Mujhe Ghamzada Dekh Kar Lyrics Urdu Hindi and English | مجھے غمزدہ دیکھ کر وہ یہ بولے لیرکس | मुझे ग़मज़दा देख कर वो ये बोले | Sufiyana Kalam
Mujhe Ghamzada Dekh Kar Urdu
مجھے غمزدہ دیکھ کر وہ یہ بولے
ہمارا ہے تو بے سہارا نہیں ہے،
ہو رسوائی میری، میری آنکھ نم ہو
میرے یار کو یہ گوارا نہیں ہے۔
تمہیں واسطہ ابن مولا علی کا
خدارا مری التجا سن لو اقا،
نہ کرنا جدا اپنے قدموں سے مجھ کو
مرا اور کہیں بھی گزارا نہیں ہے۔
سگِ در تمہارا ہو کس در پہ جاؤں؟
کہاں جاکے میں حال اپنا سناؤں؟
علاوہ وہ تمہارے، کسی در پہ میں نے
کبھی اپنا دامن پسارے نہیں ہے۔
بھرم میرا رکھا ہے تم نے یہاں پر
مری لاج رکھ لیجے آقا وہاں پر،
تمہیں میرے ماوا ہو, ملجا تمہیں ہو
مرا اور کوئی سہارا نہیں ہے۔
یقیناً تمہیں وصلِ محبوب ہوگا
مگر جَذبَۂ عِشق میں کچھ کمی ہے،
فراز امتحاں اور دینے پڑیں گے
ابھی اس نظر کا اشارہ نہیں ہے۔
Mujhe Ghamzada Dekh Hindi
मुझे ग़मज़दा देख कर वो ये बोले
हमारा है तू, बे सहारा नहीं है।
हो रुसवाई मेरी, मेरी ऑंख नम हो
मेरे यार को ये गवारा नहीं है।
तुम्हें वास्ता इब्ने मौला अली का
ख़ुदारा मेरी इल्तिजा सुन लो आक़ा,
न करना जुदा अपने क़दमों से मुझको
मेरा और कहीं भी गुज़ारा नहीं है।
सग-ए-दर तुम्हारा हूं किस दर पे जाऊं?
कहां जाके मैं हाल अपना सुनाऊं?
अलावा तुम्हारे, किसी दर पे मैंने
कभी अपना दामन पसारा नहीं है।
भरम मेरा रखा है तुमने यहां पर
मेरी लाज रख लीजे आक़ा वहां पर,
तुम्हीं मेरे मावा हो, मल्जा तुम्हीं हो
मेरा और कोई सहारा नहीं है।
यक़ीनन तुम्हें वस्ले-महबूब होगा
मगर जज़्बा-ए-इश्क़ में कुछ कमी है,
फ़राज़ इम्तिहां और देने पड़ेंगे
अभी उस नज़र का इशारा नहीं है।
Mujhe Ghamzada Dekh Kar Woh Ye Bole
Hamara Hain Tu, Be-sahara Nahi Hai.
Ho Ruswayi Meri, Meri Aankh Namm Ho,
Mere Yaar Ko Ye Gawara Nahi Hai.
Tumheñ Wasta Ibn-e-Moula Ali Ka
Khudara Meri Iltija Sun Lo Aaqa,
Na Karna Juda Apne Qadmoñ Se Mujhko
Mera Aur Kahiñ Bhi Guzara Nahi Hai.
Sag-e-Dar Tumhara Hooñ, Kis Dar Pe Jaauñ?
Kahañ Jaake Maiñ Haal Dil Ka Sunauñ?
Alawa Tumhare, Kisi Dar Pe Maine
Kabhi Apna Daaman Pasaara Nahi Hai.
Bharam Mera Rakha Hai Tumne Yahañ Par
Meri Laaj Rakh Leeje Aaqa Wahañ Par
Tumhi Mere Mawa Ho, Malja Tumhi Ho
Mera Aur Koi Sahara Nahi Hai.
Yaqeenan Tumhe Wasl-e-Mehboob Hoga
Magar Jazba-e-Ishq Meiñ Kuchh Kami Hai
“Faraaz” Imtehaañ Aur Dene Padeñge
Abhi Us Nazar Ka Ishaara Nahi Hai..
Our Pages
Shayar
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
- Sabri Brothers
- Nusrat Fateh Ali Khan
- Rahat Fateh Ali Khan
- Iqbal Afzal Sabri
- Aziz Miyañ
- Nazir Ejaz Faridi
- Ghous Muhammad Nasir
- Maulvi Ahmad Hasan Akhtar