Aye Rah e Haq Ke Shaheedo | Amjad Baltistani
ऐ राहे ह़क़ के शहीदों वफ़ा की तस्वीरों
Vocalist: Amjad Baltistani
Lyrics: Musheer Kazmi
ऐ राहे ह़क़ के शहीदों वफ़ा की तस्वीरों
तुम्हें वतन की हवाएँ सलाम करती हैं
Aye Rah e Haq Ke Shaheedon Wafa Ki Tasveeron
Tumhen Watan Ki Hawayen Salam Karti Hein
लगाने आग जो आए थे आसियाने को
वो शोले अपने लहू से बुझा दिये तुमने
Lagane Aag Jo Aye The Aashiyane Ko
Wo Shole Apne Lahoo Se Bujha Diye Tumne
बचा लिया है यतीमी से कितने फूलों को
सुहाग कितनी बहारों के रख लिए तुमने
Bacha Liya Hai Yateemi Se Kitne Phoolon Ko
Suhaag Kitni Baharon Ke Rakh Liye Tumne
तुम्हें चमन की फ़ज़ाएं सलाम कहती हैं
ऐ राहे ह़क़ के शहीदों
Tumhen Chaman Ki Fazaein Salam Kahti Hein
Aye Rah e Haq Ke Shaheedon
चले जो होंगे शहादत का जाम पीकर तुम
रसूल-ए-पाक ने बाहों में ले लिया होगा
Chale Jo Honge Shahadat Jaam Peekar Tum
Rasool-e-Paak Ne Baahon Me Le Liya Hoga
अली तुम्हारी शुजाअत पे झूमते होंगे
हुसैन-ए-पाक ने इरशाद ये किया होगा
Ali Tumhari Shuja’at Pe Jhoomte Honge
Hussain-e-Paak Ne Irshad Ye Kiya Hoga
तुम्हें ख़ुदा की रज़ाएं सलाम कहती हैं
ऐ राहे ह़क़ के शहीदों
Tumhen Khuda Ki Razaein Salam Kahti Hein
Aye Rah e Haq Ke Shaheedon
शहीदों ….
Shaheedon ….
Salam Lyrics in hindi
Hindi and English Lyrics
| Naat-E-Paak|
| Khalid Mahmud ‘Khalid’ | Allama Saim Chishti | Bedam Warsi | Ajmal Sultanpuri Naat | Ala Hazrat Naat | Akhtar Raza Khan| Raaz Ilaahabadi | Muhammad Ilyas Attari | Sayyad Nazmi Miyan
| QAWWALI |
| Sabri Brothers | Nusrat Fateh Ali Khan | Rahat Fateh Ali Khan | Iqbal Afzal Sabri | Aziz Miyañ | Ghous Muhammad Nasir | Maulvi Ahmad Hassan Akhtar