Kya tarana Hai Ghausul wara ka Lyrics
क्या तराना है ग़ौसुल वरा का
Kya tarana Hai Ghausul wara ka
Kya Gharana Hai Ghausul Wara Ka
क्या तराना है ग़ौसुल वरा का
क्या घराना है ग़ौसुल वरा का
Jinke Talwon Ko Choomen Farishtey
Han Wo Nana Hai Ghausul Wara Ka
जिनके तल्वों को चूमे फ़रिश्ते
हां वो नाना है ग़ौसुल वरा का
Ja Ke Darbar Mein Ae Diwano
Haale Dil Apna Unko Sunao
Kyon ke Darbar e mustafa Me
Aana Jana Hai Ghausul wara Ka
जा के दरबार में ऐ दीवानों
हाले दिल अपना उनको सुनाओ
क्योंकि दरबार ए मुस्त़फ़ा में
आना जाना है ग़ौसुल वरा का
Isliye Dar Pe Mela Laga Hai
Isliye Bheed Har Dam Lagi Hai
Be-bason, Be-Kason Ka Sahara
Aastana Hai Ghausul Wara Ka
इसलिए दर पे मेला लगा है
इसलिए भीड़ हर दम लगी है
बेबसों, बेकसों का सहारा
आस्तां है ग़ौसुल वरा का
Jaan-O-Dil Unpe Qurbaan Kar Do
Ishq Me Unke Khud Ko Mita Do
Taki Mahshar Me Bolen Farishte
Ye Diwana Hai Ghausul Wara Ka
जान-ओ-दिल उन पे क़ुर्बान कर दो
इश्क़ में उनके खुद को मिटा दो
ताकि महशर में बोलें फ़रिश्ते
ये दिवाना है ग़ौसुल वरा का
Mustafa Jaan-E-Rahmat Ke Sadqe
Baadshahat Mili Unki Aisi
Kha Rahe Hain Jo Ham Aaj Azmat
Dana Dana Hai Ghausul Wara Ka
मुस्तफ़ा जान-ए-रह़मत के सदक़े
बादशाहत मिली उनको ऐसी
खा रहे हैं जो हम आज अज़मत
दाना दाना है ग़ौसुल वरा का
Naat Khwan: Azmat Raza Bhagalpuri
Gyarvi shareef new naat lyrics
Kya tarana Hai Ghausul wara ka Lyrics
Hindi And English lyrics
Our Pages
Shayar
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
- Sabri Brothers
- Nusrat Fateh Ali Khan
- Rahat Fateh Ali Khan
- Iqbal Afzal Sabri
- Aziz Miyañ
- Nazir Ejaz Faridi
- Ghous Muhammad Nasir
- Maulvi Ahmad Hasan Akhtar