Jannat Ka Chand Arsh Ka Tara Hussain Hai

Jannat ka chand arsh ka tara hussain hai
Jannat ka chand arsh ka tara hussain hai

Jannat ka chand arsh ka tara hussain hai naat lyrics

Shayar:Faiz alam manjhan puri
(Naat) Manqabat

Naat e Paak

Hindi and english naat lyrics

 

जन्नत का चांद अ़र्श का तारा हुसैन है
डूबे न जो फ़लक का वो तारा हुसैन है
Jannat ka chand arsh ka tara hussain hai
Doobe na jo falak ka wo tara hussain hai

 

 

सर दे के जिसने अजमते क़ा’बा बचा लिया
वो फ़ातिमा का राज दुलारा हुसैन है
Sar de ke jisne ajmate qaa’ba bacha liya
Wo fatma ka raaj dulara hussain hai

 

 

बचपन में खेलते रहे नाना की जुल्फ़ से
इतना मेरे रसूल को प्यारा हुसैन है
Bachpan me khailtey rahe nana ki julf se
Itna mere rasool ko pyaara hussain hai

 

 

महफ़िल सजी हुई है मंझनपुर में
सब की जुबां पे एक ही नारा हुसैन है
Mahfil saji hui hai manjhan pur mein
Sab ki juba(n) pe ek hi nara hussain hai

 

 

Hindi and english naat lyrics
Hindi and english naat lyrics
Manqawat,


| Naat-E-Paak |  Ajmal Sultanpuri Naat  | Ala Hazrat NaatAkhtar Raza Khan| Raaz Ilaahabadi | Muhammad Ilyas Attari | Sayyad Nazmi Miyan | Khalid Mahmud Khalid |

| Qawwali | Sabri Brothers || Rahat Fateh Ali Khan | 

| Sufi Song  | Khailash Kher |

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *