Aa Gaya Ramzan Lyrics – Farhan Ali Waris
Allah.. Allah..
Chand Nazar Aa Gya Ramzan Ka
Tohfa Hamen Mil Gaya Sub’han Ka
Roza Rakho-Roza Rakho
Roza Rakho -Roza Rakho
Aa Gaya Ramzan !!
Ache Ache Kaam Karo
Aa Gaya Ramzan !!
Hain Masjidon Me Baharen
Namaziyon Ki Qataren
Karen Sunnat Pe Amal Ham
Aao Ham Khud Ko Sawaren
Hamd Padhen
Naat Padhen
Aur Padhen Qur’aan
Ache Ache Kaam Karo
Aa Gaya Ramzan
Roza Rakho -Roza Rakho
Aa Gaya Ramzan !!
Ache Ache Kaam Karo
Aa Gaya Ramzan !!
Khidmat-E-Makhlooq Subho Sham Karenge
Sahar Me Aftaar Me Ye Kaam Karenge
Rizqe Khuda Sabke Liye Aam Karenge
Bhooka Na Ho Pyasa Na Ho Koi Bhi Insaan
Ache Ache Kaam Karo
Aa Gaya Ramzan
Roza Rakho -Roza Rakho
Aa Gaya Ramzan !!
Ache Ache Kaam Karo
Aa Gaya Ramzan !!
Dukhi Dilon Ka Sahara Bane Chalo Aao
Ada Ye Farz Bhi Apna Karen Chalo Aao
Koi Rishta Nahin Toote Koi Apna Nahin Roothe
Eid Jab Aaye To Ahsaas Gharibon Ka Rahe
Eid Ki Khushiyon Se Mahroom Koi Bhi Na Rahe
Ham Se Khuda Raazi Rahe Kahta Hai Farhan
Ache Ache Kaam Karo
Aa Gaya Ramzan
Qubool Hongi Duaein
Muaaf Hongi Khataein !!
Hai Mauqa Bada Achha
Aao Ham Rab Ko Manayen !!
Jaanta Hun Mere Khuda
Bada Hai Rahman !!
Ache Ache Kaam Karo
Aa Gaya Ramzan
Roza Rakho -Roza Rakho
Aa Gaya Ramzan !!
Ache Ache Kaam Karo
Aa Gaya Ramzan !!
Aa Gaya Ramzan
Aa Gaya Ramzan
Aa Gaya Ramzan Lyrics – Farhan Ali Waris
Our Pages
Shayar
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
- Sabri Brothers
- Nusrat Fateh Ali Khan
- Rahat Fateh Ali Khan
- Iqbal Afzal Sabri
- Aziz Miyañ
- Nazir Ejaz Faridi
- Ghous Muhammad Nasir
- Maulvi Ahmad Hasan Akhtar