Muhammad Ka Naam Lyrics | daish f dar | Dawar Farooq
Meetha Meetha Hai Mere Muhammad Ka Naam
Unpe Lakhon Karoroñ Duroodoñ Salam
Jisko Ummat Ka Gham He Satata Raha
Ashk Ghaaroñ Me Jo Tha Bahata Raha
Jo Muqaddar Hamare Banata Raha
Us Nigahe Inayat Pe Lakhon Salam
Meetha Meetha Hai Mere Muhammad Ka Naam
Meetha Meetha Hai Mere Muhammad Ka Naam
Waqt Laye Khuda Jayeñ Darbar Par
Aur Khade Hoke Rouza-e-Sarkar Par
Pesh Milke Kareñ Ham Durood-o-Salam
Unpe Lakhon Karoron Durood-o-Salam
Mustafa Jaan e Rahmat Pe Lakhoñ Salam
Shamhe Wajhe Hidayat Pe Lakhoñ Salam
Ya Nabi Salam Alaika
Ya Rasool Salam Alaika
Ya Habib Salam Alaika
Sala Wa Tulla Alaika
Do Jahañ Ke Raaj Wale
Rahmatoñ Ke Taaj Wale
Arsh Ki Meraj Wale
Aasiyoñ Ki Laaj Wale
Ya Nabi Salam Alaika
Ya Rasool Salam Alaika
Aakhiri Lamhe Jab Aayeñ
Kash Wo Tashrif Layen
Apne Jalwoñ Me Ghumayen
Jhoom Kar Ham Gun Gunayen
Ya Nabi Salam Alaika
Ya Rasool Salam Alaika
Ya Habib Salam Alaika
Sala Wa Tulla Alaika
Ya Nabi Salam Alaika
Ya Rasool Salam Alaika
Ya Habib Salam Alaika
Sala Wa Tulla Alaika
Our Pages
- Hamd-E-Baari-T’aala
- Naat-E-Paak
- Rabiul Awwal Mutalliq Kalam
- Manqabat Ghaus e Azam
- Manqabat Ghareeb Nawaaz
Shayar
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
- Sabri Brothers
- Nusrat Fateh Ali Khan
- Rahat Fateh Ali Khan
- Iqbal Afzal Sabri
- Aziz Miyañ
- Nazir Ejaz Faridi
- Ghous Muhammad Nasir
- Maulvi Ahmad Hasan Akhtar