Unke rouze pe baharon ki zebai hai lyrics
उनके रौज़े पे बहारों की ज़ेबाई है
Shayar: अ़ल्लामा अरशदुल क़ादरी | Naat e Paak
उनके रौज़े पे बहारों की ज़ेबाई है
जैसे फ़िरदौस पे फ़िरदौस उतर आई है
Unke rouze pe baharon ki zebai hai
Jaise firdous pe firdous utar aai hai
पाँव छू जाये तो पत्थर का जिगर मोम करे
हाथ लग जाये तो शर्मिन्दा मसीहाई है
Paon chhoo jaye to patthar ka jigar mom kare
Haath lag jaye to sharminda masihaai hai
जाने क्यों अ़र्श की क़न्दील बुझी जाती है
उनके जल्वों में नज़र जब नहा आई है
Jane kyon arsh ki qandeel bujhi jaati hai
Unke jalwon me nazar jab naha aai hai
मिल गई है सरे बालीं जो क़दम की आहट
रुह जाती हुई शर्मा के पलट आई है
Mil gai hai sarey baali jo qadam ki ahat
Rooh jaati hui sharma ke palat aai hai
सर पे सर कयों न झुकें उनके क़दम पर अरशद
एक ग़ुलामी है तो कौनैन की आक़ाई है
Sar pe sar kyon na jhuke unke qadam par arshad
ek ghulami hai to kounain ki aaqaai hai
Hindi and english naat lyrics
Hindi and english naat lyrics
| Naat-E-Paak | Ajmal Sultanpuri | | Ala Hazrat Naat | Akhtar Raza Khan| Raaz Ilaahabadi | Muhammad Ilyas Attari | Sayyad Nazmi Miyan | Khalid Mahmud Khalid |
| Qawwali | Sabri Brothers || Rahat Fateh Ali Khan |
| Sufi Song | Khailash Kher |