Khuda Ka Ghar Hai Aur Main Hoon Lyrics
Mere Maula Main Hazir Hun
Mere Maula Main Hazir Hun
Karam Phir Se Hua Mujh Par
Khuda kaa Ghar Hai Aur Main Hun
Bayan Kaise Ho Ye Manzar
Khuda Kaa Ghar Hai Aur Main Hun
Qadam Tikte Nahin Mere
Zamin Par Kya Hua Mujhko
Uda Hun Aasmano Par
Khuda Kaa Ghar Hai Aur Main Hun
Mere Maula Main Hazir Hun
Mere Maula Main Hazir Hun
Kabhi Dekhun Khuda Ka Ghar
Kabhi Khud Par Nazar Daalun
Yaqin Aata Nahin Khud Par
Khuda Kaa Ghar Hai Aur Main Hun
Karam Phir Se Hua Mujh Par
Khuda Kaa Ghar Hai Aur Main Hun
Bayan Kaise Ho Ye Manzar
Khuda Ka Ghar Hai Aur Main Hun
Hazaron Chakkaron Se Jaan Chhoti
Saat Chakkar Se
Lagata Ye Rahun Chakkar
Khuda Kaa Ghar Hai Aur Main Hun
Mere Maula Main Hazir Hun
Mere Maula Main Hazir Hun
Hateem-E-Paak Me Sajde
Jabeen Bhi Naaz Karte Hai
Main Pahuncha Kaabe Ke Andar
Khuda Kaa Ghar Hai Aur Main Hun
Karam Phir Se Hua Mujh Par
Khuda Kaa Ghar Hai Aur Main Hun
Bayan Kaise Ho Ye Manzar
Khuda Kaa Ghar Hai Aur Main Hun
Yehi Do Chaadaren Aadam Ki Sunnat Hain Badan Par Hain
Saji Ahraam Ki Chaadar
Khuda Kaa Ghar Hai Aur Main Hun
Mere Maula Main Hazir Hun
Mere Maula Main Hazir Hun
Nazaafat Aisi Is Ghar Ki
Dilon Ko Paak Karti Hai
Ujagar Ka Ho Dil At’har
Khuda Kaa Ghar Hai Aur Main Hun
Karam Phir Se Hua Mujh Par
Khuda kaa Ghar Hai Aur Main Hun
Bayan Kaise Ho Ye Manzar
Khuda Kaa Ghar Hai Aur Main Hun
Mere Maula Main Hazir Hun
Mere Maula Main Hazir Hun
Naat Khwan: Allama Hafiz Bilal Qadri
Poetry By: Allama Nisar Ali Ujagar
Our Pages
Naat-E-Paak
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
Qawwali
Manqabat Shahidan e Karbala | Nohay Lyrics|