का जल्वा देखो
ऐ पीरों के पीर, ग़ौस-ए-आज़म दस्तगीर
ऐ पीरों के पीर, ग़ौस-ए-आज़म दस्तगीर
Manqabat Khwan: Rao Ali Hussain
Our Pages
Shayar
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
- Sabri Brothers
- Nusrat Fateh Ali Khan
- Rahat Fateh Ali Khan
- Iqbal Afzal Sabri
- Aziz Miyañ
- Nazir Ejaz Faridi
- Ghous Muhammad Nasir
- Maulvi Ahmad Hasan Akhtar