Shab e Qadar Kalam Lyrics | Zubair Qami
Hazar Maah Se Bhi Hai Ye Bartar
Shab-e-Qadar, Shab-e-Qadar
Shab-e-Qadar, Shab-e-Qadar
Shab-e-Qadar, Shab-e-Qadar
Utara Rab Ne Isi Me Qur’aañ
Jo Isko Zaya Kare Hai Nadañ
Bas Iski Dil Se Karo Qadar
Shab-e-Qadar, Shab-e-Qadar
Shab-e-Qadar, Shab-e-Qadar
Shab-e-Qadar, Shab-e-Qadar
Ye Taaq Ratoñ Ki Roushani Hai
Ye Qalb e Momin Taazgi Hai
Tu Isme Rab Ko Talash Kar
Shab-e-Qadar, Shab-e-Qadar
Shab-e-Qadar, Shab-e-Qadar
Shab-e-Qadar, Shab-e-Qadar
Miteñge Tere Gunah Sare
Agarche Inke Na Hoñ Kinare
Tu Isme Tauba Khuda Se Kar
Shab-e-Qadar, Shab-e-Qadar
Shab-e-Qadar, Shab-e-Qadar
Shab-e-Qadar, Shab-e-Qadar
Jahañ Ka Ik Badnaseeb Hai Wo
Jo Fazl e Rab Ko Na Pa Saka Wo
Ye Rab Se Qurbat Ka Ik Hai Gauhar
Shab-e-Qadar, Shab-e-Qadar
Shab-e-Qadar, Shab-e-Qadar
Shab-e-Qadar, Shab-e-Qadar
MalaiKa Sab Utar Rahe Haiñ
Wo Rahmateñ Saath La Rahe Haiñ
Ruhul Amiñ Bhi Aaye Utar
Shab-e-Qadar, Shab-e-Qadar
Shab-e-Qadar, Shab-e-Qadar
Shab-e-Qadar, Shab-e-Qadar
Tulu Fajar Tak Ye Rahti Hai
Salamati He Salamati Hai
Khuda Se Mango Tum Raat Bhar
Shab-e-Qadar, Shab-e-Qadar
Shab-e-Qadar, Shab-e-Qadar
Shab-e-Qadar, Shab-e-Qadar
Mustafa Ko Naseeb Karna
Raat Isme Qayam Karna
Payega Wo Bhi Ali Achr
Shab-e-Qadar, Shab-e-Qadar
Shab-e-Qadar, Shab-e-Qadar
Shab-e-Qadar, Shab-e-Qadar
Hazar Maah Se Bhi Hai Ye Bartar
Shab-e-Qadar, Shab-e-Qadar
Shab-e-Qadar, Shab-e-Qadar
Shab-e-Qadar, Shab-e-Qadar
Recited by: Muhammad Zubair Qasmi
Written by: Ghulam Mustafa
Our Pages
Shayar
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan: