Jalwa Nabi Ka Charo Taraf Lyrics
जल्वा नबी का चारो तरफ़
Marhaba Marhaba – Marhaba Mustafa
Marhaba Marhaba – Marhaba Mustafa
Aaqa Ka Charcha Charo Taraf
Jalwa, Jalwa, Jalwa, Jalwa
Jalwa, Jalwa, Jalwa, Jalwa
Jalwa Nabi Ka Charoñ Taraf ×4
Aap Shamsudduha Aap Noore Subul
Aap Badrudduja Aap Khatme Rusul
Aapke Noor Se Haiñ Do Aalam Bane
Aap Noore Khuda Aap Mukhtar e Kul
Aasamañ Ye Zami
Aapke Hi Liye Hai Bani.
Jalwa Nabi Ka Charo Taraf
AnNabi Zul Karam
AnNabi Mohtaram
Wahuwa Khairul Umam
Wa KHafeerul Haram
Dai’ul Haadi-un
An Naji As Shafi Qarashi.
Jalwa Nabi Ka Charo Taraf
Rab Ke Mahboob Aalam Ke Sardar Ho
Aap Malik Ho Aur Aap Mukhtar Ho
Nafrateiñ Kya Bigadeñgi Uska Bhala
Jiske Dil Me Basa Aapka Pyar Ho
Jo Hai Sag Aapka
Ba-Khuda Hai Wahi Jannat .
Jalwa Nabi Ka Charo Taraf
Wannushaqqat Sama
Wahuwa Youmal Jaza
Yas-Judo Mustafa
La yaqoolusSawa
Ummati, Ummati
Ummati, Ummati
Ummati, Ummati, Ummati.
Jalwa Nabi Ka Charo Taraf
Hashr Me Jaam Kausar Ka Chhalkaeiñge
Sadqa e Panjatan Aap Se Paayenge
Ham Hussaini Haiñ Jannat Hai Hasnain Ki
Khuld Paa Ke, Wahañ Khoob Itrayeñge
Ae ‘Shajar’ Aal Ki
Kaam Aayegi Ye Aashiqi.
Jalwa Nabi Ka Charo Taraf
Kana Yam Shi Shajar
Kana Shuqqal Qamar
Yat’taHaddat Hajar
QullaHa Muqtasar
Mojizatun Nabi
Mojizatun Nabi AnNabi.
Jalwa Nabi Kaa Charo Taraf
Naat Khwan: Syed Shajar Ali Makanpuri
Jalwa Nabi Ka Charo Taraf Lyrics Hindi
मरहबा मरहबा -मरहबा मरहबा
मरहबा मरहबा – मरहबा मरहबा
आक़ा का चर्चा चारों तरफ़
जल्वा, जल्वा, जल्वा, जल्वा
जल्वा, जल्वा, जल्वा, जल्वा
आक़ा का चर्चा चारों तरफ़
आप शमसुद्दुहा आप नूरे सुबुल
आप बदरूद्दुजा आप ख़त्मे रुसुल
आपके नूर से हैं दो आलम बने
आप नूर-ए-ख़ुदा आप मुख़्तार-ए-कुल
आसमां, ये ज़मीं
आपके ही लिए हैं बनी।
जल्वा नबी का चारों तरफ़
अन्नबी ज़ुल करम
अन्नबी मोहतरम
वहुवा ख़ैरुल उमम
वा-ख़फ़ीरुल हरम
दाई-उल हादी-उन
अन्नजी अश्शफ़ी क़’रशी
जल्वा नबी का चारों तरफ़
रब के महबूब आलम के सरदार हो
आप मालिक हो और आप मुख़्तार हो
नफरतें क्या बिगाड़ेंगीं उसका भला
जिसके दिल में बसा आपका प्यार हो
जो है सग आपका,
बा ख़ुदा है वही जन्नती।
जल्वा नबी का चारों तरफ़
वन्नुशक़्क़त समा
वहुवा यौमल जज़ा
यस-जुदो मुस्तफ़ा
ला यक़ूलुस्सवा
उम्मती, उम्मती
उम्मती, उम्मती
उम्मती, उम्मती, उम्मती
जल्वा नबी का चारों तरफ़
हश्र में जाम कौस़र का छलकाएंगे
सदक़ा ए पंजतन आप से पाएंगे
हम हुसैनी हैं जन्नत है हसनैन की
ख़ुल्द पा के, वहां खूब इतराएंगे
ऐ ‘शजर’ आल की
काम आएगी ये आशिक़ी।
जल्वा नबी का चारों तरफ़
काना यम शी शजर
कना शुक़्क़ल क़मर
यत्तहद्दत हजर
क़ुल्लाहा मुक़्तसर
मोजिज़ातुन नबी
मोजिज़ातुन नबी अन्नबी
जल्वा नबी का चारों तरफ़
Our Pages
Naat-E-Paak
More Rabiul Awwal Mutalliq Kalam
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
Qawwali
- Sabri Brothers
- Nusrat Fateh Ali Khan
- Rahat Fateh Ali Khan
- Iqbal Afzal Sabri
- Aziz Miyañ
- Nazir Ejaz Faridi
- Ghous Muhammad Nasir
- Maulvi Ahmad Hasan Akhtar