Saj Gayi Dekho Ajmer Ki Har Gali Manqabat Lyrics
सज गई देखो अजमेर की हर गली
Saj Gayi Dekho Ajmer Ki Har Gali
Dar Pe Maston Ki Baraat Kahti Chali
Haq Wali Wali, Wali Wali
Haq Wali Wali, Wali Wali
Aaj Dulha Bane Dekho Hindal Wali
Chalo Chalo Khwaja Piya Ki Gali
Jaan-E-Ali, Jaan-E-Ali
Khwaja Piya Jaan-E-Ali
Har Taraf Aaj Rahmat Ki Barsaat Hai
Kya Suhana Sama Noor Ki Raat Hai
Bole Mastane Taqdeer Ki Baat Hai
Aaj Khwaja Piya Se Mulakaat Hai
Khil Gayi Khil Gayi – Khil Gayi Khil Gayi
Khil Gayi Khil Gayi Toote Dil Ki Kali
Chalo Chalo Khwaja Piya Ki Gali
Jaan-E-Ali Jaan-E-Ali
Khwaja Piya Jaan-E-Ali
Dar Pe Bajti Hain Khushiyon Ki Shahnaayiyan
Jhoom Kar Mast Lete Hain Angraayiyan
Mit Gayi Fazle Khwaja Se Tanhayiyan
Rab Ne Phoolon Se Mahka Di Angnaayiyan
Khaak Chaukhat Ki Chehre Pe Sab Ne Mali
Chalo Chalo Khwaja Piya Ki Gali
Jaan-E-Ali Jaan-E-Ali
Khwaja Piya Jaan-E-Ali
Mustafa Ke Dulare Hain Khwaja Piya
Aur Haider Ke Pyare Hain Khwaja Piya
Bekason Ke Sahare Hain Khwaja Piya
Kahte Hain Sab Hamare Hain Khwaja Piya
Unke Sadqe Me Sar Se Musibat Tali
Chalo Chalo Khwaja Piya Ki Gali
Jaan-E-Ali Jaan-E-Ali
Khwaja Piya Jaan-E-Ali
Noor Rauze Pe Barsaata Hai Aasma
Aaj Ajmer Par Hai Khuda Mehrwan
Jholi Faila Ke Kahta Hai Sara Jahan
Ik Nigahe Karam Khwaja E Khwajgan
Ban Gaye Dar Pe Kitne Sawaali Wali
Chalo Chalo Khwaja Piya Ki Gali
Jaan-E-Ali Jaan-E-Ali
Khwaja Piya Jaan-E-Ali
Singer: Muhammad Aziz
Lyrics: Khurshid Hallauri
Saj Gayi Dekho Ajmer Ki Har Gali Lyrics Hindi
सज गई देखो अजमेर की हर गली
दर पर मस्तों की बारात कहती चली
हक़ वली वली, वली वली
हक़ वली वली, वली वली
आज दूल्हा बने देखो हिन्दल वली
चलो चलो ख्वाजा पिया की गली
जाने अली, जाने अली
ख्वाजा पिया जाने अली
हर तरफ़ आज रह़मत की बरसात है
क्या सुहाना समा नूर की रात है
बोले मस्ताने तक़दीर की बात है
आज ख्वाजा पिया से मुलाकात है
खिल गई-खिल गई, खिल गई-खिल गई
खिल गई, खिल गई टूटे दिल की कली
चलो चलो ख्वाजा पिया की गली
जाने अली, जाने अली
ख्वाजा पिया जाने अली
दर पे बजती हैं खुशियों की शहनाईयां
झूमकर मस्त लेते हैं अंगड़ाईयां
मिट गईं फज़ले ख्वाजा से तनहाईयां
रब ने फूलों से महका दीं अंगनाईयां
ख़ाक चौखट की चेहरे पे सबने मली
चलो चलो ख्वाजा पिया की गली
जाने अली, जाने अली
ख्वाजा पिया जाने अली
मुस्तफ़ा के दुलारे हैं ख्वाजा पिया
और हैदर के प्यारे हैं ख्वाजा पिया
बेकसों के सहारे हैं ख्वाजा पिया
कहते हैं सब हमारे हैं ख्वाजा पिया
उनके सदक़े में सर से मुसीबत टली
चलो चलो ख्वाजा पिया की गली
जाने अली, जाने अली
ख्वाजा पिया जाने अली
नूर रौज़े पे बरसाता है आसमां
आज अजमेर पर है ख़ुदा मेहरबां
झोली फैला के कहता है सारा जहां
इक निगाहे करम ख्वाजा-ए-ख्वाजगां
बन गए दर पे कितने सवाली वली
चलो चलो ख्वाजा पिया की गली
जाने अली, जाने अली
ख्वाजा पिया जाने अली
Our Pages
Naat-E-Paak
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
Qawwali
Manqabat Shahidan e Karbala | Nohay Lyrics|