Kya poochhte ho rutba e Gulzar e madina Lyrics
क्या पूछते हो रुतबा ए गुलज़ार ए मदीना
चूमे जिसे जिब्रील वो है खार ए मदीना
जिब्रील ए अमीं आंख बिछाते थे हिरा में
उक़बे में कहां तूर कहां गार ए मदीना
कौसर कभी पुल पर कभी मीज़ान ए अमल पर
उम्मत के लिए रोयेंगे सरकार ए मदीना
दुनियावी मरीज़ों की तरहं इनको ना समझो
मुर्दों को जिला देते हैं बीमारी ए मदीना
तारी है अजब कैफ़ मलायक पे भी फ़ैज़ी
पढ़ते ही रहो मस्ती में अश्आर ए मदीना
Naat Khwan: Habibullah Faizi
Kya poochhte ho rutba e Gulzar e madina
Choome jise jibreel wo hai khar e madina
Jibreel e ami aankh bichhate the Hira me
Uqbe me Kahan toor Kahan gaar e madina
Kausar kabhi pul par kabhi mizaan e madina
Ummat ke liye royenge sarkar e madina
Duniyawi meerzon ki tarah inko na samjho
Murdon ko jila Dete hain beemar e madina
Taari hai ajab Kaif malayak pe bhi Faizi
Padhte hi raho Masti me ash’aar e madina
Our Pages
Naat-E-Paak
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam