Shahsawar e Karbala ki Shahsawari ko Salam Lyrics

 

Shahsawar e Karbala ki Shahsawari ko Salam Lyrics | شہساوار کربلا کی شہسواری کو سلام | शहसवार ए कर्बला की शहसवारी को‌ सलाम

Qawwali : Nusrat Fateh Ali Khan
Kalaam : Allama Saim Chishti

Manqabat Shahidan e Karbala | Nohay Lyrics|हिंदी में पढ़िए

اردو میں پڑھیئے


Rasme Ushshaq yahi hai ke wafa karte hain
Yaani har haal mein haq apna ada karte hain

Hosla Hazrate Shabbir ka Allah Allah
Sar juda hota hai aur Shukr e Khuda karte hein

Shahsawar e Karbala ki Shahsawari ko Salam

Shahsawar e Karbala ki Shahsawari ko Salam

 

ShahSawar e Karbala ki ShahSawari ko Salam
Neze pe Qur’aan padne wale Qari ko Salam

Kunba khuda ki raah mein Sara luta diya

Neze pe Qur’aan padne wale Qari ko Salam..

 

Raat Din bichhde huoñ ki Raah meiñ rehna khade
Hazrate Sughra Tumhari intezari ko Salam

 

Sar se Chadar chhin gayi lekin nazar utThi Nahiñ
Hazrat-e Zainab Tumhari Parda-dari ko Salam

 

Muskurate teigh pe roshan kiya rangeeñ charagh
Akbar o Qasim Tumhari Jaañ-nisari ko Salam

 

Kaañp Utha Arsh Ka Dil Aasmañ Tharra Gaya
Asghar e Maa’soom Teri Be-Qarari Ko Salam

 

Kat gaya Kunba musibat sar pe aayi, lut gayi

Ho gayi Bhai Bhatijon se judai, lut gayi

Umr bhar ki dasht e ghurbat mein kamayi, lut gayi

Roke jab kahti thi Zainab haaye bhai lut gayi

Ghar Ali ka kya luta sari Khudai lut gayi

 

Har Imtihañ mein Sabir o Shakir rahe Hussain
Kohe Alam uthane ko hazir rahe Hussain

 

Dhoke se kufiyoñ ne bula kar sitam kiya
Mehman e Be-watan ko bula kar sitam kiya

 

Khema laga na naher pe Ahmad ki aal ka
Pani bhi band kar diya Zahra ke Laal ka

 

Laashoñ ko bhanjon ki lahu mein saja ke laaye
Toote hue bahisht ke Taare uthake laaye

 

Aaya kisi ko paas na Rooh e Rasool ka
Gul kar diya charag Mazar e Batool ka

 

Qasim ki maut tod gayi Aas, uff na ki
Pyase Shahid ho gaye Abbas, uff na ki

 

Sookhe gale pe teer laga khooñ me bhar gaye
Akbar tadapte kaañpe haathoñ mein mar gaye

 

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam
Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam

———– Additional Verses ———–

Pee ke ‘Saim‘ jhoomta tha jisko Karbal ka Shahid
Wada e Ishq e Nabi Teri khumaari ko salam

 

Dastaar hai Husain ke sar pe Rasool ki
Thi maut bhi kabool to esi kabool thi

Chahere pe jiske Maula Ali ka jalal hai
Qabze mein jiske Bhai Hasan ka kamal hai

Mein kya kahun mein kaun meri kya majal hai
Sab jaante hein Fatima Zahra ka laal hai

Chehra Rasool ka labo lahja Rasool ka
Aankhon mein khinch raha hai sarapa Rasool ka

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam
Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam

shahsawar-e-krbala-ki-shahsawari-ko-salam-lyrics


Manqabat Shahidan e Karbala | Nohay Lyrics|

Urdu, Hindi and English Lyrics

Naat-E-Paak|

Khalid Mahmud ‘Khalid’ Allama Saim Chishti  | Ajmal Sultanpuri Naat  | Ala Hazrat Naat | Akhtar Raza Khan| Raaz Ilaahabadi | Muhammad Ilyas Attari | Sayyad Nazmi Miyan

| Qawwali |

Sabri Brothers | Nusrat Fateh Ali Khan | Rahat Fateh Ali Khan | Iqbal Afzal Sabri | Aziz Miyañ Ghous Muhammad Nasir | Maulvi Ahmad Hassan Akhtar


شہسوار کربلا کی شہسواری کو سلام

رسمِ عُشّاق یہی ہے کہ وفا کرتے ہیں
یعنی ہر حال میں حق اپنا ادا کرتے ہیں

حوصلہ حضرتِ شبیر کا اللہ اللہ
سَر جدا ہوتا ہے اور شکرِ خدا کرتے ہیں

شہسوارِ کربلا کی شہسواری کو سلام
شہسوار کربلا کی شہسواری کو سلام

شہسوار کربلا کی شہسواری کو سلام
نیزے پہ قرآن پڑنے والے قاری کو سلام

رات دن بچھڑے ہوؤں کی راہ میں رہنا کھڑے
حضرتِ صغرا تمہاری انتظاری کو سلام

سَر سے چادر چھن گئی لیکن نظر اٹھی نہیں
حضرتِ زینب تمہاری پردہ داری کو سلام

مسکراتے تیغ پے روشن کیا رنگیں چراغ
اکبار و قاسم تمہاری جاں نثاری کو سلام

کانپ اٹھا عرش کا دل آسماں تھرّا گیا
اصغرِ معصوم تیری بے قراری کو سلام

کٹ گیا کنبہ مصیبت سَر پہ آئی، لُٹ گئی
ہو گئی بھائی بھتیجوں سے جدائی، لُٹ گئی
عمر بھر کی دشتِ غربت میں کمائی لٹ گئی
رو کے جب کہتی تھی زینب ہائے بھائی لٹ گئی
گھر علی کا کیا لٹا ساری خدائی لٹ گئی

ہر امتحاں میں صابر و شاکر رہے حسین
کوۂِ الم اٹھانے کو حاضر رہے حسین

دھوکے سے کوفیوں نے بلا کر ستم کیا
مہمانِ بے وطن کو بلا کر ستم کیا

خیمہ لگا نہ نہر پہ احمد کی آل کا
پانی بھی بند کر دیا زہرا کے لال کا

لاشوں کو بھانجوں کی لہو میں سجا کے لائے
ٹوٹے ہوئے بہشت کے تارے اُٹھا کے لائے

آیا کسی کو پاس نہ روحِ رسول کا
گُل کر دیا چراغ مزارِ بتول کا

قاسم کی موت توڑگئی آس، اُف نہ کی
پیاسے شہید ہوگئے عباس اُف نہ کی

سوکھے گلے پہ تیر لگا خوں میں بھر گئے
اکبر تڑپتے کانپتے ہاتھوں میں مر گئے

شہساوار کربلا کی شہسواری کو سلام
شہساوار کربلا کی شہسواری کو سلام

———— اضافی اشعار ————-

پی کے “صائم” جھومتا تھا جس کو کربل کا شہید
بادۂِ عشقِ نبی ﷺ تیری خُماری کو سلام

دستار ہے حسین کے سَر پہ رسول کی
تھی موت بھی قبول تو ایسی قبول تھی

چہرے پہ جسکے مولیٰ علی کا جلال ہے
قبضے میں جسکے بھائی حسن کا کمال ہے

میں کیا کہوں میں کون مِری کیا مجال ہے
سب جانتے ہیں فاطمہ زہرا کا لال ہے

چہرہ رسول کا لب و لہجہ رسول کا
آنکھوں میں کھِنچ رہا ہے سراپا رسول کا

شہساوار کربلا کی شہسواری کو سلام
شہساوار کربلا کی شہسواری کو سلام۔۔


People also search for:

shahsawar e karbala ki shah sawari ko salam,
shahsawar e karbala,
shahsawar e karbala ki shah sawari ko salam nusrat fateh ali khan,
shahsawar e karbala ki shah sawari ko salam status,
shahsawar e karbala ki shah sawari ko salam rahat fateh ali khan,
shahsawar e karbala ki,
shahsawar e karbala ki shah sawari ko salam whatsapp status,
shahsawar e karbala ki shah sawari ko salam lyrics,
shahsawar e karbala ki shah sawari ko salam remix,
shah saware karbala,
shah saware karbala ki,
shah saware karbala ki shah sawari ko salam,
qawali shah saware karbala,
shah saware karbala dj,
shah saware karbala ki shah sawari ko salam nusrat fateh ali khan,
shah saware karbala ki shah sawari ko salam status,
shah saware karbala ki shah sawari ko salam rahat fateh ali khan,
shah saware karbala ki shah sawari ko salam remix,
shah saware karbala ki shah sawari ko salam dj,
shah saware karbala ki shah sawari ko salam lyrics,
shah saware karbala ki shah sawari ko salam full qawwali,
shah saware karbala nusrat fateh ali khan,
shah saware karbala naat,
shah saware karbala ki naat,
shah saware,
shah saware karbala qawali,
qawwali shah saware karbala,
shah saware karbala rahat fateh ali khan,
shah saware karbala status,
shah saware karbala shah sawari ko salam,
shah saware karbala ki shah sawari,
shah saware karbala ki status,
shah saware karbala teri sawari ko salam,
shah saware karbala ka waqia, شاہ سواری کربلا کی شاہ سواری کو سلام, 

شاہ سوار کربلا کی شاہ سواری کو سلام,

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *