Hai Deewana Sansar Ghause Azam Ka Lyrics

Hai Deewana Sansar Ghause Azam Ka Lyrics

Manqabat Khan: Nadeem Raza Faizi

 

है दीवाना संसार ग़ौसे आज़म का
चम-चम चमके मीनार ग़ौसे आज़म का

 

मिट्टी को कह दें मिसरी, मिसरी की डली बन जाए
गर चोर भी दर पे जाए इक पल में वली बन जाए

है रुहानी दरबार ग़ौसे आज़म का

 

क्या दबे जिस पे हिमायत का हो पंजा तेरा
शेर को खतरे में लाता नहीं कुत्ता तेरा

 

हर सू जिलानी झंडे को गाड़ दिया है जिसने
एक शेरे बबर को पल में ही फाड़ दिया है जिसने

वो कुत्ता है सरकार ग़ौसे आज़म का

 

वो बारह साला डूबी दूला बाराती कश्ती
एक बुड़िया के रोने पर हज़रत ने तिराई कश्ती

क्या खूब बटा है प्यार ग़ौसे आज़म का

 


Hai Deewana Sansar Ghause Azam Ka Lyrics


 

Hai Deewana Sansar Ghause Azam Ka
Cham-Cham Chamke Minar Ghause Azam Ka

 

Mitti Ko Kahden Misri, Misri Ki Dali Ban Jaye
Gar Chor Bhi Dar Pe Aaye Ik Pal Me Wali Ban Jaye

 

Hai Ruhani Darbar Ghause Azam Ka

 

Kya Dabe Jispe Himayat Ka Ho Panja Tera
Sher Ko Khatre Me Laata Nahin Kutta Tera

 

Har Su Jilani Jhande Ko Gaar Diya Hai Jisne
Ek Shere Babar Ko Pal Me Hee Faad Diya Hai Jisne

 

Wo Kutta Hai Sarkar Ghause Azam Ka

 

Wo Barah Saala Doobi Dulha Baraati Kashti
Ek Budhiya Ke Rone Par Hazrat Ne Tiraai Kishti

 

Kya Khoob Bata Hai Pyaar Ghause Azam Ka


Hindi And English lyrics

Naat-E-Paak|

 Khalid Mahmud ‘Khalid’ Allama Saim Chishti  | Bedam Warsi | Ajmal Sultanpuri Naat  | Ala Hazrat Naat | Akhtar Raza Khan| Raaz Ilaahabadi | Muhammad Ilyas Attari | Sayyad Nazmi Miyan

 

Qawwali |

Sabri Brothers | Nusrat Fateh Ali Khan | Rahat Fateh Ali Khan | Iqbal Afzal Sabri | Aziz Miyañ |Nazir Ejaz Faridi |  Ghous Muhammad Nasir | Maulvi Ahmad Hasan |

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *