Ye Duniya Daar e Faani Hai
Ye Duniya Daar e Faani Hai
Ba-Zahir To Ye Duniya
Khoobsurat Hai Suhani Hai!!
Baqa Isko Nahiñ Haasil
Ye Duniya Daar e Faani Hai!!
Kabhi Itra Ke chalta Hai
Kabhi Bal Kha Ke Chalta Hai!!
Tu Jis Par Naaz Karta Hai
Ye Do Roza Jawani Hai!!
Baqa Isko Nahiñ Haasil
Ye Duniya Daar e Faani Hai
Kahan Qaroon Ki Daulat
Kahan Shaddat Ki Jannat!!
Kahan Phiraun Ki Wo Jabirana
Hukmraani Hai!!
Baqa Isko Nahiñ Haasil
Ye Duniya Daar e Faani Hai
Na Ho Maghroor Daulat Ke
Nashe Me Ae Mere Bhai!!
Nahin Rahti Kisi Ke Paas
Daulat Aani Jaani Hai!!
Baqa Isko Nahiñ Haasil
Ye Duniya Daar e Faani Hai
Fala Ho Kaamrani Ne
Qadam Uske Hi Choomeñ Haiñ !!
Muhammad Mustafa Ki Baat
Jis Insañ Ne Maani Hai!!
Baqa Isko Nahiñ Haasil
Ye Duniya Daar e Faani Hai
Wahiñ Allah Ke Mahboob Ka
Mahboob Hai Mohsin!!
Wo Jis Momin Ki Peshani Pe
Sajdoñ Ki Nishani Hai !!
Baqa Isko Nahiñ Haasil
Ye Duniya Daar e Faani Hai
Recited by: Hafiz Hassan Anzar
Lyrics: Qari Ahsan Mohsin
Our Pages
Shayar
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
- Sabri Brothers
- Nusrat Fateh Ali Khan
- Rahat Fateh Ali Khan
- Iqbal Afzal Sabri
- Aziz Miyañ
- Nazir Ejaz Faridi
- Ghous Muhammad Nasir
- Maulvi Ahmad Hasan Akhtar