Har Zamana Mere Hussain Ka Hai Lyrics
हर ज़माना मेरे हुसैन का है
Poet: Rehan Azmi, Sayed Farhan Ali Waris
हुसैन हुसैन मौला, मौला हुसैन हुसैन मौला,
हुसैन हुसैन मौला, मौला हुसैन हुसैन मौला,
हुसैन बादशाह, हुसैन शहंशाह, हुसैन दीन है,
हुसैन दीन पनाह
जान मांगो मैं दिल नहीं दूंगा
दिल ठिकाना मेरे हुसैन का है
हर ज़माना मेरे हुसैन का है
जिसकी खातिर यह कायनात बनी
ऐसा नाना मेरे हुसैन का है
हर ज़माना मेरे हुसैन का है
ये जो काबा है तुम ना समझोगे
घर पुराना मेरे हुसैन का है
हर ज़माना मेरे हुसैन का है
हुसैन बादशाह, हुसैन शहंशाह, हुसैन दीन है,
हुसैन दीन पनाह
रात से दिन जो ये निकलता है
मुस्कुराना मेरे हुसैन का है
हर ज़माना मेरे हुसैन का है
तुम जिसे आसमां समझते हो
शामियाना मेरे हुसैन का है
हर ज़माना मेरे हुसैन का है
हुसैन बादशाह, हुसैन शहंशाह, हुसैन दीन है,
हुसैन दीन पनाह
कोई पूछे ये दौर किसका है
तुम बताना मेरे हुसैन का है
हर ज़माना मेरे हुसैन का है
बोली ज़हरा ये अश्क़ दो मुझको
ये खज़ाना मेरे हुसैन का है
हर ज़माना मेरे हुसैन का है
हुसैन बादशाह, हुसैन शहंशाह, हुसैन दीन है,
हुसैन दीन पनाह
उग रहा है जो बाद कर्बो बला
दाना दाना मेरे हुसैन का है
हर ज़माना मेरे हुसैन का है
जिस जगह हुर बनाए जाते हैं
कारखाना मेरे हुसैन का है
हर ज़माना मेरे हुसैन का है
हुसैन बादशाह, हुसैन शहंशाह, हुसैन दीन है,
हुसैन दीन पनाह
जब से घर में सजे हैं मेरे अलम
आना जाना मेरे हुसैन का है
हर ज़माना मेरे हुसैन का है
मातमी जब कोई नज़र आए
मान जाना मेरे हुसैन का है
हर ज़माना मेरे हुसैन का है
हुसैन बादशाह, हुसैन शहंशाह, हुसैन दीन है,
हुसैन दीन पनाह
जिस पे हर एक दुरूद पड़ता है
वोह घराना मेरे हुसैन का है
हर ज़माना मेरे हुसैन का है
रोज़ पढ़ता हूं सूरहे रहमान
ये तराना मेरे हुसैन का है
हर ज़माना मेरे हुसैन का है
हुसैन बादशाह, हुसैन शहंशाह, हुसैन दीन है,
हुसैन दीन पनाह
मुझ में रेहान ये शऊर जो है
शायराना मेरे हुसैन का है
हर ज़माना मेरे हुसैन का है
हुसैन बादशाह, हुसैन शहंशाह, हुसैन दीन है,
हुसैन दीन पनाह
Hussain Hussain Moula, Hussain Hussain Moula
Hussain Hussain Moula, Hussain Hussain Moula
Hussain Badshah, Hussain Shahnshah, Hussain Deen Hai, Hussain Deen Panah
Jaan Mango Mai Dil Nahi Dunga
Dil Thikana Mere Hussain Ka Hai
Har zamana Mere hussain Ka Hai
Jiski Khatir Yeh Kaynaat Bani
Aisa Nana Mere Hussain Ka Hai
Har zamana Mere hussain Ka Hai
Ye Jo Kaaba Hai Tum Na Samjhoge
Ghar Purana Mere Hussain Ka Hai
Har zamana Mere hussain Ka Hai
Hussain Badshah, Hussain Shahnshah, Hussain Deen Hai, Hussain Deen Panah
Raat Se Din Jo Ye Nikalta Hai
Muskurana Mere Hussain Ka Hai
Har zamana Mere hussain Ka Hai
Tum Jise Aasma Samajhte Ho
Shaamiyana Mere Hussain Ka Hai
Har zamana Mere hussain Ka Hai
Hussain Badshah, Hussain Shahnshah, Hussain Deen Hai, Hussain Deen Panah
Koi Poochhe Ye Dour Kiska Hai
Tum Batana Mere Hussain Ka Hai
Har zamana Mere hussain Ka Hai
Boli.n Zahra Ye Ashq Do Mujhko
Ye Khazana Mere Hussain Ka Hai
Har zamana Mere hussain Ka Hai
Hussain Badshah, Hussain Shahnshah, Hussain Deen Hai, Hussain Deen Panah
Ug Raha Hai Jo Baad Karbo Bala
Dana Dana Mere Hussain Ka Hai
Har zamana Mere hussain Ka Hai
Jis Jagah Hurr Banaye Jaate Hain
Karkhana Mere Hussain Ka Hai
Har zamana Mere husain Ka Hai
Hussain Badshah, Hussain Shahnshah, Hussain Deen Hai, Hussain Deen Panah
Jab Se Ghar Me Saje Hain Mere Alam
Aana Jana Mere Hussain Ka Hai
Har zamana Mere husain Ka Hai
Maatmi Jab Koi Nazar Aaye
Maan Jana Mere Hussain Ka Hai
Har zamana Merey hussain Ka Hai
Hussain Badshah, Hussain Shahnshah, Hussain Deen Hai, Hussain Deen Panah
Jis Pe Har Ek Durood Padhta Hai
Woh Gharana Mere Hussain Ka Hai
Her zamana Mere hussain Ka Hai
Roz Padhta Hun Soorahe Rahman
Ye Tarana Mere Hussain Ka Hai
Har zamana Merey hussain Ka Hai
Hussain Badshah, Hussain Shahnshah, Hussain Deen Hai, Hussain Deen Panah
Mujh Me Rehan Ye Shaoor Jo Hai
Shayrana Mere Hussain Ka Hai
Har zamana Merey hussain Ka Hai
Hussain Badshah, Hussain Shahnshah, Hussain Deen Hai, Hussain Deen Panah
Har Zamana Mere Hussain Ka Hai Lyrics
Our Pages
Naat-E-Paak
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
Qawwali
haq-nibhana-mere-hussain-ka-hai-lyrics, dil-thikana-mere-hussain-ka-hai-lyrics, har-zamana-mere-hussain-ka-hai-lyrics,